Jab Se Dhul Hijjah Ka Chand Nazar Aajaye Tou ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momin Hazrate Umme Salma (RaziAllahu Anha) Bayaan Karti Hain Ke
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jis Shakhs Ke Paas Qurbani Ka Jaanwar Ho,
Aur Wah Usko Qurbani Ke Din Qurbani Ke Liye Zibah Karna Chaahta Hai
Tou Usko Chahiye Ke Jab Se Dhul Hijjah Ka Chand Nazar Aajaye
Tou Wah Apne Baal Aur Naakhun Wagerah Na Katwaaye
(Yaani Hajamat Na Karwaaye) Jab Tak Ke Wah Qurbani Na Kar Ley”.
(Muslim Jild 2 Pg 140, Abu Dawood Jild-2 Pg-30, Baiheqi Jild-9, Pg-266, Miskaat Jild- 1, Pg-127)

5/5 - (1 vote)

Leave a Comment