♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai,
Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta
Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai..”
– (Shamail-e-Kubra, Part#4, Page#376)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jo Logon se Milta Julta aur Unki Bato par Sabr Karta Ho
Related Posts:
- Do Rukha (Daugla) Shakhs Sabse Bad'tar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Logon Me Sabse Bad'tareen Shakhs Wo Hai Jo Do Rukha (Dougla) Hai Jiska Kuch Logon Ke Samne Ek Rukh Hota Hai Aur Dusre Logon Ke Samne Dusre Rukh Se Milta Hai.." - (Sahih…
- Teen (3) Jagahon Me LogoKo Kuch Yaad Na Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ba-Allah! 3 Jagahon Me Logon Ko Apne Siwa Kuch Yaad Nahi Hoga!" (1) Jab Mizaan-e-Adal (Tarazu) Rakha Jayega Aur Amaal Toley Jayege, Log Sab Kuch Bhool Ker Yeh Dekhenge Ki Unki Nekiyan Kum Hoti Hain Ya Zyada ,... (2) Naam-e-Amaal Diye…
- Al-Quran: Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us… Quran: 28-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us burayi se hissa (Gunaah) milta hai aur Allah har cheez par nazar rakhne wala hai.' 📕 Surah An-Nisa 4:85
- Aisi Bato se Biwi Ke Kirdar Par Shaq Karna Durust Nahi … ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se riwayat hai ke, Ek dehati Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki khidmat me hazir hua aur arz kiya "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam)! meri biwi ne kaaley rang ka baccha jana hai aur maine uska inkaar kar diya, .." Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay…
- Sadmo Ke Jarye Sabr Ka Imtihaan ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Sabr Tou Dar'asal Wo Hai Jo Sadma Ke Ibtedai Lamho Me Ho." - (Bukhari Sharif) » Haqiqi Sabr Wahi Hai Jo Sadma Pesh Aate Hi Kiya Jaye. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Wo Shakhs Hamaari…
- Momin ki Sifat Sabr aur Shukr karna Hadees of the Day Momin ki Sifat Sabr aur Shukr karna ۞ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) farmate hai: "Momin ka Muamla bhi Ajeeb Hai ke! jab ALLAH usey Neymat bakshta hai tou wo Shukr karta hai aur ispe isko Sawab milta hai aur jab Allah usey Aazmata hai aur uspe Taklif…
- Geebat Karney Walon Ka Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Mujhe Meraj Ata Ki Gayee Tou Uss Raat Mera Guzar Ek Qoum Par Se Hua Jinkey Nakhun Taanbey(Copper) Ke They Aur Wo Un Nakhuno Se Apney Chehrey Aur Seeney Ko Khurach…
- Bagair Sabr Ke Emaan Bekar Hai .... ♥ Sabr ♥ Farman-e- Hazrat Ali(RaziAllahu Anhu) ∗ Sabr Ko Emaan Se Wohi Nisbat Hai Jo Sar Ko Jism Se Hai, Jis Tarha Bagair Sar Ke Jism Bekaar Hai Issi Tarha Bagair Sabr Ke Emaan. ∗ Daulat, Hukumat Aur Musibat Me Aadmi Ke Aql Ka Imtihaan Hota Hai, Ki Aadmi…
- Dunia me 4 Qisam ke Logo ki Niyato ka badla ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Kabshah Anmaari (RaziAllahu Anhu) se kehte hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Mai tum se ek Hadees bayan karta hoon usey yaad rakhna" 1). Sadqa karne se kisi ke maal me kami waqai nahi hoti", 2). Jis kisi par Zulm hua ho aur woh…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Logon Me Fasaad Fail Jaaye Tou Islah Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees Abu Ayyub Ansaari (RaziAllahu Anhu) Se Marwi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Unsey Farmaya - "Kya Mai Tumhaari Aise Sadqa Ki Taraf Rehanumai Na Karun? Jo Allah Aur Uss Ke Rasool Ko Raazi Karde ! (Aur Woh Ye Hai) Jab Logon Ke Darmiyaan Fasaad Fail Jaye…
- Agar Rizq Aqal-O-Danish se Milta .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) farmate hai ke, "Agar Rizzaq Aqal-O-Danish se Milta Tou Jaanwar aur Bewaqoof Zinda Hii na rehte" Sabaq: Lihaja Jo Shakhs yeh Gumaan karta hai ke Usey Uski Aql ya Mehnat-Mashakkat se rizq mil raha hai tou yeh uski galatfehmi hai, kyunki ki Rizq sirf…
- Har Haal Me Sabr Aur Shukr Se Kaam Liya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (Razi'Allah Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya... "Jo Shakhs Gham Wo Matam Me Apne Rukhsaar (Chicks/Gaal) Ko Pitey (Slapping). Aur Girebaan Phadey Aur Jahalat Ke Logon Ki Tarha Guftagu Kare Wo Hum Me Se Nahi.." - (Sahi Bukhari. Vol-2 Hadith…
- Sabr Ka Badla .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki: Allah Ta'ala Farmata Hai: "Mere Uss Momin Bandey Ka Jiska Main Koi Aziz Duniya Se Utha Lu Aur Wo Uss Par Sawaab Ki Niyat Se Sabr Kar Le Tou Uska Badla Mere Yahan…
- Aye Emaan Walo! Sabr Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan walo! Sabr Karo, Aur Sabr Se Ek Doosre Ko Bardasht Karo, Aur Rishta Banaaye Rakho, Aur Darro Allah Se Ta'aki Tum Falah (Kamiyabi) Paao". - (Sureh: Aal-e-Imran, Ayat:200)
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Quwwat Hasil Karo Sabr aur Namaz Se Beshaq Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai". - (Sureh - Baqarah: Ayat-153 )
- Allah Apne Bando Me Kinhe Pasand Karta Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Aur Allah Sabr Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Imran, 146) » Beshak Allah Ta'ala Insaf Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Mumtahina, 8) » Beshak Allah Ta'ala Unn Se Mohbbat Karta Hai Jo Uss Per "Tawakkala" Karte Hain. - (Al-Imran, 159)…
- Masajid Ke Sutoon .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Beshaq Jo Log (Goya) Masajido Ke Sutoon Hote Hain, *Malaika(Farishtey) Unkey Ham-Nasheen Hotey Hain. *Agar Woh Gayab Ho Jaye Tou Malaika Unhey Talash Karte Hain, *Aur Agar Bimaar Ho Tou Unki Ayadat Karte Hain *Aur Agar Unhey Koi Hajat Darpesh Ho…
- Agar Tum Logon Ke Aibon Ki Khoj Kartey Firoge ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Tum Logon Ke Aibon Ki Khoj Kartey Firoge, Tou Bajaye Logon Ka Sudhaar Hone Ke Log Aur Jyada Kharaab Honge.." - (Abu Dawood)
- Sunnat Ki Ahmiyat : Part 14 Sunnat-e-Rasool Ko Tark Karne Waley Ka Duniyawi Anjaam : » Aayiye Aagey aur Kya Nuqsaan Hoga Duniyawi Aitbaar se Agar Sunnat-e-Rasool Ko Hum Chorr Dengey … • Allah Rabbul Izzat Surah Anfal ki Ayat Number 46 me Farmata Hai: ۞ Al-Quran ۞ "Aye Wo Logon Jo Iman Laye Ho! Ita'at…
- Poshida Amal Afzal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Zahiri Amal Ke Muqabley Me Poshida Amal Afzal Hai" - (Shuabul Imaan, Part-5) # Wajahat: Poshida Amaal Se Muraad Hai Chupkar Ya Logon Se Chupakar Neki Karna, Jaise Kisi Ko Koi Cheez Sadqa Karna Iss Niyat Se, Ke Koi Dekhe…
- Gibat Karne ka Gunah aur Azab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya: “Jab Mujhe Meraaj Karaayi Gayi tou Mera Guzar Ek Aisi Qaum Par Hua Jin Ke Naakhoon Taambey (Nails of Copper) Ke They Jo Apne Chehron aur Seenon (faces & chests) Ko Chhil (Scratch)…
- Maa Ki Nafarmani Ki Saza - Allah Ke Wali Ka Ibratnaak Waqia… Walidain ki Ita'at kya darja rakhti hai aur inki nfarmani ka natija kya hota hai chahe insan kitna hi nek ho. Aayiye iske talluk se ek wakiye par gour karte hai. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai ke: "Humse pichli Ummat me ek nek shakhs they jo Allah…
- Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq Allah Neki… Quran: 18-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Logon ke Saath) Neki ikhtiyar karo, Beshaq Allah Neki karnewalo se Mohabbat karta hai.' 📕 Surah Baqrah 2:195