♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu hurairah (RaziAllahu anhu) se rivayat hai RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya
“Jannat ke darwaze Peer(Monday) aur jumairat (Thursday) ke din khole jate hain, phir har uss Bande ki maghfirat hoti hai jo Allah Ta’ala ke saath Shirk nahi karta aur Siwaye uss Shaksh ke jo Qeena rakhta hai apne bhai se (uski maghfirat nahi hoti) aur Huqm hota hai in dono ko dekhte raho jab tak ki mil jaye, in dono ko dekhte raho jab tak ki mil jaye,in dono ko dekhte raho jab tak ki mil jaye..”
– (Sahih Muslim, Vol 6, 6544)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jannat ke darwaze Peer aur Jumairat ke din khole jate hain
Related Posts:
- Jannat Ke Do Darwaze Uss Shakhs Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jannat Ke Do Darwaze Uss Shakhs Ke Liye Khole Jaate Hai Jiska Din Shuru Aise Hota Hai Jisme Uske Waliden(Maa-Baap) Usse Raazi Ho". - (Jame Al-Sadat : Jild-2, Page-259 )
- Tum par Ramzan ka Mubarak Mahina Aaya hai Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me Irshad Farmata Hai - "Maahe Ramzan Wo Hai Jismey Quran Utara Gaya, Jo Logon Ko Hidayat Karne Wala Hai Aur Jismey Hidayat Ki Aur Haqq-Wa-Batil Ki Tameez Ki Nishaniyan Hain. Tum Me Se Jo Shakhs Is Mahine Me Muqim (Alive) Ho, Usey Roza Rakhna Chahiye. Haan…
- Rozdaaro Ka Jannati Darwaza Raiyyan ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahal Ibne Saad (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain - Jannat Ke 8 Darwaze Hain, Unmey Ek Darwaze Ka Naam 'Raiyyan' Hai, Uss Darwaaze Se Wohi Jaayenge, Jo Roze Rakhte Hain.." - (Bukhari Sharif)
- Ramzan Me Aasmaan Ke Darwaze Khol Diye Jaate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hain Ke, Huzoor-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Ramzan Aata Hai, 'Aasmaan Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hain'. Ek Riwayat Me Hai Ke 'Jannat Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hain'. Ek Riwayat Me Hai Ke 'Rehmat Ke Darwaaze Khol Diye…
- Jab Banda Namaz Me Khada Hota Hain Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Jab Banda Namaz Me Khada Hota Hain Tou, Allah Ta'ala Apne Aur Uske Darmiyaan Se Parda Utha Deta Hain Aur Usko Apne Saamne Kar Leta Hain Aur Farishte Uske Kandhe Se Leker Khala Tak Khade Ho Jate Hain Aur Uski Namaz…
- Ramzan me Jannat ke Darwaze Khol Diye Jaate Hai aur Dozakh… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - “Ramzan Aaya!! Ye Barkat Ka Mahina Hai ,.. Allah Ta'ala Ne Iske Roze Tumpar Farz Kiye, Isme Aasman Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hai Aur Dozakh Ke Darwaaze Bandh Kar Diye Jaate…
- Peer Ke Din Ka Roza .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Katada Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Peer Ke Din Roze Ke Baare Me Pucha Gaya Toh, *Aapne Faramaya Ki: "Issi Din (Monday) Meri Paidaish Hui Aur Issi Din Se Mere Upar Nuzul Quraan Ki Ibtida Hui". - Sahih Muslim Book 006, Hadith no.…
- Allah Sota Nahi Hai Aur ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Hum Me Khade Hokar 5 Baatein Irshaad Farmayee, »(1). Allah Sota Nahi Hai Sur Sona(Sleeping) Uski Shaan Nahi Hai, »(2). Allah Tarazu Ko Jhukate Hain Aur Upar Uthatey Hain (Yani Kisi Ka Rizq Ziyada Kisi…
- Jab Banda-e-Momin Wazu Karta Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ‘Jis waqt Banda-e-Momin Wuzu shuru karta hai, phir kulli karta hai tou is ke mun’h ke Gunah nikal (jhad) jate hain. Phir jis waqt Naak Jhaadta hai is ke Naak ke Gunah nikal jaate hain. *Phir jis waqt Chehra dhota hai is ke Chehre…
- Islamic Quiz 180 Wo Kaunsa Aasan Amal hain Jisko Karne se Jannat ke 8 Darwaze khol diye jate hain Insan jis Darwaze se Chahe Dakhil Hojaye? A. Miswaak Karna B. Wazu Karna aur Wazu ke Baad ki Dua Padhna C. Raste se Takleef deh Cheeze Hatana D. Apne Ghar Walo ki Izzat Karna…
- Ramadan Day 5 : Ramzan me Jannat ke Darwaze khol diye jatey 05th Ramzan Hadith : ❝ Ramzan ke Mahine me Jannat ke Darwaze khol diye jatey hai, Jahannum ke darwaze band kar diye jatey hai aur tamam Sirkash Jinn aur Shayateen Qaid kar liye jaatey hai.❞📕 Ṣahih al-Bukhari 1800
- Jannatiyon Ko Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mua'aj Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jannat Walo Ko Jannat Me Jane Ke Baad Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi Hoga Sivay Uss Ghadi(Pal) Ke Jo Duniya Me Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Bagair(Siwa) Gujari Hogi".…
- Sadqa wa Khairat Museebat ke Sattar (70) darwaze band karta… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai ke, “Sadqa wa Khairat Museebat ke sattar (70) darwaze band kar deta hai” – (Tabrani Kabir, 6724) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है के, “सदका व खैरात मुसीबत के सत्तर (70) दरवाज़े बंद कर देता है” – (तबरानी कबीर, ६७२४)…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Wuzu ke baad ki Dua : Jannat ke 8 Darwaze khol diye Jate hai أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ ✦ Umar bin Khattab (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (SallaAllahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jo Shaksh achchi tarah Wuzu karey aur phir ye kahe ki: أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ "Ashhadu…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Sakhawat Ke Darakht Ki Jad Bahisht Me Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummahat Ul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Riwayat Karti Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Sakhawat(Daryadili) Ke Darakht Ki Jad Bahisht Me Aur Uski Tehniyan Duniya Me Zhuki Hui Hain, Jo Iski Ek Tehni Ko Pakad Lega Wo Tehniyan-Tehniyan Jannat Me Pahuch Jayega! *Aur Kanjusi Ke Darakht…
- Masajid Ke Sutoon .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Beshaq Jo Log (Goya) Masajido Ke Sutoon Hote Hain, *Malaika(Farishtey) Unkey Ham-Nasheen Hotey Hain. *Agar Woh Gayab Ho Jaye Tou Malaika Unhey Talash Karte Hain, *Aur Agar Bimaar Ho Tou Unki Ayadat Karte Hain *Aur Agar Unhey Koi Hajat Darpesh Ho…
- Jannat Ke Baag Kya Hai ?..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurera (Razi'Allah Anhu) Riwayat Karte Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Jannat Ke Baago Me Se Guzro Tou Phal Khao". *Logo Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Jannat Ke Baag Kya Hai? Aur Uss Se Kya Muraad Hai?" *Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay…
- Samjhote me Pahal Karne Wale ke Gunah Muaf Kar Diye Jate hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, "Do Jhagda Karne Walo me Pahle Sulah (Samjhota) Karne Wale ke Gunah Muaf Kar Diye Jate hai" - (Sahi Al Targeeb 2759) ♥ मफहूम ऐ हदीस: "नबी ऐ करीम (सलाल्लाहू अलेही वसल्लम) ने फ़रमाया: "दो झगड़ा करने वालों मे पहले सुलह (समझौता)…
- Ramzan ki Fazilat: Part 5 6. Roze ka Azr aur Sawab be'hisaab hai: ۞ Hadith: Ek riwayat me Rasool’Allah (ﷺ) farmatey hai ke: “Roza Dozakh (Hell) se bachne ke liye ek dhaal hai isliye (jo Rozedar ho) wo na tou Biwi se Humbistari karey aur na fahash (Buri) aur jahalat ki batein kare aur agar…
- Ghuroormand Ilm Waala Jannat Se Mehroom Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Marwi Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jis Ne Ilm Haasil Kiya Jis Se Allah Ki Razamandi Haasil Ki Jaati Hai Lekin Agar Woh Ye Ilm Hasooli Duniya(Duniya Ko Nicha Dikhane) Ke Liye Seekhta Hai Tou Qayamat Ke Rouz…
- Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hain Ki, "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Ker Liye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta'ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega! *Aur Farmaya - "Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota Hain! Pucha Gaya…
- Ilm Hasil Karnewale Ke Liye Beshumar Neymate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya - 'Jo Shakhs Ilm Ki Talab Me Chalta Hai, Allah Ta’ala Uske Liye Jannat Ka Raasta Aasaan Farma Deta Hai Aur Talibe-Ilm Ke Liye Farishte Apne Paron Se Saaya Karte Hain. Talibe-Ilm Ke Liye…
- Walidain Ka Apni Aulaad Par Kitna Haq Hai ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Aboo Umama (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Ek Aadami Aaya Aur Uss Ne Arz Kiya: Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Waliden Ka Apni Aulaad Par Kitna Haq Hai ? *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Woh Donon Teri Jannat Hain Aur Dozakh." (Yaani Unki Khidmat…