♥ Mafhoom-e-Hadees:Jabir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke,
“Qayamat Ke Din Tum Me Sab Se Ziyada Mera Mahboob Aur Mujh Se Meri Majlis Me Qareeb-Tar Woh Shakhs Hoga Jo Tum Me Akhlaaq Ke Andar Sab Se Ziyada Paakiza Hoga (Jiske Akhlaq Behtareen Honge)
Aur Tum Me Se Woh Log Mujhe Napasand Hain Aur Wahi Qayamat Ke Din Meri Majlis Se Sab Se Ziyada Door Honge Jo Bahut Baatuni Aur Cheekh Cheekh Kar Baaten Karte Hai Aur Saath Hee Saath Mutakabbir(Takabbur Karnewala) Bhi Hain.”
– (Awaari-Ul-Ma’Aarif, Safa#384)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jo Akhlaaq Ke Andar Sab Se Ziyada Paakizah Hoga ….
Related Posts:
- Jo Akhlaaq Ke Aitbaar Se Sabsey Behter Hoga ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai ke - "Tum Me Se Sabsey Zayada Mehboob Aur Sab Se Zayda Qayamat Me Qareeb Majlis Ke Aitbaar Se Wo Hoga, Jo Akhlaaq Ke Aitbaar Se Sabsey Behter Hoga ,. Aur Tum Me Sabsey Zyada Qayamat Me Mujh Se Door…
- Rasool'Allah Ka Momeeno Par Ziyada Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Mai Momeeno Ka Khud Unse Ziyada Haqdar Hu, Unme Se Jo Koi Qarzdaar Marega Aur Adayeegi Ke Liye Kuch Na Chorhega Tou Hum Par Uski Adayeegi Ki Zimmedari Hai Aur Jisne Koi Maal…
- Acche Akhlaaq Walo Ka Emaan Kaamil Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Unn EmaanWalon Ka Emaan Kaamil Hai Jinka Akhlaaq Achchha Hai.." - (Sunan Abu Dawood, Vol.3, Hadith no.1257)
- Ziyada Logo Ko Fayida Pohnchaye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Tum Me Behtar Woh Hai Jiski Wajeh Se Ziyada Logon Ko Fayida Pohnche.." - (Bukhari Sharif)
- Qayamat Me Rasool'Allah Ke Sabse Qareeb Aur Door Rehne Wale… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir Bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Me Se Mujhe Sab Se Zyada Mehboob Aur Qayamat Wale Din Mere Sab Se Zyada Qareeb Wo Log Honge Jo Tum Me Se Akhlaaq Me Sab Se Zyada Acche Hongey ,.. *Aur…
- Mujhe Mere Martabey Se Ziyada Na Badhao .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Umar (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi Sasallam) Ne Farmaya - "Mujhe Mere Martabey Se Ziyada Na Badhao ! Jaisey Esa Ibne Mariyam (Alaihi Salam) Ko Nassara Ne Inkey Martabey Se Ziyada Badha Diya Hai, Main Tou Sirf Allah Ka Banda Hoon! Isliye Yahi…
- Khushali Ke Zamane Me Ziyada Dua Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurerah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya - "Jo Shakhs Ye Chahey Ke Allah Ta'ala Sakhtiyo Aur Be-Chainiyo Ke Waqt Uski Dua Qubool Farmaye Tou Usey Chahiye Ke Wo Khushali Ke Zamane Me Ziyada Dua Kiya Kare..." - (Tirmizi Sharif) ♥…
- Achche Akhlaaq Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Beshaq Momin Achche Akhlaaq Ke Sabab,Rozadaar Aur Tahajjud Gujaar Ka Darja Pa Leta Hai." - (Sunan Abu Dawud #4798) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: उम्माहतुल मोमिनीन आयेशा (रजीअल्लाहु अन्हा) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम)…
- Husn-e-Akhlaq ki Ahmiyat aur Fazilat ✦ Neki Acche Akhlaq ka Naam hai : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nawas bin Samaan Ansari (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Neki aur Gunaah ke baare me Poocha tou Aap ne farmaya "Neki Acche Akhlaaq ka Naam hai aur Gunah Jo tere Seeney me Khatke aur tujhe…
- Hadith: Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida… Hadith: 6-April: Anas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida shakhs woh hai jo us ki ayaal (makhlooq) ko ziyada nafa pohchaye. -Shoaib Ul Iman 7445
- Fazilat-e-Salaam ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Koi Tumhen Dua Salaam Kare TouUsko Uss Se Behtar Dua Do Ya Phir Usi Tarah Ke Alfaz Keh Do..." - (Al-Quraan: Surah: Nisa - Ayat: 86) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Salaam Me…
- Hadees: Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai… Hadith: 27-June: Abdullah bin Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai jis tarah sirka Shahad ko kharab kar deta hai. 📕 Tibrani Kabeer 10777
- Momino me Kaamil Shakhs Ki Pehchan ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – Momino Me Iman Ke Aitbar Se Sabse Kamil Shakhs Wo Hai Jiske Akhlaaq Sabse Acche Hai.” – (Abu Dawood #4682) • Wajahat: *Beharhaal Yaad Rahe: Akhlaaq Ki Khubsurti Momino Par Faraiz Ko Saaket…
- Dahiney Qadam Par Ek Neki Zyada Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Shakhs Masjid Se Jitna Door Hota Hai Wo Utna Hi Ziyada Sawaab Hasil Karta Hai (Kyunki Namaz Ke Liye Janey Par Dahiney Qadam Par Ek Neki Ziyada Aur Bahiney Qadam Par…
- Thoda Ilm Ziyada Ibadat Se Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umer (RaziAllahu Anhu) Se Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Thoda Ilm (Hasil Karna) Ziyada Ibadat Se Behtar Hai, Aur Insan Ke Fiqia Hone Ke Liye Allah Ki Ibadat Karna Hi Kaafi Hai Aur Insan Ke Jahil Hone Ke Liye Apni Raaye Ko Pasand Karna…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Munafiq Ki Pehchan (Sign of Hypocrite in urdu) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Bayan Karte Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Chaar Aadatey Aesi Hai Ki, Jinkey Andar Bhi Wo Hongi Wo Munafiq Hoga. Unn Chaar Me Se Agar Koi Ek Paayi Jaayegi Tou Uske Andar Nifaaq Ki Ek Aadat Hogi, Yahan…
- Ziyada Se Ziyada Sajdey Kiya Kare ۞ Hadees: Ubadah Bin Sabit (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya - "Jo Banda Allah Ta'ala ko Ek Sajda bhi Karta hai, Tou Allah Ta'ala Uskey liye Ek Neki Likhega aur Ek Gunaah Muaf Farma Dega, aur Ek Darja Buland Farmayega Isliye Ziyada se Ziyada Sajdey Kiya…
- Shaitan aadmi ke andar khoon ki tarha gardish karta rehta… [bs-heading title="Roman Urdu" show_title="1" title_link="#RomanUrdu" heading_color="#ef4e56" heading_style="t6-s9" heading_tag="h4" custom-css-class="_h_lang"][/bs-heading] ۞ Jabir (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke Allah Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Aisi Auratoun ke paas naa jao jin ke Mahram(Shohar) unke saath naa ho kyun ke Shaitan aadmi ke andar khoon ki tarha gardish karta rehta hai."…
- Achhe Aur Burey Tajir Ka Hashr ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Bahut Sacche Aur Dayanatdar Tajir(Businessman) Ka Hashr Nabiyo, Siddiqiyon Aur Shaheedon Ke Sath Hoga.." - (Tirmizi Jild_2 Page-229) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Aur Riwayat me Farmatey Hai -…
- Aadmi Subah Ko Momin Hoga Tou Shaam Ko Kafir ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat ki Nishaniya: Fitno Ka Zahoor « *Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Farmatay Hain Ke, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Jaldi Jaldi Amaal-e-Saleh Baja Lao, (Kyon Ke) Andhere Raat Ki Tarah Fitne (Nazil Hone Wale) Hai. Subah Ko Aadmi Momin Hoga Tou Shaam Ko Kafir Ho Jayega,…
- Jab Koi Ladkiyo Ke Liye Nikah Ka Paigam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmatey Hai - "Jab Koi Aisa Shakhs (Tumhari Ladkiyo Ke Liye) Nikah Ka Paigam Bheje, Jis Ki Deendari Aur Akhlaaq Tumhe Pasand Ho, Tou Tum Uss Se Nikah Kara do, Agar Aisa Na Karoge Tou Duniya Me Fasaad Phail Jayega.." -…
- Uss Shakhs Ko Dekho Jo Tum Me Se Kum Ho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Uss Shakhs Ko Dekho Jo Tum Me Se Kum Ho (Maal Aur Doulat Me, Aur Husn Wa Jamaal Me Aur Aulaad Me) *Aur Usko Mat Dekho Jo Tumse Ziyada Hai Aur Aisa…
- Qayamat Ke Qareeb Ilm Utha Liya Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ki Nishaniya : Qatal-e-Aam Hoga « Abdullah (RaziAllahu Anhu) Aur Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irhsad Farmaya: "Qayamat Se Pehle Aise Din Ayenge Jin Me Ilm Utha Liya Jayega, Jahalat Utari Jayegi Aur Kasht-O-Khoon Ba-Kasrat Hoga". - (Sahih Bukhari…
- Ghuroormand Ilm Waala Jannat Se Mehroom Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Marwi Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jis Ne Ilm Haasil Kiya Jis Se Allah Ki Razamandi Haasil Ki Jaati Hai Lekin Agar Woh Ye Ilm Hasooli Duniya(Duniya Ko Nicha Dikhane) Ke Liye Seekhta Hai Tou Qayamat Ke Rouz…