♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Zabir (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki Ek Aadami Ne Arz Kiya :
‘Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Uss Shakhs Ke Baare Me Aap Ka Kya Khayaal Hai Jisne Apne Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee ?’
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:
‘Jisne Apni Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee, Uss Maal Ka Sharr (Buraayi) Uss Par Se Jaata Raha.’
– [Ibn Khuzaymah As-Sahih, 04/13, Raqam-2258,
Hakeem Al-Mustadrak, 01/547, Raqam-1439,
Tabarani Al-Mu’jam-Ul-Awsat, 02/161, Raqam-1579,
Mundhiri At-Targhib Wat-Tarhib, 01/301, Raqam-1111]