♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“(Logon) Tumko Jo Kuch (Maal) Diya Gaya Hai Woh Duniya Ki Zindagi Ka
Chand Roz Saajo-Saaman Hai
Aur Jo Kuch Allah Ke Yaha Hai Woh Kahi Behtar Aur Paaydar Hai
(Magar Yeh) Khaas Unn Logo Ke Liye Hai Jo Emaan Laaye
Aur Apne Parwardigar Par Bharosa Rakhte Hai”.
– (Surah Ash-Shura, Aayat-36)
Home / Quran ki Nasihat / Imanwale tou Apne Parwardigar par Bharosa Rakhte Hai …
Related Posts:
- Sacche Imanwalo Ki Pehchaan .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Sacche Imanwaley Tou Bas Wo Hi Log Hai, Ki Jab (Unke Samney) Allah Ka Jikr Kiya Jata Hai Tou Unke Dil Hil Jate Hai Aur Jab Unke Samne Uski (Allah Ki) Ayate Parhi Jati Hai Tou Unke Emaan Ko Aur Bhi Jyada Kar Deti Hai,…
- Apne Parwardigar Se Daro Aur Uss Din Ka Khauf Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Logon Apne Parwardigar Se Daro Aur Uss Din Ka Khauf Karo Ke *Na Tou Baap Apne Betey Ke Kuch Kaam Aaye Aur Na Beta Baap Ke Kuch Kaam Aa Sake. *Beshak Allah Ka Waada Saccha Hai Bas Duniya Ki Zindagi Tum Ko Dhokey Me Na…
- Parwardigar Ki Neymato Ka Bayaan Karte Rehna .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ∗ 1. Din Ki Raushni Ki Qasam ∗ 2. Aur Raat Ki Taareeki Ki Jab Woh Cha Jaye ∗ 3. Aur Tumhaare Parwardigaar Ne Naa Tou Tumko Chora Aur Na Naraaz Huwa ∗ 4. Aur Tumhaare Waste Aakhirat Duniya Se Kayi Behtar Hai, ∗ 5.…
- Aye Insan! Tujhe tere Kareem Parwardigar se kis cheez ne… Aye Insan! Tujhe tere Kareem Parwardigar se kis cheez ne behka diya? Allah Taa'la Quraan-e-Kareem me farmata hai: “Aye Insan! Tujhe Apne Kareem Parwardigaar se Kis Cheez ne Behka diya?” Surat Ul Infitar Ayat No 6
- Unn Logo Me Se Na Ho Jaana Jo Ghaflat Me Padey Huve Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Apne Parwardigar Ko Dil Hi Dil Me Aajzi Aur Khauf Se Aur Past(Halki) Aawaz Se Subha Shaam Yaad Karte Raho Aur Dekhna Unn Logo Me Se Na Ho Jaana Jo Ghaflat Me Padey Huve Hai." - (Surah Al Araf : Aayat-205)
- Farishton Aur Jinno Ko Hukm Ke Aadam Ko Sajda .... ♥ Al-Quraan: Surah-e-Al Kahf :: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Humne Farishton Ko Hukm Diya Ke Aadam Ko Sajda Karo Tou Sab Ne Sajda Kiya Magar Iblees Ne Na Kia. Wo Jinn Me Se Tha Tou Apne Parwardigar Ke Hukm Se Bahar Ho Gaya. Kya Tum Uss Ko Aur Uss Ki…
- Iman Walo Ko Zulm Ka Khauf Na Hoga .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ♥ Al-Quraan: "Aur Hamne(Kuch Jinn Ne) Hidayat (Ki Kitab) Suni Tou Unn Par Imaan Laaye Tou Jo Shakhs Apne Parwardigar Par Imaan Layega Tou Usko Na Nuqsan Ka Khauf Hai Aur Na Zulm Ka". - (Surah Jinn: Ayat-13) ♥ Al-Quran: "Aur Allah Ki Rehmat Se Na-Umeed Mat…
- Allah ke Khaas Bando ki pehchaan ye hai ke wo Zameen par… Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Kareem me Apne Khaas bando ki pehchaan ke bare me farmata hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Allah ke khaas bandey tou woh hai jo Zameen par Aahistagi se chalte hai aur Jab Jahil unsey (Jahalat) ki baat kare tou kahte hai ke Salaam (tum salamat raho), (63)…
- Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi Ho Sakti .... Ismey Koi Shaq Nahi Ke Allah Aur Uskey Rasool Ka Paigaam Haq Hai, Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem Ki Muabarak Aayat me Farmata Hai Ke - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi Ho Sakti Tou Tum Burayi Ko Apne Bhale Sulook Se Door Kar Do, Phir Kya…
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Allah ki zaat par bharosa karne wala kabhi Naqam nahi hota ۞ Bujurgane Deen Ke Aqwal ۞ 01). Allah ki Zaat par bharosa karne wala kabhi naqaam nahi hota. 02). Kisi ka Raaz talaash mat karo, maalum ho jaaye tou faash mat karo. 03). Musibat padne par Mout ki tamanna mat karo. 04). Achha Dost Allah ka tohfa hai. 05). Kisi…
- Fazilate Taqwa Aur Tawakkul .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ♥ Al-Quraan: Jo Shakhs Allah Aur Roze Qayamat Par Imaan Rakhta Ho Aur Taqwa Ikhtiyar Kar Ley Tou Allah Uskey Liye Nijaat Ke Rastey Nikal Deta Hai. Aur Waha Se Rozi Ata Karta Hai Jaha Se Usney Gumaan Bhi Naa Kiya Ho. - [Surah(65) At-Talaq: Ayat:2-3] Iss…
- Rab Ke Raaste Par Koun Log Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Gaib Par Emaan Laate Hain Aur Namaz Qayam Karte Hain Aur Jo Kuch Humne (Allah Ne) Unhe Diya Hai Usmey Se Kharch Karte Hain. Aur Jo Emaan Laate Hain Uss Par Jo (Quraan) Utara Gaya, Aap (Sallallahu Alahi Wasallam) Par Aur Jo Aapse Pahle…
- Allah Ke Qalaam Ki Pairwi Karo .... Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Keh Do Ke Logon Mai Tum Sab Ki Taraf Allah Ka Bheja Hua Hoon Yaani Uss Ka Rasool Hoon. Wo Jo Aasmano Aur Zameen Ka Baadshah Hai.…
- Allah hi Tumhara Parwardigar hai Uske Siwa Koi Mabood nahi ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Logo! Wahi Allah tumhara Parwardigar hai uske siwa koi mabood nahi, wahi har Cheez ka paida karnewla hai, to usi ki Ibadat karo wahi har cheez ka Nigehbaan hai” – (Al-Quran 6:102) ♥ बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम ♥ “(लोगों) वही अल्लाह तुम्हारा परवरदिगार है उसके सिवा कोई माबूद…
- Jo Allah par bharosa kare to Allah uske liye Kaafi Hai ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Jo Allah par bharosa kare to Allah uske liye Kaafi Hai” – (Roman Urdu: Al-Quran; 65:03) “जो अल्लाह पर भरोसा करे तो अल्लाह उसके लिए काफ़ी है” – (हिंदी अनुवाद; कुरान 65:03) “जर कोणी अल्लाहवर विश्वास ठेवतो तर त्याच्यासाठी अल्लाह पुरेसा आहे” – (मराठी अनुवाद; कुरान 65:03) “if any…
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…
- Musibate Aksar Humare Hi Aamal Se Aati hai ,... # Allah Raabul Izzat Mushriko Ki Hatdharmi bayan Karte hue Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan: "Aur Jab Mushriko se Kaha Jaye Ki Allah Ke Utare(Hidayat) Par Chalo Tou Kahenge: Hum Tou usi pe Chalenge Jis Par Humne Apne Baap-Dada ko Paya, Agar Che unke Baap-Dada Na Kuch Aqal…
- Imaanwalo ko Chahiye ke Allah hi par Bharosa rakhe ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ "Agar Allah Tumhari Madad kare to koi tumpar Galib aa nahi sakta, aur agar woh tumhe chorr de tou fir koun hai jo uske siwa tumhari madad kar sake, tou Imaanwalo ko Chahiye ke Allah hi par Bharosa rakhe" - (Quran; Surah Aale Imran; 3:160) ♥ बिस्मिल्लाह…
- Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega.." - (Sahi Muslim, Hadith no.1874)
- Maa-Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Ka Huqm... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem Me Irshad farmata hai - ♥ Al-Quraan: "Aur Humne Insaan Ko Apney Maa-Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Kerne Ka Hukm Diya Hai, Iski Maa Ne Isey Takleef Utha Ker Pait Me Rakha Aur Takleef Berdaasht Ker Ke Isey Jana." - (Surah 26: Al Ahqaaf,…
- (Aye Emaanwalo!) Tum Sabse Behtar Ummat Ho .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Emaanwalo!) Tum Sabse Behtar Ummat Ho, Insano Ke Fayde Ke Liye Tumhe Nikala (Paida Kiya) Gaya Hai, (Tum Behtar Isliye Ho Kyun Ki) Tum Nek Kaamo Ke Liye Hukm Dete Ho Aur Burey Kaamo Par Ayetraz Kartey Ho Aur Allah Ke Upar Emaan Rakhte…
- Badshaguni Shirk hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-bin-Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya, "Badfaeli (Badshagooni Me Yaqeen Karna) Shirk Hai, Kisi Ko Badfaeli Ki Waham Ho Tou (Usey Chahiye) Allah Subhanahu Wa Ta'ala Par Bharosa Kare, Allah Subhanahu Wa Ta'ala Uss Bharose Ki Wazah Se Usko Door…
- Dua Ibadat Hai - Tumhare Parwardigar ne farmaya ke mujhe… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nu'man Ibn Bashir (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - Dua hi tou Ibadat hai, fir Aapne "Surah (40) Momin" ki Aayat 60 tilawat farmayi, "Tumhare Parwardigar ne farmaya ke mujhe pukaro! Main tumhari Dua qabool karunga aur jo log meri ibadat…
- Qayamat Kise Kahte Hai ? » Sawaal: Qayamat Kise Kahte Hai ? » Jawaab : Qiyaamat Ke Mayne Hai Dobara Uthaaya Jana, Duniya Ka Fanah Ho Jana. Allaah Ta’ala Apni Kitaab Quraan-e-Kareem Me Farmata Hai Ki, Ek Din Aesa Hoga, Jab Woh Tamaam Paida Kiye Huye Cheezo Ko Mita Dega, Ussi Din Ka Naam Qayamat…