Isme Azam Dua: Jab koi is Naam se Allah se maangta hai to Wo Jarur deta hai

۞ Hadees: Anas bin Malik (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne ek shaksh ko ye Dua karte huye suna:

“Allahumma inni asaluka Anni Ashhadu annaka antallahu la ilaha illa ant, Al Ahadus-Samad , Al-ladhi lam yalid wa lam yulad, wa lam yakullahu kufuwan Ahad.”

Tou Aap (ﷺ) ne farmaya, “Tuney Allah ko aise naam se pukara hai ki jab koi is Naam se Uss (Allah) se maangta hai tou (Wo Allah) deta hai aur jab iske zariye dua ki jati hai to Qubul ki jati hai.

★ Tarjuma: YA ALLAH, main tujhse maangta hu, Main Gawahi deta hu ki tu hi ALLAH hai , tere siwa koi mabud nahi, Al-Ahad (Ek) hai , As-Samad (Beniyaz) hai, (tu) Wo hai jiski koi Aulad nahi aur (tu) na kisi ki aulad hai, aur (tu) wo hai jiske barabar koi nahi hai.

📕 Sunan Ibn Majah 3858-Hasan

۞ Dua list ۞

Wazu se pahle aur baad ke azkaar


Namaz ki Duaien

  • Dua-e-lstaftaah
  • Qunoot-e-witr ki duayein
  • Namaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaar
  • Qunoot-e-Naazilah
  • Suratul Faatiha
  • Ruku1 ki duayein
  • Ruku1 se uthhne ki dua
  • Ruku1 ke baad qiyaam ke azkaar
  • Sajdah ki Fazeelat
  • Sajde ki duayein
  • Jalsaye istarahat (do sajdon ke darmiyaan) ki duayen
  • Tashahhud
  • Nabi kareem par darood padhna
  • Durood Shareef padhne ki fazeelat
  • Salaam pherne se pahle Aakhir Tashahud ke baad ki Dua
  • Salaam pherne ke baad ke Azkaar
  • Fajr aur Maghrib ki namaaz ke baad ki duayein


  • Shaam ke Azkaar
  • Sote waqt ke Azkaar
  • Raat pahlu badalte waqt ki dua
  • Bura khwab dekhne wala kya kahe?


Khane peene ke waqt ki Duayein

  • Khana khate waqt ki dua
  • Khana khane se faarigh hone ki duayein
  • Khaaa khilaane wale ke liye dua
  • Jo shakhs kuchh khilaye pilaye uske liye dua


Safar ki duayein


Masaayib-o-Mushkilaat se Najaat Paane ke Azkaar

  • Namaze-lstekharah
  • Jise Museebat pahunche uski dua
  • Jis par koi mushkil aan pade uske liye dua
  • Kasrat-e-Durood ki Barkat-o-taaseer
  • Shaitani yalghar se bachne ke Azkaar
  • Qalbi wasawis ke tod ki dua
  • Dushman se bachao aur Dauran-e-Jung ke Azkar
  • Dushman ke liye bad dua
  • Dushman par ghalbah pane bughz-o-keenah se bachne ki dua


Qarz ke talluk se Dua



Munasibat par Masnoon duayein


Mutafarriq Duayein


Qur’ani duayein

  • Aadam (A.S) ki dua
  • Ibraheem (A.S.) ki duayein
  • Sulaimaan (A.S.) ka Izhaar-e-Tashakkur
  • Yunus (A.S.) ki dua
  • Ayyub (A.S.) ki dua
  • Yaqoob (A.S.) ki dua
  • Yusuf (A.S.) ki dua
  • Moosa (A.S.) ki dua
  • Ashab-e-kahf ki dua
  • Nabi Kareem(ﷺ) ki Zubaan-e-aqdas par kasrat se rahne wali dua
  • Surah Baqrah ki aakhri ayat ki duayein
  • Eman par sabit qadam rahne ki dua
  • Ibaadur Rehmaan ki duayein
  • Guzishta Musalmano ke liye momineen ki dua
  • Ahl-e-Taqwa ki dua
  • Ahl-e-Emaan ki dua
  • Istaghfaar ki fazeelat

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: