♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Insan Ka Imtehan Iss Ke Emaan Aur Taqwe Ke Mutabiq Hota Hai,
Agar Wo Apne Taqwe Me Mazboot Hota Hai, Tou Uski Aazmayish Bhi Sakht Hoti Hai,
Yehi Wajah Hai Ke Sab Se Zyada Sakht Aazmayish Aur Imtihaan
Nabiyon Ke Huwey, Phir Nek Logon Ke, Phir Inn Se Kum Darjay Walon Ke”.
– (Ibne_Majah, H:4023)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Insan Ka Imtehan Emaan Aur Taqway Ke Mutabiq ….
Related Posts:
- Imanwalo Ki Sifat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Sahabi Ne Pucha Ki - "Ya Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam)! Emaan Kya Hain?" *Tou Aapne Farmaya Ki - "Jab Tumhe Neki Karke Khushi Ho Aur Gunaah Karke Afsos Ho Tou Tum Emaan Wale Ho!" - (Mishkaat, Kitaabul Emaan Pg-16)
- Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Hamesha Burayi Ko Rokne Ki Koshish Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Insan Kisi Burayi Ko Dekhe Tou Usey Hath Se Rok De, Agar Hath Se Rokne Ki Taaqat Na Ho Toh, Zubaan Se Roke Aur Agar Aisa Bhi Na Kar Sake Tou Uss Burayi Ko Dil Me Bura Samjhe Ye…
- Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Murdon Ka Haal Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Maanind Hai, - Ke Woh Shiddat Se Intzaar Karta Hai Ke, Baap Ya Maa Ya Bhai Ya Kisi Dost Ki Dua Usko Pahunche - Aur Jab Kisi Ki Dua Usey Pahunchti Hai…
- Acche Akhlaaq Walo Ka Emaan Kaamil Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Unn EmaanWalon Ka Emaan Kaamil Hai Jinka Akhlaaq Achchha Hai.." - (Sunan Abu Dawood, Vol.3, Hadith no.1257)
- Hayaa Aur Khamoshi Emaan Ki Do Shakhayen Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Meri Ita'at Karega Woh Jannat Me Dakhil Hoga". - (Bukhari Sharif) ∗ Hayaa Aur Khamoshi Emaan Ki Do Shakhayen Hai Aur FahashGoi(Gandi Baat) Aur Zyada Bolna Nifaaq Ki Do Shakhayen Hai. - (Abu Dawood) ∗ Maa-Baap Ka Naam Lekar Pukarna…
- Waswasao Ka Bayan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Kuch Sahaba Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Hazir Huey Aur Aap Se Puchne Lage Ke Hum Apne Dilo Me Aise Khayal (Waswase) Mehsoos Karte Hai Ke Inhe Bayan Karna Bahut Bada Gunaah Maloom Hota Hai, Aap (Sallallahu Alaihay…
- Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ki - "Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya. Aur Saat(7) Martaba Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Nahi Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya". - (Musnad-e-Imaam…
- Iman aur Sawaab Ke Liye Ramzaan Ke Roze ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Emaan Ki Wajah Se Aur Sawaab Ke Liye Ramzan Ka Roza Rakhega Uske Gunaah Bakhsh Diye Jaayenge *Aur Jo Emaan Aur Sawaab Ki Niyat se Ramzan Ki Raaton Ke Qayaam Karega (Nawafil…
- Jannat Me Dakhil Karne Waali Cheez ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Wa Ibne Majah Ne Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Cheez Insan Ko Sab Se Zyada Jannat Me Dakhil Karne Waali Hai - Wah Taqwa Aur Husn-e-Khulk (Accha Akhlaq) Hai *Aur Jo Cheez Insan Ko Sabse Zyada Jahannum…
- Thoda Ilm Ziyada Ibadat Se Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umer (RaziAllahu Anhu) Se Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Thoda Ilm (Hasil Karna) Ziyada Ibadat Se Behtar Hai, Aur Insan Ke Fiqia Hone Ke Liye Allah Ki Ibadat Karna Hi Kaafi Hai Aur Insan Ke Jahil Hone Ke Liye Apni Raaye Ko Pasand Karna…
- Bagair Sabr Ke Emaan Bekar Hai .... ♥ Sabr ♥ Farman-e- Hazrat Ali(RaziAllahu Anhu) ∗ Sabr Ko Emaan Se Wohi Nisbat Hai Jo Sar Ko Jism Se Hai, Jis Tarha Bagair Sar Ke Jism Bekaar Hai Issi Tarha Bagair Sabr Ke Emaan. ∗ Daulat, Hukumat Aur Musibat Me Aadmi Ke Aql Ka Imtihaan Hota Hai, Ki Aadmi…
- Kya Allah iman walo ko bagair Aazmaye Chor dega ? Aaj ki Aayat | Verse of the Day Kya Allah imanwalo ko bagair Aazmaye Chor dega? Allah Taala Quran me farmata hai: "Kya logon ne ye samajh liya hai ki (sirf) itna keh dene se ki hum emaan laye chor diye jayenge aur unka imtehan na liya jayega, aur humne…
- Jo Jitna Nek Wo Utna Hi Pul-Sirat Par Teji Se Gujrega ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn-e-Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Log Jahannum Ki Aag Ko (Pul-Sirat Se Gujar Kar) Paar Karenge, Phir Apne Achhe Achhe Amaal Ke Mutabiq Jahannum Ki Lapad Wagaira Se Chutkara Payenge. Tou Unmey Se Jo Sabse Acche Hongey…
- Insan Ki Behtarin Cheez Kya Hai ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Martaba Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhum) Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Bargaah Me Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Behtarin Cheez Jo Insan Ko Di Gayi Woh Kya Hai ?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Achchhe Akhlaaq" - (Mishkat Sharif)
- Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye Jaise Tumsey Pichli Ummato Par Farz Kiye They Taake Kahi Tum Allah Ka Taqwa (Darr) Ikhtiyar Karo." - (Surah Baqra, Ayat:183) … Tou *Taqwa Roze Ke Maksad Hai,.. *Taqwa Ramzan Ka Maksad Hai ,.. *Taqwa Roze Ka…
- Munafiq Ki Pehchan (Sign of Hypocrite in urdu) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Bayan Karte Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Chaar Aadatey Aesi Hai Ki, Jinkey Andar Bhi Wo Hongi Wo Munafiq Hoga. Unn Chaar Me Se Agar Koi Ek Paayi Jaayegi Tou Uske Andar Nifaaq Ki Ek Aadat Hogi, Yahan…
- Uska Dil Emaan Se Khaali Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jis Par Naseehat Asar Na Kare, Woh Jaan Le Ke, Uska Dil Emaan Se Khaali Hai." - Hazrate Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu)
- Haq Baato Par Amal Se Na Darro .... Amal Karo...... Ilm Ke Mutabiq. Bharosa Karo...... Rab Aur Uske Rasool Par. Chipaya Karo...... Dusro Ke Aib. Daraa Karo...... Rab Ki Naarazgi Se. Emaan ...... Ki Salaamti Waale Amal Karo. Haasil Karo...... Ilm Ko. Insaaf Karo...... Haq Ke Sath. Jhuka Karo...... Rab Aur Maa Baap Ke Aage. Khairaat Karo...... Mohtajo…
- Insan me paayi jaane waali sab se buri Aadatein ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai, “Insan me paayi jaane waali sab se buri Aadatein intihaai darje ka Laalach aur Buzdili hai” – (Abu Dawud; 2511) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है, “इन्सान में पायी जाने वाली सबसे बुरी आदतें इन्तिहाई दर्जे का लालच और बुजदिली…
- Sadagi Emaan Ka Hissa Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – "Saadagi Yakinan Emaan Ka Hissa Hai." - (Abu Dawood P:573) » Khuraak, Poshaak, Samaan Zindagi, Rahen Sahen Har Cheez Me Bejaa Taklefaat Se Bachna – Aur Zindagi Ke Har Shobe Me Sadagi Rakhna Ye Bahut Hi Pyaari Aadat Aur Nihat Hi…
- Insan ke Jhoote Hone Ki Alamat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Kisi Shakhs Ke Jhoota Hone Ke Liye Yehi Kaafi Hai Ke Woh Jo Kuch Suney (Bila Tahqeeq) Usey Bayaan Karta Phire.." - (Muslim Sharif)
- Geebat Ki Ta'arif - What is Backbiting ? "Kisi Shakhs Ka Koi Zaahiri Aib Ho Ya Baatini, Uska Paidaishi Aib Ho Ya Uska Apna Paida Kiya Hua Aib Ho, Usey Bayan Karna Geebat Hai,.." - (Ahyaul Uloom J:3 S:141) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta'ala Ke Bad'tarin Bande Woh Hai Jo Logon…