♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya –
“Jo Hamare Chhoto Par Meharbani(Reham) Na Karey
Aur Hamare Bado Ki Ta’azim Wa Tauqeer Na Karey Woh Hamare Raaste Par Nahi..”
– (Mishkat P:423)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jo Chhoto Par Meharbani Na Kare Aur ….
Related Posts:
- Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Tum Per Yeh Lazim Hai ke Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Karo. Naa In Per Zulm Karo aur Na In Per Tangi Karo Iss Liye Ke Jab Aurat Per Zulm Kiya Jaye Tou Allah Ta'ala Aisa Hi Naraaz Hota Hai Jaisa Ke…
- Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Naa hi Zulm Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Eyaaz Ibne Himaar Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, Allah Ta’ala Ne Mujhe Wahi Farmayi Ki Inkisar Karo Hatta Ki Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Koi Kisi Par Zulm Na Kare. - (Mishkatul Masaabih. Al Hadees: 4898, Jild 2 Safa 202)…
- Allah Uske Chehre Ko Roshan Kare Jo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Allah Ta’ala Usko Taro Taaza Rakhe Jo Meri Hadees Ko Sune, Yaad Rakhe(Amal Kare) Aur (Usey) Dusro Tak Pahuchaye.." - (Tirmizi Sharif, Jild 4, Page No.298, Hadith no.366) Ek Aur Riwayat Me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - ♥…
- Ek Dusre Ke Saath Musafa Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ata Khurasani (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Dusre Ke Saath Musafa Karo, Is Se Qina Jata Rahta Hai, Aur Hadiya (Tohfa) Bhejo Isse Aapas Me Mohabbat Hogi Aur Dushmani Jati Rahegi" - (Mishkat Sharif) #Note: Hadiya (Tohfa) Sab…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Valentine's Day ki Haqeeqat by Adv. Faiz Syed 14 Feb ko duniya bhar me manane jana wala din Youm-e-Aashiqi ke naam se jana jata hai. Aakhir is ke piche kya tarikhi wakiya hai ? Tafsili jankari ke liye Aayiye is bayan ka muta'ala karte hai. Baraye Meharbani isey Jyada se Jyada Share karne me tawoon kare. jazakAllahu Khairan…
- Azmat - e - Quran by Sis. Bushra Begum Quran ki Azmat ke bare me Mohtarma Aalima Sister Bushra Begum ka Behtreen Urdu bayan, baraye meharbani isey jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. JazakAllahu khairan kaseera.
- Mout Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Aqalmand Aur Samajhdaar Woh Hai Jo Apne Nafs Ka Muhasba Kare, Aur Maut Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare ,.. *Aur Ahmaq-O-Nadan Woh Hai Jisne Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Ki Aur Allah Ke Rehmat Se Jannat Milne Ki…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Agar Tum Par Allah Ka Fazl Aur Uss Ki Meharbani Na Hoti ♥ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim! "Momino ! Shaitan Ke Qadmon Par Na Chalna. Aur Jo Shakhs Shaitaan Ke Qadmon Par Chalega Tou Shaitaan Tou Be-Hayaee Ki Baate Aur Burey Kaam Hi Batayega. Aur Agar Tum Par Allah Ka Fazl Aur Uss Ki Meharbani Na Hoti Tou Ek Shakhs Bhi Tum Me Paak…
- Kisi Takleef Ki Wajah Se Mout Ki Aarzu Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Me Se Koi Shakhs Kisi Takleef Ki Wajah Se Jo Tumhe Pohanchi Ho, Mout Ki Aarzoo Na Kare. Aur Agar (Takleef Ki Noeyat Aysi Ho Keh Iss Ke Bagair) Chara Na Ho Tou Iss Tarhan Dua Kare, "Aye Allah !…
- Rizq-e-Halaal Kamaney Ka Ajar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Jo Shakhs Iss Liye Halaal Kamaayi Karta Hai Ke Sawaal Karne (Mangne) Se Bache, Ahlo-Ayaal Ke Liye Kuch Hasail Kare Aur Padosi Ke Saath Husn-e-Sulooq Kare Tou Wo Qayamat Me Iss Taraah Aayega Ke Iska Chehra Chaudhvin Ke Chand Ki…
- Requesting for Dawah Program ,... ★ Imp Post: Asslamo Alaikum .. Allah ke fazlo karam se aur aap Sabhi Nazreen ki Duao se humari koshishe ab Nonmuslim Bhaiyo Behno ke Dilo me bhi ghar kar rahi hai .. Lihaja Baraye Meharbani Aap me se jo bhi Bhai-Behan ikhlas ke sath Dawati aur Islah field me…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Jab Koi Taubah Kare Tou ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Astaghfirullah Allazi La Ilaha Illa Huwal Hayyul Qayyum Wa Atubu Ilayh" "Tum Me Se Jab Koi Taubah Kare Tou Allah Ta'ala Uss Se Itna Ziyada Khush Hota Hai, Jitna Koi Tum Me Se…
- Kisi Ka NaaHaq Aur Zulman Qatl Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek Musalman Ka Khoon, Maal Aur Izzat Dusre Musalman Par Haraam Hai.." - (Muslim, Page: 1386-1387, Hadith: 2564) # Wajahat: Hazrat Mufti Ahmed Yar Khan Farmate Hain, Iss Hadith Se Ye Patah Chalta Hai Ke Koi Musalman Kisi Musalman Ka Maal…
- Khushali Ke Zamane Me Ziyada Dua Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurerah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya - "Jo Shakhs Ye Chahey Ke Allah Ta'ala Sakhtiyo Aur Be-Chainiyo Ke Waqt Uski Dua Qubool Farmaye Tou Usey Chahiye Ke Wo Khushali Ke Zamane Me Ziyada Dua Kiya Kare..." - (Tirmizi Sharif) ♥…
- Na Kisi Par Zulm Karo Na Kisiko Zalim Ke Hawale Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Musalman Musalman Ka Bhai Hai, Na Tou Uss Par Zulm Kare, Aur Na Usko Zalim Ke Hawale Kare, (Ke Uss Par Zulm Ho Sake) *Aur Jo Shakhs Apne Bhai Ki…
- Pardey ki Ahmiyat aur Khawateen ki Ghaflat by Sis. Qamar… Khawatin ke Parde ki Ahmiyat ke ziman me Allah Taala ka hukm kya hai aur iske bare me Ilm na hone ki wajah se kis hadd tak Gaflat barti ja rahi hai. Iske Talluk se Tafseeli jankari ke liye Mohtarma Aalima Behan Qamar Tafheem ke is bayan par gour karte…
- Har Haal Me Sabr Aur Shukr Se Kaam Liya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (Razi'Allah Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya... "Jo Shakhs Gham Wo Matam Me Apne Rukhsaar (Chicks/Gaal) Ko Pitey (Slapping). Aur Girebaan Phadey Aur Jahalat Ke Logon Ki Tarha Guftagu Kare Wo Hum Me Se Nahi.." - (Sahi Bukhari. Vol-2 Hadith…
- Khatam-Un-Nabiyeen (Sallallahu Alaihay Wasallam) .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sauban (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Main Khatam-Un-Nabiyeen Hu! Mere Baad Koi Nabi Nahi Hoga.." - (Abu Dawood, Tirmizi, Mishkat:Page-465) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya -…
- Qawwali Sunna kya Jayez hai ? - by Adv. Faiz Syed Qawali ki haqeeqat kya hai, Shariyat me Qawali ki kya hasiyat hai ? iske bare me tafseeli jankari ke liye is video bayan ka mutala karte hai, baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu Khairan kaseera. Video Dekhe:
- Waldain ke Huqooq (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed Waldain (Maa Baap) ke Aulad par kya Huqooq hote hai, Walidain se Baccho ne Kaisa Bartaw karna chahiye, Walidain agar Gairmulsim ho tab bhi Aulad ka rawayya unke haq me kaisa ho, Walidain ke Gaursharai amal par Aulad ne kya karna chahiye ? tafsili jankari ke liye Aaiye is bayan…
- Imam Ki Ahmiyat ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Imam Sirf Iss Liye Banaya Jata Hai Ki Uss Ki Pairvi Ki Jaye, Lihaza Uss Se Ikhtelaaf Na Karo. Jab Woh Takbir Kahe Tou Tum Takbir Kaho, Aur Jab Woh Ruku Kare Tou Tum Bhi Raku Karo Aur Jab Woh 'Sami…
- Misali Miya Biwi by Adv. Faiz Syed Miya biwi ke liye behtareen Misaal kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye aayiye is Bayan ka mutala karte hai, baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera. Video Dekhe: