♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke –
“Jo Koi Allah Ta’ala Se Astaghfar (Maghferat) Talab Karega
Allah Ta’ala Zaroor Uski Magfirat Farmaa Dega..”
– (Tirmizi Sharif: Hadith no. 3481)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jo Koi Allah Ta’ala Se Astaghfar Talab Karega
Related Posts:
- Tauba aur Astaghfar ke 14 Azeem fayde by Adv. Faiz Syed Tauba aur Astaghfar ke fayde kya hai janiye is mukhtasar se urdu bayan mein. People also search as: Astaghfar tasbeeh benefits, Miracles of reciting Astaghfar, Wazifa for Astaghfar in Urdu, Tauba aur Astaghfar, Astaghfar ki kasrat, Astaghfar ke fayde in hindi.
- Bimaari Aur Uska Elaaj ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Sahaba (RaziAllahu Anhu) Se Farmaya - "Kya Mai Tumko Tumhari Bimaari Aur Uska Elaaj Na Batau ? Tou Sunlo, Tumhari Beemaari 'Gunaah' Hai Aur Uska Elaaj Astaghfar (Allah Se Magfirat talab karna) Hai..." - (Baihaqi Sharif)
- Sachche Dil Se Shahadat Ki Talab Ka Azar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Jo Shakhs Allah Ta'ala Se Sachche Dil Se Shahadat Talab Karta Hai, Allah Ta'ala Usko Shaheed Ka Martaba Deta Hai, Chahey Usey Bistar Par Hii Mout Aajaye,.." - (Sahih al-Bukhari; Hadith no. 1909) *Subhan'Allah!!! Allah Rabbul Izzat Hum Tamam Ko Imman par…
- Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…
- Murdo Ke Liye Maghfirat Talab Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Kisi Mayyat Ki Tadfin Se Farigh Ho jatey Tou Uski Qabr Ke Paas Ruktey Aur Farmate: "Apne Bhai Ke Liye Maghfirat Talab Karo Aur Uske Liye Sabit Qadmi Ki Ilteja Karo, Kyun Ke Ab Us'sey Sawaal Kiye Jayenge.." - (Sunan Abu Dawood, Hadith…
- Ilm ki Talab Rakhne walo Par Beshumar Rehmate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai: "Mere Jaanshino Par Allah Ki Rehmat Ho!" Arz Kiya Gaya "Ya RasoolAllah Aapke Jaanshin Kon Hain?" Farmaya "Jo Meri Sunnat Se Mohobbat Rakhte Hain Aur Usey Allah Ke Bando Ko Sikhate Hai." - (Tafsir-e-Kabir) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ilm Ki Talab Me Jis…
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Hadees: Jo Bando Par Reham Nahi Karta Allah us par Reham… Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, “Jo Shakhs Bando par Reham nahi karega Allah Ta’ala uss par Reham nahi karega” 📕 Sahih Muslim 6030 For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Dahiney Qadam Par Ek Neki Zyada Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Shakhs Masjid Se Jitna Door Hota Hai Wo Utna Hi Ziyada Sawaab Hasil Karta Hai (Kyunki Namaz Ke Liye Janey Par Dahiney Qadam Par Ek Neki Ziyada Aur Bahiney Qadam Par…
- Jo Kisi Musalman ke Aib Chupayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Kisi Musalman Ki Parda-Poshi Karega (Aib Chupayega) Allah Ta'ala Duniya Aur Aakhirat Me Uski Parda-Poshi Farmayega. *Allah Subhanahu Ta'ala Uss Bandey Ki Madad Me Rahta Hai Jab Tak Banda Apney Bhai Ki…
- Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…
- Tauba aur Astaghfar ki Fazilat ❝ Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih ❞ ✦ Al-Quran: Apne RABB se maafi maango, Wo bada muaf karne wala hai, Wo Aasman se tum par (Rahmat ki) baarish barsayega Aur maal se tumhari madad farmayega Aur aulad se (tumhari madad farmayega) Aur tumhe baag (garden)…
- Astaghfar ki Ahmiyat - Astaghfar karna kitna zaroori hai ? ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Hadith: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Main Allah ki bargah me Astaghfar (Muafi Manga) karta hoon aur uski taraf ruju karta hoon din me 70 baar se bhi jyada." [Bukhari, Vol:8, Book:75, Hadith no. 319] Astaghfar ki Dua : ✦ Hadith: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Namaz Ki Fazilat aur Ahmiyat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Namaz Pabandi Se Aada Karega Tou Yeh Uss Ke Liye Qayamat Ke Din Noor Hogi, (Iskey Imaan Aur Allah Se Iski Wafadari Ki) Daleel Hogi, Aur (Jahannum Se) Nijaat Ka Sabab Ban Jayegi. *Aur Jo Shakhs Namaz Ki Pabandi…
- Apne Amal Ke Charcha Se Parhez Kiya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibne Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat He Ki, Unhone Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmate Hue Suna Ki, "Jo Shakhs Logo Me Apne Amal Ki Charcha Karega Tou Allah Ta'ala Uski Riyaakari(Showing Off) Ko Logo Me Mash'hoor Kar Dega Aur Usko Beizzat Karega." - (Baihaqqi Sharif) ♥…
- Na Kisi Par Zulm Karo Na Kisiko Zalim Ke Hawale Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Musalman Musalman Ka Bhai Hai, Na Tou Uss Par Zulm Kare, Aur Na Usko Zalim Ke Hawale Kare, (Ke Uss Par Zulm Ho Sake) *Aur Jo Shakhs Apne Bhai Ki…
- Astaghfar ka Taruf, Ahmiyat, Fazilat aur Dua Astaghfar ka Taruf Astaghfar kise kehte hai ? Insan ki fitrat hai ke us se khata, galati ya gunah ho jate hai, aur jab wo apne kiye par sharminda ho kar sacche dil se apne Rab se muafi talab karta hai tou usey 'Astaghfar' kehte hai. Astaghfar ki Ahmiyat: ۞…
- Kahi Ye Azabe Ilahi Ki Taraf Nishandehi tou nahi ... ♥ Mafhoom-e-Hadees:: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya , "Jab Tum Dekho Ke Bukhl-O-Lalach Ki Hukmarani Hai, Aur Khwaish-e-Nafs Ki Pairvi Ki Jaati Hai Aur Har Sahib-e-Raye Apni Raye Par Itrata Hai Tou Uss Waqt Apni Fikr Karna ,.." - (Jamia Tirmizi.Quwwat-Ul-Quloob Pg-385) # Sabaq: Allahu Alam ! Is AaHadeese…
- Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Beshaq Deen Aasan Hai ! Aur Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega Deen Uss Par Ghalib Aa Jayega, So Apne Amal Me Pukhtagi (Continuity) Ikhtiyar Karo - Aur Jahan Tak Mumkeen…
- Takabbur Aur Ghuroorr Walo Par Allah Ki Rehmat Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (Razi'Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Allah Ta'ala Uss Shakhs Ki Taraf Nazar-e-Rehmat Nahi Karega Jo Apna Kapda Takabbur Aur Ghuroor Ki Wajah Se Zameen Par Ghaseet Kar Chalta Hai". - (Sahih Bukhari, Vol 7, Hadith no. 5783)
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Ilm Gayab Nahi Hota Jab Tak Ke Chupaya Na Jaaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Maine Pucha - “Ya Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Kaun Hai Woh Sabse Kismat Wala Jisko Aap Ka Waseela(Sha’afa) Milega Qayamat Ke Roz ?" Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Sab Se Kismat Wala…
- Jhoote Nabion Aur Dajjalon Ka Zahoor .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Farmatey Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Qayamat Iss Waqt Tak Qayem Na Hogi Jab Tak Ke 30 Ke Qareeb Dajjal Aur Jhoote Na Zahir Ho Jayen Jin Me Se Har Ek Rasool Hone Ka Daawa Karega". - (Sahih Bukhari Kitab-Ul-Munaqib…
- Har Haal me Apne Rab Se Razi Raha Karo ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - - Ek Tandurast Momeen Allah Ta'ala Ke Nazdeek Kamzor Momeen Se Zyada Pasandeeda Aur Bhehtar Hai, - Har Cheez Me Bhalayi Talab Kar, - Jo Tujhe Nafaa De Usmey Raghbat Kar (Yaani Uskey…