♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Mertaba Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki
Khidmat Me 2 Aurtain Aayi, Inkey Hatho Me Sone(Gold) Ke Kangan They.
Aapney Inse Pucha: “Kya Tumne Inki Zakaat Di Hai? ”
Inhon Ne Kaha: “Jee Nahi! ”
Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Kya Tumko Ye Pasand Hai Ke Inkey Badley Allah Ta’ala Tumhe Aag Ke Kangan Pehanae?”
*Woh Bolin, “Nahi!!!”.
Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Phir Inki Zakaat Diya Karo”.
– (Jamia Tirmizi, Hadith no. 637)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Zakaat Diya Karo Apne Maal Ki ….
Related Posts:
- Jis Ne Apni Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Zabir (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki Ek Aadami Ne Arz Kiya : 'Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Uss Shakhs Ke Baare Me Aap Ka Kya Khayaal Hai Jisne Apne Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee ?' Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: 'Jisne Apni Maal…
- Al-Quran: Yateemo ko unke maal de diya karo aur kharab maal… Quran: 19-March: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Yateemo ko unke maal de diya karo aur kharab maal ko acche maal se tabdeel na kiya karo. 📕 Quran; Surah Nisa 4:2
- Zakaat Ka Maal Dete Waqt Ya Alag Karte Waqt ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Hum Ne Jo Tumhe Rizq Diya Hai Uss Me Se Kharch Karo". - (Para-2 Surah-Baqrah Aayat-254) » Mas'ala: Zakaat Ka Maal Dete Waqt Ya Alag Karte Waqt Zakat Ki Niyat Hona Zaruri Hai. Niyat Ke Maana: Agar Koi Puchhe Tou Bata Sake. -…
- Qayamat ke qareeb koi Zakaat lene wala nazar nahi aayega ✦ Qayamat ki Nishaniya : Maal ki Kasrat hogi aur koi Zakat lene wala nahi hoga ✦ 1). Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se marvi hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne irshad farmaya - "Qayamat Qayem na hogee Hatta ke Maal bakasrat ho jayega. (Mall-O-Doulat ki) itni kasrat hogi…
- Badan Ki Zakaat Roza Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - “Har Cheez Ke Liye Zakaat Hai Aur Badan Ki Zakaat Roza Hai, Aur Roza Aadha Sabr Hai ,.." - (Ibne Majah)
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Maal tou Wo Hai Jo Allah ki Raah me Khrch Kiya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Kaun Hai Jisko Apne Maal Se Zyada Apne Waris Ka Maal Pyara Ho ? *Sahaba Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hum Me Se Koi Aisa…
- Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Miskino Ki Vajah Se Diya Jata… ♥ Qaul-e-Mubarak: Zakaat aur Sadqa Diya Karo! Kyun Ki, Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Diya Jaata Hai Tou Wo Garib, Faqeer aur Miskeen Ki Dua Ki Wajahse.." - Shaikh Saadi (Rehmatullah Alayh)
- Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya - "Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Insan Ka Haqeeqi Maal Sirf 3 Cheeze Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Banda Kehta Hai Mera Maal, Mera Maal Jabki Iska Maal 3 Cheeze Hain", ∗(1) Jo Khaya Aur Fanah Kiya, ∗(2) Jo Pehna Aur Poorana Kiya Aur ∗(3) Jo Allah Ki Raah Me Diya…
- Zakaat Ka Bayan Quraan Aur Hadees Ki Roushni Me !! ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Ke Din Tum Me Se Kisi Ka Khajana Chitqabra Azdaha (A Kind Of Python) Ban Kar Aayega, - Uska Malik Uss Sey Bhagega Lekin Wo Usey Talash Kar Raha Hoga - Aur…
- Zakaat Ka Ilm Sikho ..... » Income Par Zakaat: Kiraye Par Chalne Wali Gaadiyo Par Zakat Wajib Na Hogi, Ha! Unki Aamdani Par Farz Hogi - (Fatwa Faqihe Millat, Kitabuz Zkat), Jild-1 , Page No-306 » Zakat Dene Walo Se Arz: Qaum Se Garibi Kam Karni Hai Tou Itna Zarur Kare, > Zakat Ka Ilm…
- Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana Bhi Tum Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Haritha Bin Wahab (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana Bhi Tum Par Aane Wala Hai Jab Ek Shakhs Apne Maal Ka Sadqa Lekar Niklega Aur Koi Usey Qubool Karney Wala Nahi Payega Jiskey Paas Sadqa…
- Maal hote huye bhi Apne rishtedaron ki madad na karne ka… ۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Koi bhi rishtedar apne kisi rishtedar ke paas aata hai aur Allah Subhanahu ne usey jo ataa Kiya hai usmein se fazal (jo cheez jarurat se zyada ho) ka sawal karta hai aur wo bukhal (burey Akhlakh / Kanjusi) se pesh aata hai…
- Bagair Ilm Ke Fatwe Dene Se Bacha Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jisko Bagair Ilm Fatwa Diya Gaya Ho Uska Gunaah Uss Fatwa Denewale Par Hai Aur Jisne Apne Bhai Ko Mashwara Diya Aur Yeh Jaanta Hai Ki Bhalai Uske Gair Me Hai Usne Khyanat Ki. - (Abu Dawood,/ Islami Akhlaq O Aadab, Page No.294) » Sabaq: Lihaja Bagair Ilm…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Ek Shakhs Ki Khairaat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ki - "Ek Shakhs Ne Kaha Ki Mai Khairaat Karunga! Chunanche, Jab Khairaat Ka Maal Leker Chala, Tou (Anjaane Me) Kisi Chor Ke Hath Me De Diya! Log Subah Ko Baatey Karne Lage Ki…
- Logon Me Khairat Taqseem Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Asma Bint Abu Bakr (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Maal Ko Thaili (Bag) Me Band Kar Ke Na Rakhna Warna Allah Ta'ala Bhi Uskey Khazane Me Tumhare Liye Bandish Laga Dega, Jaha Tak Ho Sakey Logon Me Khairaat Taqseem…
- Fizool Kharchi Se Maal Na Udaao .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Aur Rishtedaro Aur Mohtajo Aur Musafiro Ko Unka Haq Ada Karo Aur Fizul Kharchi Se Maal Na Udao. *Ki Fizool Kharchi Karne Wale Tou Shaitan Ke Bhai Hain Aur Shaitan Apne Parwardigaar Ki Neyamato Ka Nashukri Karnewala Hai". - [Surah(17)Al-Isra, Ayat:26-27]
- Aurato Se Mehaz Unke Husn Ke Sabab Nikah Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Nabi (ﷺ) Ne Farmaya - "Aurato Se Unke Husn Ke Sabab Nikah Na Karo, Ho Sakta Hai Uska Husn Tumhe Tabah Kar De, Na Uske Maal Ki Wajah Se Nikah Karo, Ho Sakta Hai Ke Unka Maal Tumhe Gunaaho Me Mubtela Kar De, Balki Deendari Ki…
- Safaid Kapdey Pehena karo Kyun Ki Yeh Pakeeza aur… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Samurah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne irshad farmaya: "Safaid (White) Kapdey Pehna Karo, Kyun Ki Yeh Pakeeza aur Saaf-O-Shafaf Hotey Hai. Aur Apne Murdon Ko Bhi Safaid Kapdon Me Kafan Diya Karo" - (Sunan an-Nasa'i 5323) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: समुराह (र.अ) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह…
- Murdo Se Ibrat Hasil Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Uss Zaat Ki Qasam Jis Ke Qabze Me Meri Jaan Hai! Agar Log Murde Ka Thikana Dekh Le Aur Uss Ka Qalaam (Baatein) Sun Le Tou Mayyat Ko Bhul Jayennge Aur Apni Jaano Par Rone Lagenge. - Jab Murde Ko Takht…
- Apne Maa Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Apne Maa-Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna, Chahe Woh Tumko Ghar Aur Maal Wa Jaydaad Chhodne Ka Huqm Dein.." - (Musnad-e-Ahmad: Hadith no.21570) • Note: Bashartey Baat Khilaf-e-Shariyat Na ho
- Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo aur na Us se Aisa mazaq karo (Jis se us ko Taqleef ho) aur Us se aisa Waada na karo jisko poora na…