Islamic Sawal Jawab Roman Urdu
Islamic Quizzes in the light of Quran & Sunnah, Deeni Sawal Jawab in Hindi Quran Sunnat ki roshni mein, Islamic Sawal Jawab Urdu Quiz
Islamic Quiz 209
In mein se kin logon ki wajah se (Allah Subhanahu ki taraf se) Madad aur Rizq diya jata hai? A. Kamzor ki wajah se B….
Islamic Quiz 208
Allah ke darr se koi Cheez Chorne ka kya fayda hai? A. Wah mil jata hai B. Us se behtar milta hai C. Usko Fanah…
Islamic Quiz 207
Jab Jannati Jahannumiyon se Puchenge Tumhe Kis Cheez Ne Jahannum me Dhakela, Toh wo kya Jawab denge? A. Hum Hasad Bahot karte The B. Hum…
Islamic Quiz 206
Apne Walid ko Chod ke Kisi aur ko Walid Kehna kaisa hain? A. Bola Ja sakta hai B. Saghirah Gunah hai C. Sab se bada…
Islamic Quiz 205
Saari Makhlooq mein sab se Boore Log Koun hai? A. Zaani B. Bakheel C. Qabro Par Masjid Banane Wale D. Sahih Jawab Ka Intezaar
Islamic Quiz 204
Rasool’Allah (ﷺ) ko Allah ne kin ke liye Rehmat banakar Bheja? A. Arbo ke liye B. Tamam Aalam ke liye C. Musalmano ke liye D….
Islamic Quiz 203
Wo Kounsa Gunaah tha Jiski Wajah se Allah Rabbul Izzat ne Looth (Alaihi Salam) ki Qoum ko Halaaq kiya? A. Zina B. Sood Khori C….
Islamic Quiz 202
Kounse Do Gunaah hain Jiski Saza Duniya mein hi Mil jati Hain? A. Shirk o Bidat B. Riyakari Rishwath C. Zulm Aur Qata Rehmi D….
Islamic Quiz 201
Pyare Nabi (ﷺ) ne Sab se Zyada Kis ke Saath Husn-e-Sulook Karne ka Hukm diya hain? A. Maa B. Biwi C. Beti D. Neik Dost
Islamic Quiz 200
Kya Kaabe ki Qasam khana Sahih hai? A. Haa! Qasam khane me koi Harz nahi B. Kaabe ki Qasam khana Shirk hai C. Kaabe ki…
Islamic Quiz 199
Kis Amal se Ummat me khair qayam rahegi Nabi (ﷺ) ne farmaya? A. Roza iftar jyada na khana B. Roza iftar me Jaldi kara C….
Islamic Quiz 198
Roza insan ko kin cheezon se bachata hai? A. Bhook se B. Gunaaho aur Jahannam ki aag se C. Thakan se D. Sab sahi hai
Islamic Quiz 197
Ehtelam (Wet Dream) ho jaye toh Roze ka kya hoga? A. Roza Toot Jayega B. Roza Nahi Tootega C. ? D. ?
Islamic Quiz 196
Khana banaate hue Chakhne se Roze ka kya hoga? A. Roza Toot Jayega B. Roza Nahi Tootega C. ? D. ?
Islamic Quiz 195
Roze ki Halat me Ulti ho jaye to Uske Roze ka kya hoga? A. Roza Toot Jayega B. Roza Nahi Tootega C. ? D. ?
Islamic Quiz 194
Kaunsa amal Ramzan me karna Nabi (ﷺ) ke sath Hajj karne ke barabar hai? A. Namaz parhna B. Roza rakhna C. Umrah karna D. Zakaat…
Islamic Quiz 193
Roza kis ke liye Rakha jata hai? A. Allah ke Liye B. RasoolAllah (ﷺ) Ke Liye C. Nek Logo ke Liye D. Sahih Jawaab Ka…
Islamic Quiz 192
Shab e Barat ki Namaz kitni rakat hoti hai? A. 12 Rakaat B. 20 Rakaat C. 100 Rakaat D. In me se koi Nahi
Islamic Quiz 191
Wo Kounsa Amal jis ke Karne se Shaitan ke jism ka ek aaza toot jata hai? A. Namaz B. Sadqah C. Nikah D. Wazu
Islamic Quiz 190
Innmein se kis ke bare mein agar Zikr kiya jaye to khamoshi ikhtiyar karne ka hukum diya gaya hai? A. Anbiya Alaihi Salam B. Sahaba…
Islamic Quiz 189
Jis Qoum mein Badkari (Zina/Adultery) aam ho jati hai us Qaum ko kya saza di jati hai? A. Maut musallat kardi jati hai B. Barish…
Islamic Quiz 188
Jannat ki Chaabi Kya hai? A. Wuzu B. Salaah (Namaz) C. Soum (Roza) D. Hajj
Islamic Quiz 187
Meraj ke Waqt Nabi (ﷺ) ne kin logon ko dekha jin ka Sir kuchla ja raha tha? A. Sadqa Na dene wale B. Salam Na…
Islamic Quiz 186
Meraj ke Waqt Nabi (ﷺ) ne Aise logon ko dekha jin ke Pait mein Saanp bhare huwe they ye log koun they? A. Sharab peene…
Islamic Quiz 185
Meraj Ke Mauqe par Nabi (ﷺ) ka Guzar Aise Logo ke paas se hua Jinke Nakhun Tambe ke they aur wo Apne Nakhuno se Apne…
Islamic Quiz 184
“Iyyaka navbudu wa ikkaya nastyeen” ka Sahih Tarjuma kya hai? A. (Allah) Hum Teri Ibadat karte hai aur tujh se Madad mangte hai B. (Allah)…
Islamic Quiz 183
Ummate Muslima par 5 wakt ki Namaz kab Farz hui? A. Shab-e-Barat me B. Shab-e-Meraj me C. Shab-e-Qadr me D. Fateh Makka ke din
Islamic Quiz 182
Wo Kaunsi Surah Hain Jiske Bagair Namaz Mukammal Nahi Hoti? A. Surah Ikhlas B. Surah Yasin C. Surah Fateha D. Surah Falaq
Islamic Quiz 181
Woh Kounsi Surah hai jiski Ek hi Aayat mein Allah Subhanahu ke 9 naam liye gaye hain? A Surah Aal-e-Imran B Surah Al-Hashar C. Surah…
Islamic Quiz 180
Wo Kaunsa Aasan Amal hain Jisko Karne se Jannat ke 8 Darwaze khol diye jate hain Insan jis Darwaze se Chahe Dakhil Hojaye? A. Miswaak…
Islamic Quiz 179
Kaunse shakhs ke liye irshad farmaya gaya hai ke wo Allah Subhanahu se bahut door hain? A. Na shukri karne wale B. Bahut ziyada behas…
Islamic Quiz 178
Wo Kaunsa Gunah Hain Jiski Wajah se Ek Aadmi ko Zameen me Dhasa diya gaya aur Qayamat tak Usey Zameen Dhasati rahegi? A. Na Haq…
Islamic Quiz 177
Kis ke Andar Ye Do Cheezein Jama nahi ho sakti Husn-e-Akhlaaq aur Deen ki Samajh? A. Mushrik B. Kafir C. Munafiq D. Option A &…
Islamic Quiz 176
Wo Kaunsi Cheez Hain Jise Dekh Kar Mikaeel (A.S) Kabhi Hase Nahi? A. Qabar Ka Azaab B. Jahannum C. Maidan-e-Mehshar ki Haulnaki D. Qayamat ke…
Islamic Quiz 175
Kis Gunaah ko Pyare Nabi (ﷺ) ne Har Buraayi ki Chaabi kaha? A. Sood B. Sharaab C. Juwaa D. Sahih Jawab Ka Intezar
Islamic Quiz 174
Insan Qayamat ke din kiske saath hoga? A. Walidain ke Sath B. Mehraam ke Sath C. Mehboob Logon ke Sath D. Sahih Jawab Ka Intezar
Islamic Quiz 173
Fizool Kharchi Karnewalo ko Allah Ta’ala Ne Quraan me kya kaha hai? A. Shaitan ka Bhai B. Momino ka Dushman C. Bakhilo ka Sardar D….
Islamic Quiz 172
Wo Kaunsi Do Namazein Hain Jo Munafiqo Par Zyada Bhaari Hain? A. Fajr aur Zohar B. Fajr aur Asr C. Fajr aur Maghrib D. Fajr…
Islamic Quiz 171
Duniya me Sab se Zyada Pait bhar kar Khane Wala Qayamat ke Din Kaisa Rahega? A. Sab se Zyada Bhooka rahega B. Sab se Zyada…
Islamic Quiz 170
Jo Kisi Musalman ke Aib (Burayi) ko Chupaye Uske ke liye Kya Khushkhabri hain? A. Sagheera Gunaah Muaf Ho jayenge B. Kabeera Gunaah Muaf Ho…
Islamic Quiz 169
Wo Koun hain Jiske baare me Nabi (ﷺ) ne farmaya “Iski Baddua se Darte rehna Iske aur Allah Taala ke darmiyan koi Parda nahi hota?”…
Islamic Quiz 168
Kis Surah ki Peheli Ayat Mein Allah ne farmaya Badi Kharabi hain har Aise Shaqs ki Jo Aib (Buraiyan) Tatolne wala Gheebat karne wala ho?…
Islamic Quiz 167
Ek Shakhs ne Raaste me Kante Daar Daali Dekhi aur Usey Raaste se Hata Diya Toh Usey Inaam Mein Kya Mila? A. Sagheera aur Kabeera…
Islamic Quiz 166
Quran-e-Majid ke mutabik Sabse bada Zulm kya hai? A. Zina B. Shirk C. Chori D. Sahih Jawab Ka Intezaar
Islamic Quiz 165
Aasman ki Bulandiyo se girne wale ki Misaal Quraan me kiske baare se bayan ki gayi hai ? A. Tawheed Parast B. Kaafir C. Mushrik…
Islamic Quiz 164
Dunia me jab bhi koi Zulm se Qatl hoga uska Ek Hissa Gunah kis ko jayega? A. Habil B. Qabil C. Dajjal D. Sahih Jawab…
Islamic Quiz 163
Us Shaks ke Bare RasoolAllah (ﷺ) ne kya farmaya Jisne Apne Bhai se Ek Saal tak Qata Ta’alluqi ki (Rishta todey rakha) ho? A. Munafiq…
Islamic Quiz 162
Kaunse Alfaaz Kehne se Qareeb Hain ke Aasman Phat Jaye Zameen Shaq Ho jaye aur Pahad Reza Reza Hojaye? A. Allah ke Siwa Koi aur…
Islamic Quiz 161
Wo koun log honge jinhe Roze-Qayamat Hauz e Kausar se Hakala jayega? A. Kafir B. Mushrik C. Biddati D. Sahih Jawab Ka Intezaar
Islamic Quiz 160
Mushrikaan-e-Makkah Allah ki Hidayat ko kis Bahaaney se inkar kar detey they? A. Hum tou Baap-Dada ke Deen par hi chalenge B. Islam bohot Mushkil…
Islamic Quiz 159
Kaunsi Cheez Jannat me Jaane ki Zyada Wajah Banegi? | A). Raaste se Takleef deh cheez hatana | B). Nafil Roze Rakhna | C). Aulad ki Tarbiyat Karna | D). Allah ka Darr aur Acche Akhlaq
Islamic Quiz 158
Aahadees ke mutabik Sabse Afzal Dua kounsi hai? A. La illallah illallah B. SubhanAllah C. Alhamdulillah D. Sahih Jawab Ka Intezaar
Islamic Quiz 157
Wo Kounsi Cheez hai jo Aurato ke liye tou Halaal hai Magar Mardo ke liye Haraam hai? A. Loha (Iron) B. Chandi (Silver) C. Sona…
Islamic Quiz 156
Wo Kounsi Neki Hain Jisko Karne ki Tamanna Insan Maut ke Waqt Karega Jiska Zikr Surah Munafiqoon mein hain? A. Quran Padhne ki B. Namaz…
Islamic Quiz 155
Tay kiya hua Mahr agar Shohar ada na kare tou wo Kounse Gunaah ka Murtakib hoga? A. Chori B. Bakhili C. Zinaa D. Sahih Jawab…
Islamic Quiz 154
Allah Ta’ala ne Quraan me Shohar aur Biwi ke Rishtey ki Misaal kis Cheez ki tarha bayaan Ki hai? A. Chand aur Suraj B. Khajur…
Islamic Quiz 153
Qayamat ki Sabse Pehli aur Badi Nishani kya hai? A. Dajjal ka Aana B. Zina Khule Aam Hona C. Aurat Ka Khushbo Laga Kar Baher…
Islamic Quiz 152
Kounsa Amal Behayaae aur Buri Baato se rokta hai? | A). Namaz Padhna, B). Sadqa Karna, C). Hijrat Karna, D). Sahih Jawab ka Intezar
Islamic Quiz 151
Paak Daman Aurto par Tohmat Lagane Wale ke Bare me Allah ne Kya farmaya hai? A. Duniya aur Aakhirat me Lanat hai Unpar B. Jahannami…
Islamic Quiz 150
Qayamat ke Din Momin ka Meezan (Tarazu) me Sab se Wazandar Amal Kaunsa Hoga? A. Doosro ki Zaroorat Poori Karna B. Namaz-e Tahajjud C. Sadqah…
Islamic Quiz 149
Wo Kounsa Amal hai jo Halal tou hai lekin Allah Ta’ala ko sakht Napasand hai? A. Sagayi B. Talaq C. Walima D. Sahih Jawab Ka…
Islamic Quiz 148
Jo Shakhs Ye Pasand Karta Ho ke Uski Rozi me Faraqi (Kushadgi) ho aur Uski Umr me Izafa ho toh Wo kya kare? A. Acchi…
Islamic Quiz 147
in me se Kounsa Amal Dil ko Murda Bana deta hai? A. Jyada Hasna B. Jyada Khana C. Jyada Maal D. Sahih Jawab Ka Intezaar
Islamic Quiz 146
RasoolAllah (ﷺ) par Sabse pehle Nazil hone waali Aayate Kounse Surah ki thi? A. Surah Al-Fatiha (1) B. Surah Muhammad (47) C. Surah Al-Alaq (96)…
Islamic Quiz 145
Aayatul Khursi Kounsi Surah ka Hissa Hain? A. Surah Aal-e-Imran (3) B. Surah Al-Baqrah (2) C. Surah An-Nisa (4) D. Surah Al-Maida (5)
Islamic Quiz 144
In me se wo koun hai jo Allah Subhanahu se Chor ki haalat me milega? A. Jo Maal gin gin kar rakhta hai B. Jo…
Islamic Quiz 143
In me se Imaan aur Kufr ke Darmiyaan Farq karne waali Cheez kya hai ? A. Roza Chorrna B. Hajj Nahi Karna C. Sadqa Nahi…
Islamic Quiz 142
Wo Kounsi Surah hai Jiski Tilawat 1/3 Quraan Padhne ke Barabar hai? A. Surah Al-Fatiha (1) B. Surah Yasin (36) C. Surah Al-Mulk (67) D….
Islamic Quiz 141
Aahadees ke mutabik “Jo Aurat Khushboo lagaye Wo koun hai?” A. Faasiq B. Munafiq C. Zaania D. Mushriq
Islamic Quiz 140
Qayamat ke Din Kaun Hain Jiski Zuban Aag ki Hogi? A. Sood Khor B. Rishwat Khor C. Dogla Insaan D. Walidain Ka Nafarman
Islamic Quiz 139
Kin Aauqat Mein Namaz Padhna Mana hai? A. Namaz Asr ke Baad Suraj Guroob Hone tak B. Suhbah ke Baad Suraj Tulu Hone tak C….
Islamic Quiz 138
Wo Kounsa Amal hain jisko Dajjal se bhi Zyada Khatarnaak kaha gaya hain? A. Maal hote huye bhi Zakat Na Dena B. Amanat mein Khayanat…
Islamic Quiz 137
Inmein se Jannat ke beech ka darwaza kise kaha gaya hai? A. Maa B. Baap C. Bada Bhai D. Allah ke Wali
Islamic Quiz 136
Quran mein kis Cheez ki Misaal dekar farmaya gaya ki Allah ke Siwa Jise bhi Pukara Jata hai wo KIS CHEEZ KE MALIK nahi hai?…
Islamic Quiz 135
Quran ke kis Surah mein Allah ne farmaya ke Tum Sab Allah ke Mohtaj aur Faqeer ho? A. Surah Baqrah B. Surah Fatir C. Surah…
Islamic Quiz 134
in me se Kiske Zariye Allah Subhanahu kisi Qaum ko Bulandi ya Zillat deta hain? A. Namaz B. Roza C. Quraan D. Hajj
Islamic Quiz 133
Wo kya hain jo kuch log ussey durust karenge jaise teer ko durust kiya jata hain kuyke wo iski jaza duniya mein hi chahenge? A….
Islamic Quiz 132
Kounsa Azkar kehne se ye farmaya gaya hain ke Bande ko jo diya gaya hain wo us cheez se Afzal hai jo usne liya hain?…
Islamic Quiz 131
Wo Kounsa Amal hai jo darje mein Namaz Roze aur Zakat se bhi badhkar hain? A. Nafeel Namazo ki Qasrat B. Sadqa Khairaat C. Jhagadne…
Islamic Quiz 130
Allah Subhanahu Qayamat ke din Inme se kis Ka chehra dozakh se Mehfuz rakhega? A. Jiski Zuban se dusra Musalman Mehfuz rahe B. Musalman ko…
- Islamic Quiz 129Jo shakhs Raat ko Tahajjud padhne ke liye bedaar nahi hosake to wo kaunsa amal kare? A. Kasrat se Allah ka Zikr kare… Read more »
- Islamic Quiz 128Jab Azan suno aur ye alfaz aaye "Hayya Al-As-Salah" to in me se kya kehna chahiye? A. Allah hu Akbar B. La ilaha… Read more »
- Islamic Quiz 126Wo Kaunse Log hai Jin ke liye RasoolAllah (ﷺ) 3 Martaba Bakhshish ki Dua karte the? A. Pehli Saf Walo ke Liye B.… Read more »
- Islamic Quiz 125Wo Kaunsi Neki Hain jo Insan ko Behayai aur Burai se Rokti hain? A. Sila Rehmi B. Namaz Aada Karna C. Khairaat Karna… Read more »
- Islamic Quiz 123RasoolAllah (ﷺ) ne Aaurato ke Eidgah Jane ke baare mein Kya farmaya hai? A. Jane Ka Hukum Diya Hai B. Mana farmaya hai… Read more »
- Islamic Quiz 122Qayamat ke Din Ganje Sanp ka Tauq kis Shakh ko Pehnaya Jayega ? A. Jo Zameen Par Qabza Kare B. Jo Zakat ada… Read more »
- Islamic Quiz 121Allah ne RasoolAllah (ﷺ) se Shab-e-Qadr ke Maloom hone ka Ilm kis Wajah se Utha liya? A. Take Log Shabe Qadr Ko Talash… Read more »
- Islamic Quiz 120Kis Raat Jibrail (A.S) aur Farishte Allah ke Hukm se Zameen par Utarte hai? A. Shab-e-Qadr B. Shab-e-Barat C. Shab-e-Meraj D. Sahi Jawab… Read more »
- Islamic Quiz 119inmein se Zakat(Sadqa) Al Fitr kin par farz hai ? A. Rozedar Mard, Rozedar Aurat aur bachcho par B. Balig musalmano par C.… Read more »
- Islamic Quiz 118Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur wo sabr karen to? A. Uspar Jannat Wajib ho jati hai B. Jahannam se humesha… Read more »
- Islamic Quiz 117Sadqa e Fitr kab ada kiya jaye? A. Eid ki Namaz se Pehle B. Eid ki Namaz ke Baad C. Eid ke Dusre… Read more »
- Islamic Quiz 116Shab e Qadr ko Quran mein kis se behtar kaha gaya hai? A). 1000 Mahina B). 1000 Saal C). 1000 Din D). 1000… Read more »
- Islamic Quiz 115Rozedar ka Isteqbaal Jannat ke Kis darwaze se kiya jayega? A). Baab Ar Rayyan B). Baab As Salah C). Baab As Sadqah D).… Read more »
- Islamic Quiz 114Ramzan ke mahine me Jannat ke kitne darwaze khol diye jaate hai? A). 2 Darwaze B). 4 Darwaze C). 6 Darwaze D). 8… Read more »
- Islamic Quiz 113Ramazan ki (Raato me) Namaz padhne ki fazilat kya hai? A). Pichle Gunaho ki Magfirat B). Qabr me Aasani C). Pul Sirat par… Read more »
- Islamic Quiz 112Ramzan ke Ek mahine ke Roze kitne mahino ke Rozo ke barabar hain? A). 5 Mahine B). 7 Mahine C). 9 Mahine D).… Read more »
- Islamic Quiz 111Ramzan ke mahine mein ek baar SubhanAllah kehna baqi dino mein kitni baar SubhanAllah kahne se behtar hai? A). 70 B). 1000 C).… Read more »
- Islamic Quiz 110Ramzan ke mahine me Quran ka Nuzul hua is ka Zikr kis Surah me aaya hai? A). Al-Baqrah B). Al-Aaraf C). At-Taubah D).… Read more »
- Islamic Quiz 109Hijri Calendar ka kounsa Mahina Ramzan kehlata hai? 1st B). 3rd C). 9th D). 12th Get Answer Please Wait Your Answer is loading… Read more »
- Islamic Quiz 108Kis Raat me insan ki taqdeer yaani Rizq, Umar, Maut ka waqt likhi jata hai? Shab-e-Qadr B). Shab-e-Baraat C). Shab-e-Meraj D). Har Raat… Read more »
- Islamic Quiz 107Wo Kounsi Raat hai jab Allah Ta’ala Aasmani dunia par nuzul kar farmata hai “koi hai mangne wala jisko mai ata karu?” Shab-e-Qadr… Read more »
- Islamic Quiz 105Wo Kaunsi Surah hain Jisko Sote Waqt Padhne se Insan Shirk Jaise Khatarnaak Fitne se Mehfooz Hojata Hain? A). Surah Kafiroon B). Surah… Read more »
- Islamic Quiz 102Kiski Misaal Rassi se Bandhe Hue Oont ke Malik ke Jaisi hain agar Wo Iski Nigrani Rakhega Toh Usey Rok Sakega Warna Rassi… Read more »
- Islamic Quiz 106Quran-e-Kareem ke Wo Kaunse Do Surah hain Jisko Pyare Nabi Saws Eidein aur Juma ki Namaz me Padha karte they ? 🕌 *Islamic📚Quiz… Read more »
- Islamic Quiz 101Quran-e-Kareem me wo Kaunsi Surah hain Jismein Ek hi Aayat-e-Kareema 31 Times (Baar) Aayi hain? A). Surat Ul Waqia B). Surah Rahman C).… Read more »
- Islamic Quiz 99Wo Kaunsi Cheez hain Jo Aadmi ko Qabr mein aur Oont (Camel) ko Handi mein Utar deti hain? A). Zinaa B). Takabbur C).… Read more »
- Islamic Quiz 98Aurat Apne Rabb ka Haq ada nahi kar sakti jab tak wo kisi aur ka Haq ada na kar le, par kiska? A).… Read more »
- Islamic Quiz 97Wo Kaun hain jo Apne pait me Ghataghat Jahannum ki Aag bhar rahe hain? A). Sharab Peene Wala B). Ghar me Ek Dusre… Read more »
- Islamic Quiz 96Quran-e-Kareem ki Sab se Badi Aayat Kis Surah mein hain? A). Surah Aal Imran B). Surah Nisaa C). Surah Younus D). Surah Al… Read more »
- Islamic Quiz 95Wo Kaunsa Amal hain jiske Karne se Insan ko Allah Taala 100 Saal ke Barabar Jahannum se Door kar dega? A). Walidain ki… Read more »
- Islamic Quiz 93Wo Kaunsa Zikr Hain Jisko 100 Baar Padhne Se 1000 Nekiyan Likh Di Jati Hain Aur 1000 Gunah Mita Diye Jate Hain? A).… Read more »
- Islamic Quiz 92Duniya me Jitne Anbiya (As) Aaye Tauheed ki Dawat Dene ke liye Unme se Kis Nabi ki Qaum par Azaab Aakar wapis chala… Read more »
- Islamic Quiz 90Allah ki Raqh se Rokne Wale ko Quran me kya kaha Gaya hai? A). Nafarmaan B). Gunehgaar C). Qayamat ke din ka Munqeer… Read more »
- Islamic Quiz 88Insan ke Jism me Wo Kaunsi Cheez hai Jiske Accha Rehne par Saara Jism Accha Rehta hai aur Jiske Kharab hone par saara… Read more »
- Islamic Quiz 87(Main Toh Apni Pareshaniyon aur Ranj ki Fariyaad Allah hi se kar raha hoon) Ye Alfaaz kis Nabi ne Apne Beton se Kaha… Read more »
- Islamic Quiz 86Wo Kaunsi Khatoon Hain Jisko Allah Taala Ne Salaam Bheja Hain? A). Hazrat Khadija (R.A) B). Hazrat Ayesha (R.A) C). Hazrat Sumaiyya (R.A)… Read more »
- Islamic Quiz 85Har Ummat ki Aazmaish kisi Na Kisi Cheez Mein Hain, Ummat e Mohammadiya (ﷺ) ki Aazmaish kis Cheez me hai? A). Bimari B).… Read more »
- Islamic Quiz 84Ahle Jannat Ki Jannat Mein 120 Safein Hogi Unmein se Ummat e Mohammad (ﷺ) ki Kitni Safein Hogi? A). 50 Safein B). 40… Read more »
- Islamic Quiz 83Inmein se Shaitaan kis ke Kaan me Peshaab kar deta hai? A). Jo Salam ka Jawab na de B). Jo Sadqa na de… Read more »
- Islamic Quiz 82Inmein se kaunse Azkar ko Kalma e Shukr kaha gaya hai? A). SubhanAllah B). Alhamdulillah C). Huwallahu Ahad D). Allahu Akbar Get Answer… Read more »
- Islamic Quiz 81Inmein se wo kaun hai jisko Aadhi raat ibadat karne ka Sawab milta hai? A). Raat ko 10 aayat padh kar sone wala… Read more »
- Islamic Quiz 80Qayamat ke din sabse pahle jo muamla hazir kiya jayega wo kin ka hoga? A). Shohar aur Biwi B). Baap aur Bete C).… Read more »
- Islamic Quiz 799 Zil Hajj ke Fazr se 13 Zil Hajj ki Asr tak ke arse ko kya hai? A). Ayyam e Zil Hijjah B).… Read more »
- Islamic Quiz 78Youm-e-Nahar Kounse din ko kehte hai? A). 8 Zil Hijjah B). 9 Zil Hijjah C). 10 Zil Hijjah D). Sahih Jawab ka Intezar… Read more »
- Islamic Quiz 779 Zil Hajj ke din ko kya kehte hai? A). Youm-e-Ashura B). Youm-e-Arfa C). Youm-e-Nahar D). Sahih Jawab ka Intezar Get Answer Please… Read more »
- Islamic Quiz 76Qurbani Kitne Din tak kar sakte hai? A). 4 Din B). 7 Din C). 10 Din D). Sahih Jawab ka Intezar Get Answer… Read more »
- Islamic Quiz 75Qurbani ka amal kis Ummat ke liye Allah ne ata kiya? A). Ummate Muhammadi ﷺ B). Ummate Musa (A.S) C). Ummate Esa (A.S)… Read more »
- Islamic Quiz 74Qurbani Ka Gosht kya kare? A). Sirf Khud Khaye B). Beche dey C). Khaye aur Khilaye D). Sahih Jawab Ka Intezar Get Answer… Read more »
- Islamic Quiz 73Youm-e-Arfa (9 Zil-Hijja) ke Roze ki fazilat kya hai? A). Umr bhar ki Magfirat B). Saal bhar ki Magfirat C). 2 Saal ki… Read more »
- Islamic Quiz 72Qurbani Ka Waqt Kab se shuru hota hai? A). Fazr se pehle B). Eid ki Namaz se pehle C). Eid ki Namaz ke… Read more »
- Islamic Quiz 71Ek Janwar Kitne logon ki taraf se Qurban kiya ja sakta hai? A). Ek insan ki taraf se B). Shohar aur Biwi ki… Read more »
- Islamic Quiz 70Qurbani Koun kar sakta hai? A). Zakat dene wala B). Ikhtiyar rakhne wala C). Maaldar D). Sahih Jawab Ka Intezar Get Answer Please… Read more »
- Islamic Quiz 69In me se koun sa Janwar Qurbani ke liye Jaiz nahi? A). Khassi B). Doodh dene wala C). Kamzor D). Sahih Jawab Ka… Read more »
- Islamic Quiz 68Quran-e-Majid me Qurbani Kis ke liye karne ka hukm aaya hai? A). Allah ke liye B). Nabiyon ke liye C). WaliAllah ke liye… Read more »
- Islamic Quiz 67Zil-Hijjah ka Chand dekhne ke baad Qurbani ki Niyat rakhne wale ko Kya karne se Mana farmaya hai? A). Safar Karna B). Baal… Read more »
- Islamic Quiz 66Allah Ta’ala ko Humaari Qurbaniyon ka kounsa hissa pahunchta hai? A). Khoon B). Gosht C). Taqwa D). Sahih Jawab Ka Intezar Get Answer… Read more »
- Islamic Quiz 65Islam me Shog (Mout ke Gham) ki Muddat kitni hai? A). 3 Din B). 30 Din C). 40 Din D). Sahih Jawab ka… Read more »
- Islamic Quiz 62Wo kounsi Surah hai jo Musalmano ko Dajjal ke Fitne se bachane ke liye kaafi hai? A). Surah Baqrah [2] B). Surah Kahf… Read more »
- Islamic Quiz 61Wo koun log hai Jo Nabi ﷺ ke Zikr pe Aapke Naam ke sath Durood na bhi padhe tou Muaf hai A). Qawwal… Read more »
- Islamic Quiz 60Quran ke mutabik In me se kis cheez ke bagair Aakhirat ki Kamiyabi mumkin nahi? A). Taqleed (Blind Belief) B). Iman aur Nek… Read more »
- Islamic Quiz 59Quran ke Nuzul ka asal Maksad kya hai ? A). Khair-o-Barqat B). Hidayat C). Esaale Sawab D). Sahih Jawab Ka Intezar Get Answer… Read more »
- Islamic Quiz 58Kis Alfaaz ke bhool se Naa kehne ke Sabab Aap (ﷺ) par ek arse tak wahi ka silsila band raha? A). Subhan’Allah B).… Read more »
- Islamic Quiz 57In me se kounsa Amal Riyaa yaani Shirk e Asgar hai? A). Acche Kapde Pehan’na B). Acha Khana Khana C). Haaji ka Laqab… Read more »
- Islamic Quiz 56Hadees ke Mutabik Ek Musalmaan ka Dusre Musalman se Rishte ki Misaal kya hai ? A). Dost B). Deewar C). Aayina D). Sahih… Read more »
- Islamic Quiz 55Wo Kounsi Neymat hai Jo bande ko mil jaye tou uska Aadha Iman mukammil ho jaye ? A). Accha Padosi B). Nek Dost… Read more »
- Islamic Quiz 54Momino ko Sabse Jyada Mohabbat kis se hoti hai? A). Allah se B). Ambiya Alaihi Salam se C). WaliAllaho Se D). Sahih Jawab… Read more »
- Islamic Quiz 52Jab Allah kisi ko Mushkilo me daal dey tou Usey koun Nijaat dilane par Qadir hai ? A). Farishtey B). Ambiya (Alaihi Salam)… Read more »
- Islamic Quiz 51Roza kis ke liye rakha jata hai A). Allah ke Liye B). RasoolAllah (ﷺ) Ke Liye C). Logon ko Dikhane ke liye D).… Read more »
- Islamic Quiz 50Roze ka asal Maksad kya hai ? A). Iftaar Party B). Parhezgaari C). Rasam D). Sahih Jawaab Ka Intezar Get Answer Please Wait… Read more »
- Islamic Quiz 49in me se Kounsa Shakhs Roze-Qayamat Andha Uthaya Jayega ? A). Geebat Karne wala B). Quraan Na Padhne Wala C). Dunia me Jo… Read more »
- Islamic Quiz 47Allah Taala ne is Ummat ko Khair Ummat se Iss liye Nawaza kyunki? A). Hum Maslak aur Firqa Parasti me ulze B). Ek… Read more »
- Islamic Quiz 46Deen-e-Islam kab Mukammil hua? A). Rasool’Allah(ﷺ) ke Dour me B). 4 Imaamo ke Dour me C). Abhi tak ho raha hai. D). Sahih… Read more »
- Islamic Quiz 44Aksar Bacche Jhuth Bolna Sabse Pehle kin se Sikhte hai ? A). Gharwalo se B). Baharwalo se C). Madarso se D). School se… Read more »
- Islamic Quiz 43Islam me in me se Sabse Afzal Martaba kin Logon ka hai? A). Pathaan B). Sayyed C). Shaikh D). Muttaqi Get Answer Please… Read more »
- Islamic Quiz 42Agar Hum Chahte hai ke Allah Hum par Reham kare tou Hume kya karna chahiye? A). Aaba-o-Azdad Ke Deen Ki Pairwi B). Apne… Read more »
- Islamic Quiz 41Kya Biwi Shohar ko Zakaat dey Sakti hai? A). Dey Sakti Hai B). Nahi Dey Sakti C). Sahih Jawab ka Intezar Get Answer… Read more »
- Islamic Quiz 40Insano me Rangat ka Ikhtelaf (Color Variations) kis liye hota hai ? A). Nasli Tassub B). Unch-Nich C). Shanakht D). Sahih Jawab Ka… Read more »
- Islamic Quiz 39Aurto se Nikah kis Cheez ki Buniyad par Karna Sunnat hai? A). Khubsurti B). Khandaan C). Maaldari D). Deendari Get Answer Please Wait… Read more »
- Islamic Quiz 38Wo Kounsi Baat hai Jiski Wajah se Mu’ashre me Sabse Jyada Fitney aur Fasad Hotey hai ? A). Qoumi Bhaichara B). Afwah C).… Read more »
- Islamic Quiz 37Momino me Agar Kisi baat par Ikhtelaaf ho jaye tou Unme Sabse Pehle Insaf ka Mayaar kya ho? A). Quraano-Hadees B). Imamo Ke… Read more »
- Islamic Quiz 36Shaitan In me se Sabse Jyada Kisko Behqaane ki Koshish karta hai? A). Mushriko ko B). Momino ko C). Kafiro ko D). Sahih… Read more »
- Islamic Quiz 34Haqeeqat me Ameer koun ? A). Jyada Maal Wala B). Badey Rutbey Wala C). Badey Dil Wala D). Sahih Jawab ka Intezar Get… Read more »
- Islamic Quiz 33Yakub (Alahi Salam) ne Mout ke Wakt Apne Beto’n ko kounsi Wasiyat ki ? A). Wirasat Kaisi taqseem karoge ? B). Yusuf(A.S) ko… Read more »
- Islamic Quiz 32In me se Kounsa Amal ZULM hai? A). Baddzubani B). Haya C). La’ilmi D). Sahih Jawab ka Intezar Get Answer Please Wait Your… Read more »
- Islamic Quiz 31Wiraan Ghar ki Misaal in me se kya hai? A). Jis Dil me Kuch bhi Quraan na ho B). Jis Dil me Maal… Read more »
- Islamic Quiz 29“Ek Daane ko Saat Baali Nikley aur Unn har Baaliyon me se Sou-Sou daane nikle” Yeh Misaal Allah ne Quran me kin Logon… Read more »
- Islamic Quiz 28Inme se Kis ki Fitrat hai Gaali-Galoch karna? A). Momin B). Farishtey C). Shaitan D). Sahih Jawab ka Intezar Get Answer Please Wait… Read more »
- Islamic Quiz 27Allah ke Alaawa kisi aur ki Qasam Khana Kounsa Gunaah hai? A). Shirk B). Biddat C). Sageera Gunaah D). Sahih Jawab ka Intezar… Read more »
- Islamic Quiz 26In me se Kounsa Shakhs Ghamand se Paak hai? A). Sadqa Khairaat Karnewala B). Allah Ki Raah me Shahid Hone Wala C). Salaam… Read more »
- Islamic Quiz 25Jab koi Musalman Cheenk kar Alahmdulillah kahe tou uske sath wale ne Uskey Jawab me kya kahe? A). Masha’Allah B). Ya Shafa-Ullah C).… Read more »
- Islamic Quiz 24Jab Shaam ka Andhera hone lagey tou Baccho ko Gharo me kyu Rokne ka Hukm diya? A). Andhero se Bacchey Darr Jatey hai… Read more »
- Islamic Quiz 23In me se Kounse Shakhs ki 40 din tak Namaz Qabool Nahi hoti? A). Qahino se Sawal Karnewala B). Qurbani Na karne wala… Read more »
- Islamic Quiz 21Apne Baccho ko Boli Sikhaane ka Aagaz kis Baat se Kare? A). Kalma-e-Tayyaba B). Walidain Ki Pehchan C). Majhab Ki Pehchan D). Sahih… Read more »
- Islamic Quiz 20Allah ka Zikr Na Karnewale ki Misaal in me se kya hai? A). Lawaris B). Bakheel C). Murda D). Sahih Jawab ka Intezar… Read more »
- Islamic Quiz 19In me se Kounsa Amal Kufr hai? A). Shohar ki Nashukri karna B). Shohar ka Naam lena C). Shohar ko Mehar Louta dena… Read more »
- Islamic Quiz 18Wo koun hai jise kabhi Mout nahi aani ? A). Allah B). Farishtey C). Nabi aur Rasool D). Allah ke Wali Get Answer… Read more »
- Islamic Quiz 17Kis Burayi ki Buniyad par Aadam (Alaihi Salam) ke – Ek Betey ne dusre betey ka Qatl kiya? A). Takabbur (Ego) B). Hasad… Read more »
- Islamic Quiz 15In me se kin Logon ko Jahannum ke Sabse Nichley Gadhey me Azaab diya Jayega? A). Mushrik B). Kafir C). Munafiq D). Sahih… Read more »
- Islamic Quiz 13Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi Rajioon Momin ye Dua kab padhta hai? A). Musibat ki Ghadi me B). Ghar me Daakhil hone par.… Read more »
- Islamic Quiz 11in me se Kounsi Cheez Iman ke Aitbar se Momino ko Kaamil Banaati hai ? A). Namazo ki Qasrat B). Rozo Ki Qasrat… Read more »
- Islamic Quiz 9Inme se Kounsi Cheez ki Buniyaad par Banda Allah Ta’ala ke Nazdeek Pasandida hota hai? A). Khubsurati B). Taqwa C). Maaldari D). Khandaan… Read more »
- Islamic Quiz 8Wo Kounsa Gunaah hai Jiski Misaal Apne Bhai Ka Gousht Khaane ke barabar hai? A). Geebat B). Zina C). Sood Khori D). Sahih… Read more »
- Islamic Quiz 6Shabe Qadr ki Mubarak Raat Ramzan ke Kounse Ahsre me Aati hai ? A). 1st Ashra (1-10 Ramazan) B). 2nd Ashra (11-20 Ramazan)… Read more »
- Islamic Quiz 5Quran ka Nuzool Jis Raat hua Uss "Lailatul Mubarak" se muraad kounsi Raat hai ? A). Shabe Qadr B). Shabe Bara’at C). Shabe… Read more »