Insan Ki Behtarin Cheez Kya Hai ? ….

0
25

♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Martaba Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhum) Ne
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Bargaah Me Arz Kiya –
“Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)!
Behtarin Cheez Jo Insan Ko Di Gayi Woh Kya Hai ?”
*Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya:
“Achchhe Akhlaaq”
(Mishkat Sharif)

Advertisement

Leave a Reply