♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ja’afar Saadiq (Rehmatulah Alaihi) Ne
Hazrat Sufiyaan Souri (Rehmatulah Alaihi) Se Farmaaya –
“Mujhe Mere Waalid Ne 3 Behtareen Adab Ki Baaten Sikhlaayin Aur Farmaaya:
∗ Aye Bete ! Jo Buron Ki Sohbat Ikhtiyar Karta Hai, Salamat Nahi Rahta,..
∗ Jo Buri Jagah Jaata Hai, Mutthim (Badnaam) Hota Hai,.
∗ Aur Jo Apni Zubaan Ki Hifazat Nahi Karta, Sharmindagi Uthata Hai…
– (Mukasifatul Qulub: Baab-52, Page-344 – @[156344474474186:])
Home / Buzurgan-e-Deen / Jo Buri Jagah Jaata Hai, Wo Badnaam Hota Hai ….
Related Posts:
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Emaandaar Aur Aabid .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu)♥ ∗ Emaandaar Wahi Hai Jo Aakhirat Ke Liye Tosha Jama Kare, Aabid Wahi Hai Jo Allah Ki Taqseem Par Raazi Rahe. ∗ Agar Tumhain Ek Dusre Ki Niyaton Ka Ilm Hota Tou Tum Ek Dusre Ko Dafan Bhi Na Karte. ∗ Kisi Nek Kaam…
- Gunaaho Se Taubah Ka Faida Ye Hai Ki .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - 'Gunaho Se Taubah Ka Faida Ye Hai Ki Sazaa Se Najat Milti Hai, Buri Aadato Se Paak Hone Ka Faida Ye Hai Ki Jannat Aur Usme Unche Darjat Milte Hai. Mehboob (Huzoor) Ki Khushi Ke Sath Nazdiki Ka Faida Ye Hai…
- Jis Ka Rabta Allah Se Ho Wo Naaqam Nahi Hota ♥ Qaul-e-Mubarak: Jis Ka Rabta Allah Se Ho Wo Naaqam Nahi Hota, Naakam Tou Wo Hota Hai Jis Ki Ummidain Duniya Se Wabasta Ho." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "(Aye Emaanwalo!) Yaad Rakho Ke Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat. Jo Qoum Allah Ki Raah Me Jihaad Karna Chorh Deti Hai Aur Jis Qoum Me Be-Hayaee Phail Jati Hai Uss Par Allah Ka Azaab Nazill Hota Hai". - Hazrate Abu Bakar Siddhiq (RaziAllahu Anhu)
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Azaad Kaun: Be Pardah Ya Ba Pardah ? .... » Jawaab: Be-Pardah Dar'asl Hamesha Khauf Me Ghiri Rahti Hai Ki, Koi Usey Gandi (Buri Shahwat Wali) Nazar Se Dekh Tou Nahi Raha, Kahi Koi Uski Izzat Par Hamla Na Kar De, Shaitaani Waswason Me Khud Hi Giraftar Hoti Hai, Bazar, Office, Raste Me Azaadi Kahin Nahi. Lekin Ba-Pardah Allah…
- Boori Aadat Ki Taaqat Ka Andaza Tab Hota Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Boori Aadat Ki Taaqat Ka Andaza Tab Hota Hai Jub Usey Chorney Ki Koshish Ki Jaati Hai. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Miskino Ki Vajah Se Diya Jata… ♥ Qaul-e-Mubarak: Zakaat aur Sadqa Diya Karo! Kyun Ki, Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Diya Jaata Hai Tou Wo Garib, Faqeer aur Miskeen Ki Dua Ki Wajahse.." - Shaikh Saadi (Rehmatullah Alayh)
- Zaalim Hukmaran Hukumat Karenge , Agar .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Emaanwalo (Musalman) Ne Acchhi Baaton Ka Hukm Dena Aur Buri Baaton Se Rokna Chhod Diya Tou Unn Par Zaalim Hukmaran Hukumat Karenge. - (Hazrate Basri)
- Aatishbaji Haraam !!! Afsos ! Aatishbaji Ki Napaak Rasm Ab Musalmano Me Zor Pakadati Ja Rahi Hai, Musalmano Ka Lakho-Karodo Rupiya Har Saal Aatishbaji Ki Nazr Ho Jata Hai. Aur Aaye Din Yeh Khabare Aati Hai Ke - "Falah Jagah Aatishbaji Se Itne Ghar Jal Gaye Itne Log Aag Me Jhulas Kar Marr…
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarat-e-Muhammad Bin Husain Bin Ali (RaziAllahu Anhu) ka Qaul hai ke, "Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski aqal kum hoti hai. Takabbur zyada ho tou Aqal bahut kum hoti hai aur agar Taqabbur thoda ho tou usi ke hisaab se Aqal kum…
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai, Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai. - Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana, Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai. - Hazrat Sayyed Shah…
- Taqdeer Se Ladai Jhagda Aur Mukhalifat Na Kar .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ki - "(Aye Ibn-e-Aadam !) Taqdeer Se Ladayi-Zagda Aur Mukhalifat Na Ker Warna Tu Tabah Ho Jayega, Tu ALLAH Ke Her Kaam Per Raazi Reh! Jab Dil Durust Hota Hain Tou Nazar Bhi Durust Hoti Hain, Aur Jab Dil Durust…
- Insan me paayi jaane waali sab se buri Aadatein ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai, “Insan me paayi jaane waali sab se buri Aadatein intihaai darje ka Laalach aur Buzdili hai” – (Abu Dawud; 2511) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है, “इन्सान में पायी जाने वाली सबसे बुरी आदतें इन्तिहाई दर्जे का लालच और बुजदिली…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Zyada Khaane-Peene Se Dil Halaak Ho Jaata Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki, "Apne Dilon Ko Zyada Khaane-Peene Se Halaak Na Karo, Jis Tarah Zyada Paani Se Kheti Tabaah Ho Jati Hai, Usi Tarah Zyada Khaane-Peene Se Dil Halaak Ho Jaata Hai.." - (Mukashifatul Quloob Page#55) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai…
- Jiski Nigahain Azad Ho Uska Dil Ranjeeda ♥ Qaul-e-Mubarak: Jiski Nigahain Azad Ho Uss Ka Dil Ranjeeda Hota Hai, Jo Baar-Baar Azadaana Nigaah Karta Hai Wo Hamesha Hasrato Me Mubtila Rehta Hai. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Allah Ke Rasool(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Haq Bayan ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn-e-Umar (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai Ki, Mai Jo Kuch Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Sunta Tou Yaad Rehne Ki Garaj Se Usey Likh Liya Karta Tha,.. Quraish Ne Mujhe Manaa Kiya Ki Har Baat Jo Tum Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Sunte Ho Likh Lete Ho !!!…
- Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai. - Hazrate Abu Baqar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
- Badnigahi Deen Ka Safaya Ker Degi .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "(Aye Ibne Aadam !) Aisi Jagah Mat Baith Jahan Teri Tabiyat Ka Josh Bhadak Ker Khud Tere Hi Emaan Ke Ghar Ko Aag Laga De, Jab Teri Tabiyat, Khwaish, Nafs Aur Tere Ander Ka Shaitaan Yeh Sab Bhadak Uthenge…
- Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" .... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Bada Khatakar Woh Hai Jis Ko Logon Ki Buraiyon Ka Zikr Karne Ki Faraghat Mili Ho. » Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" Aur Aakhirat Ki Fikr Dil Me "Noor" Paida Karti Hai. - Farmane Hazrat Usman-e-Ghani(RaziAllahu Anhu) » बड़ा खताकार वो है जिस को लोगों कि…