♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Mas’ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jo Shakhs Koi Aisee Jhooti Qasam Khaye Jiske Jariye Wo
Kisi Ke Maal Par Naahaq Qabza Kar Le Tou Wo Allah Se Iss Haal Me Milega Ki
Allah Ta’ala Uss Par Ghazabnaak Hoga”.
– (Sahih Bukhari, Vol 3, 2356)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jhooti Qasam Se Parhez Kiya Karo ….
Related Posts:
- Tijarat me Qasam Ki Kasrat Se Parhez Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Tijarat Me Qasam Ki Kasrat Se Parhez Kiya Karo, Ki Ye Agarchey Maal Ko Tou Bikwa Deti Hai, Magar Barqat Ko Khatm Kar Deti Hai." - (Sahih Bukhari, 2087) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू हुरैराह (र.अ) से…
- Jhooti Qasam Khane Wale Ke Dil Par Siyah Nukta .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke - “Jo Shakhs Qasam Khaye Aur Iss Me Machchhar Ke Par Ke Barabar Jhoot Mila De Tou Wo 'Qasam Ta-Yome-Qayamat (Qayamat Tak) Uss Ke Dil Par (Siyah) Nukta Ban Jayegi”. - (Ithaf-U-Saadat Lil Zabedi, Jild 9, Safha 249)
- Allah Ke Alawa Kisi aur Ki Qasam Na Khaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – "Jisne Allah Ke Alawa Kisi Ki Qasam Khai Usney Kufr Kiya Ya Shirk Kiya..." - [Ahmad Hadees (2/34), Sahi Tirmizi Hadees (2/99)] Ek Aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: Apne Maa-Baap Aur Butho Ki Qasam…
- Hadees: Jhooti Qasam Gharo ko Veeran (barbad) karke chorhti… ۞ Hadees: RasoolAllah (SallAllahu Alaihi Wasallam) ne farmaya : ❝ Sila rehmi se ziyada jaldi sawab dilane wala jis mein Allah ki itaat ki jaye koi amal nahi aur Sarkashi (Zulm) aur qata rahmi se zyada jaldi saza dilane wala koi amal nahi, aur Jhooti Qasam gharo ko veeran (barbad) karke…
- Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo!..." Ek Sahabi Ne Sawaal Kiya: "Ya Rasool'Allah! Dewar Ke Bare Me Kya Irshad Hai?" Aap (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Dewar Tou Mout Hain". - (Bukhari Sharif Jild 3, Bab…
- Qasam Ka Kaffara .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Tumhe Nahi Pakdta Galatfehmi Ki Qasmo Par, Haa! Unn Kasmo Par Pakad Farmata Hai Jinhe Tumney Mazbut Kiya Ho, Tou Aesi Qasam Ka Badla 10 Miskeeno Ko Woh Khana Khilana Jo Tum Apne Ghar Me Apne Liye Pasand Karte Ho, Ya Unhe Kapde Dena, Ya…
- Qasam Sirf Allah Ki Khaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Bayan Kiya Ki , Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Mere Waalid Umar-Bin-Al-Khattab Ke Paas Aaye Tou Kya Dekha Ki Wo Kuchh Logon Ke Saath Chal Rahe Hain Aur Apne Waalid Ki Qasam Khaate Jaa Rahe Hain. *Ye Sunkar Aap Ne Farmaya - "Suno!…
- Bhai Ki Mazrat (Muafi) Kabool Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Dusro Ki Aurato Se Parhez Kar Ke Paak Daman Ho Jao - Aisa Karne Se Tumhari Aurate Paak Daaman Rahegi, *Aur Apne Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Karo - Aisa Karne Se Tumhare…
- Murdo Se Ibrat Hasil Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Uss Zaat Ki Qasam Jis Ke Qabze Me Meri Jaan Hai! Agar Log Murde Ka Thikana Dekh Le Aur Uss Ka Qalaam (Baatein) Sun Le Tou Mayyat Ko Bhul Jayennge Aur Apni Jaano Par Rone Lagenge. - Jab Murde Ko Takht…
- Haq Baato Par Amal Se Na Darro .... Amal Karo...... Ilm Ke Mutabiq. Bharosa Karo...... Rab Aur Uske Rasool Par. Chipaya Karo...... Dusro Ke Aib. Daraa Karo...... Rab Ki Naarazgi Se. Emaan ...... Ki Salaamti Waale Amal Karo. Haasil Karo...... Ilm Ko. Insaaf Karo...... Haq Ke Sath. Jhuka Karo...... Rab Aur Maa Baap Ke Aage. Khairaat Karo...... Mohtajo…
- Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo, Bhukhe Ko Khilaya Karo Aur Bimaar Ki Ayadat Kiya Karo". - (Sahih Bukhari)
- Achhe Aur Burey Tajir Ka Hashr ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Bahut Sacche Aur Dayanatdar Tajir(Businessman) Ka Hashr Nabiyo, Siddiqiyon Aur Shaheedon Ke Sath Hoga.." - (Tirmizi Jild_2 Page-229) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Aur Riwayat me Farmatey Hai -…
- Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maarey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maare Tou Allah Ta'ala Uspe Jahannum Ko Wajib aur Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai..." - (Muslim Shareef)
- Logon Me Khairat Taqseem Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Asma Bint Abu Bakr (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Maal Ko Thaili (Bag) Me Band Kar Ke Na Rakhna Warna Allah Ta'ala Bhi Uskey Khazane Me Tumhare Liye Bandish Laga Dega, Jaha Tak Ho Sakey Logon Me Khairaat Taqseem…
- Rab Ka Azaab Zarur Aakar Rahega ..... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Toor Ki Qasam, Aur Kitaab Ki Jo Likhi Huee Hai Khushaada Auraaq Me, Aur Baitul Ma'mur Ki Qasam Hai, Aur Unchi Chat Ki Qasam Hai, Aur Ubalte Huwe Darya Ki, Beshaq Tere Rab Ka Azaab Zarur Aakar Rahega, Usse Koi Rok Nahi Sakega, Jis Roz Aasmaan…
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Apne Khadim Se… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat 10 Baras Tak Ki. Qasam Allah Ki!, Kabhi Aap (Sallallahu Alayhi Wasllam) Ne Mujhko Uff Tak Na Kaha Aur Na Kabhi Ye Kaha Ki Tuney Ye Kaam Kyu Kiya ? Aur Ye Kaam Kyu…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Apne Darmiyan Salaam Ko Phailao ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Qasam Hai Uss Zaat Ki Jiske Qabze Me Meri Jaan Hai! *Tum Jannat Me Tab Tak Dakhil Nahi Ho Sakte Jab Tak Ki EmaanWale Na Ho Jaye, *Aur Tum Tab Tak EmaanWale Nahi…
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Murdo Ke Liye Maghfirat Talab Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Kisi Mayyat Ki Tadfin Se Farigh Ho jatey Tou Uski Qabr Ke Paas Ruktey Aur Farmate: "Apne Bhai Ke Liye Maghfirat Talab Karo Aur Uske Liye Sabit Qadmi Ki Ilteja Karo, Kyun Ke Ab Us'sey Sawaal Kiye Jayenge.." - (Sunan Abu Dawood, Hadith…
- Fara'iz Ki Pabandi Sab Se Afzal Jihaad Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Gunaho Ko Chhorr Do, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Hijrat Hai, Aur Fara'iz Ki Pabandi Kiya Karo, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Jihaad Hai Aur Zikr Allah Ki Kasrat Kiya Karo, Kyu Ke Tum Allah Ta'ala Ke Paas Kasrat-e-Zikr…
- Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Tum Per Yeh Lazim Hai ke Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Karo. Naa In Per Zulm Karo aur Na In Per Tangi Karo Iss Liye Ke Jab Aurat Per Zulm Kiya Jaye Tou Allah Ta'ala Aisa Hi Naraaz Hota Hai Jaisa Ke…
- Kisi Ke Hashr Ka Daawaa Karne Se Ahtiyaat Kiya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Bani Israeel Me Do Shakhs They Inme Se Ek Tou Gunaahgar Tha Aur Dusra Ibadat Me Koshish Karney Wala Tha, Ibadat Ki Koshish Karne Wala Hamesha Dusre Shakhs Ko Gunaah Karta Hua Hi…