♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Ulama Ambiya Ke Waris Hai. Ambiya Wirasat Me Na Duniya Chhodte Hai Aur Na Dirham,
Balke Wo Wirasat Me Ilm Chhodte Hai. Jis Ne Isey (Yaani Ilm Ko) Hasil Kiya
Uss Ne Bada Hissa (Ambiya Ki Wirasat Me Se) Paa Liya..”
– (Ibne Maja: Hadith no.223, Kitab-Us-Sunnat)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jisne Ilm Hasil Kiya Usne Ambiya Ki Wirasat Me Se Bada Hissa Paa Liya
Related Posts:
- Ilm Hasil Karnewale Ke Liye Beshumar Neymate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya - 'Jo Shakhs Ilm Ki Talab Me Chalta Hai, Allah Ta’ala Uske Liye Jannat Ka Raasta Aasaan Farma Deta Hai Aur Talibe-Ilm Ke Liye Farishte Apne Paron Se Saaya Karte Hain. Talibe-Ilm Ke Liye…
- Jisne Jumma Ke Din Gusal Kiya Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Salman Farsi (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jisne Jumma Ke Din Gusl Kiya Aur Khub Paaki Hasil Ki Aur Tel (Oil) Ya Khushbu Istemal Ki Phir Jumma Ke Liye Chala Aur Do Aadmiyon Ke Beech Me Na Ghusa Aur…
- 3 Tarha Ke Logon Par Allah Khud Muddadi Banega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta'ala Ka Farman Hai Teen (3) Tarah Ke Log Aise Hain Jika Qayamat Ke Din Mai Khud Muddaii (Opponent/Khilaf) Banuga", ∗(1). Ek Tou Wo Shakhs Jisne Mere Naam Per Ahad…
- Ilm-o-Hidayat ki Misaal 3 Tarah ki hai Hadees of the Day Ilm-o-Hidayat ki Misaal 3 Tarah ki hai Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Allah Ta'ala ne Mujhe Jis Ilm-o-Hidayat ke Saath Bheja hai Uski Misaal Uss Baarish ki Tarah hai Jo kisi Zameen par Khub Barsey. (Aur jis Zameen par Barish…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Yakinan Woh Shakhs Kamiyab Ho Gaya Jisne .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abuzar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Yakinan Woh Shakhs Kamiyab Ho Gaya Jisne Apne Dil Ko Imaan Ke Liye Khalis Kar Liya Aur Apne Dil Ko Paak Kar Liya, Apni Zubaan Ko Sachcha Rakha, Apne Nafs Ko Mutmaeen Banaya…
- Zameen per Nahaq Qabza karne ka Azab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jisne Kisi Ki Zameen Me Se Kuch NaaHaq Le Liya Tou Qayamat Ke Din Usey Saat (7) Zameeno Tak Dhasaya Jayega.." - (Bukhari Sharif)
- Baaligh Aurat Ke Badan Ka Koi Hissa Dikhai Na De ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Dawood Ne Ayesha (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki Ke, Asma (RaziAllahu Anha) Baarik Kapde Pehan Kar Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Samne Aayi ; Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mooh Pher Liya Aur Ye Farmaya - "Aye Asma!! Jab Aurat Baaligh Ho Jaye Tou Uske Badan…
- Quran Hujjat Hai Tumhare Haq Me Ya Tumhare Khilaf ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Malik Ashari (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Puri Tarah Wuzu Karna Emaan Ka Hissa Hai Aur Alhamdulillah Kahne Se Meezan (Nama-e-Amaal Ka Tarazu) Bhar Jata Hai, Tasbeeh (SubhanAllah) Aur Takbir (AllahuAkbar) Se Zameen Aur Aasman Bhar Jate Hain, Namaz…
- Ilm ki Talab Rakhne walo Par Beshumar Rehmate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai: "Mere Jaanshino Par Allah Ki Rehmat Ho!" Arz Kiya Gaya "Ya RasoolAllah Aapke Jaanshin Kon Hain?" Farmaya "Jo Meri Sunnat Se Mohobbat Rakhte Hain Aur Usey Allah Ke Bando Ko Sikhate Hai." - (Tafsir-e-Kabir) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ilm Ki Talab Me Jis…
- Halaal Tarike Ki Mehnat Se Rozi Hasil Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Shakhs Lakdiyon Ka Gatthha Apni Peeth Par (Bechne) Ke Liye Phire Tou Wo Uss Se Achcha Hai Ki Kisi Ke Samne Haath Failaye Aur Wo Usey Kuch De Ya Na…
- Haq Baato Ki Pairwi Sab Par Lazim Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Martaba Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Ko Sadqa-e-Fitr Ki Hifazat Ke Liye Mukarrar Farmaya! Abu-Hurairah (RaziAllahu Anhu) Raat Bhar Uss Maal Ki Hifazat Farmate Rahe ,.. *Ek Raat Ek Chor Aaya Aur Maal Churane Laga! Abu Hurairah Ne Usey Dekh Liya! Usse Pakad…
- Khwab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Me .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai". - [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith no. 118] ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Me Se Koi…
- Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya Hai.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain". - (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751) » Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi…
- Aisi Bato se Biwi Ke Kirdar Par Shaq Karna Durust Nahi … ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se riwayat hai ke, Ek dehati Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki khidmat me hazir hua aur arz kiya "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam)! meri biwi ne kaaley rang ka baccha jana hai aur maine uska inkaar kar diya, .." Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay…
- Allah Ke Alawa Kisi aur Ki Qasam Na Khaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – "Jisne Allah Ke Alawa Kisi Ki Qasam Khai Usney Kufr Kiya Ya Shirk Kiya..." - [Ahmad Hadees (2/34), Sahi Tirmizi Hadees (2/99)] Ek Aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: Apne Maa-Baap Aur Butho Ki Qasam…
- Ilm Hasil Karnewale Ka Martaba ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Farishte Ilm Hasil Karnewale Ke Amal Se Khush Hokar Uskey Liye Apne Bazu(Wings) Bicha Detey Hai.." - (Ahyaul Uloom Jild#2, Page#52)
- Jahannum se Bacho Chahe Aadhe Khajur ka Sadqa hi kyu na ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Adi Bin Hatim (RaziAllahu Anhu) Ne Bayan Kiya Ki Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Jahannam Ka zikr Kiya, aur Unse Panah Mangi aur Chehre Se E'araz Wa Naagwari ka Ijahar Kiya, Fir Aa'hajarat (ﷺ) ne Jahannam Ka zikr Kiya, aur Us'se Panah Mangi aur Chehre Se E'araz Wa Naagwari Ka…
- Jis Ne Apni Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Zabir (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki Ek Aadami Ne Arz Kiya : 'Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Uss Shakhs Ke Baare Me Aap Ka Kya Khayaal Hai Jisne Apne Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee ?' Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: 'Jisne Apni Maal…
- Beti aur Bete me Is Hadd Tak Barabari Kare ✦ Roman Urdu ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sayyedina Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) se Riyawat Hai ke, Ek Shakhs Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) Ke Paas Baitha Hua Tha Ke Uska Ek Chhota Beta Aagaya, Usne Usey Pakda, Chuma Aur Apne Godh me Bitha Liya, Kuch Der Baad Uski Chhoti Beti Aayi, Usne…
- Maal tou Wo Hai Jo Allah ki Raah me Khrch Kiya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Kaun Hai Jisko Apne Maal Se Zyada Apne Waris Ka Maal Pyara Ho ? *Sahaba Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hum Me Se Koi Aisa…
- Momeen Dozakh aur Jannat ke darmiyan rok liye jayenge Jabtak… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Momeen dozakh se chutkara pa jayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jaha unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par kiye gaye zulmo ka badla liya jayega…
- Kya Humare Badey Galat They ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya - Man Alaqtan Tammimatan Faqad Ashrak” Jisne “Taweez” Latkai Usne Shirk Kiya. – [Musnad Ahmad (4/156) No. 17458 and Mustadrak al-Haakim (4/243) No. 7513] # Tou kya humare badey Galat they jinhone Taweez ka Aqida ijad kiya ? - Ab Bolney mat Lagayiye ,..…
- Roze Qayamat Kise Hogi Sabse Jyada Hasrat ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmaan-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke, "Sab Se Ziyadah Hasrat Qayamat Ke Din Uss (Shakhs) Ko Hogi Jisey Duniya Me Ilm Haasil Karne Ka Mouqa Mila Magar Usne Haasil Na Kiya Aur Uss Shakhs Ko Hogi Jis Ne Ilm Haasil Kiya Aur Dosron Ne Tou Uss Se Sun…
- Rasool'Allah Ka Momeeno Par Ziyada Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Mai Momeeno Ka Khud Unse Ziyada Haqdar Hu, Unme Se Jo Koi Qarzdaar Marega Aur Adayeegi Ke Liye Kuch Na Chorhega Tou Hum Par Uski Adayeegi Ki Zimmedari Hai Aur Jisne Koi Maal…