♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Banda Kehta Hai Mera Maal, Mera Maal Jabki Iska Maal 3 Cheeze Hain”,
∗(1) Jo Khaya Aur Fanah Kiya,
∗(2) Jo Pehna Aur Poorana Kiya Aur
∗(3) Jo Allah Ki Raah Me Diya Aur (Naam-e-Amaal Me) Jamaa Kiya.
Iskey Siwa Jo Hai Wo Jaane Wala Hai Aur Chodd Janey Wala Hain Logon Ke Liye.
– (Sahih Muslim)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Insan Ka Haqeeqi Maal Sirf 3 Cheeze Hain
Related Posts:
- Tamam Galtiyon Ke Pichhe Sirf 2 Hi Cheeze .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai: Tamaam Galtiyon Ke Pichhey Sirf 2 Hi Cheeze Chhupi Hui Hoti Hai. (1) Ilm Ki Kami, aur (2) Takabbur.
- Jannat Me Dakhil Karne Waali Cheez ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Wa Ibne Majah Ne Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Cheez Insan Ko Sab Se Zyada Jannat Me Dakhil Karne Waali Hai - Wah Taqwa Aur Husn-e-Khulk (Accha Akhlaq) Hai *Aur Jo Cheez Insan Ko Sabse Zyada Jahannum…
- Jis Ne Apni Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Zabir (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki Ek Aadami Ne Arz Kiya : 'Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Uss Shakhs Ke Baare Me Aap Ka Kya Khayaal Hai Jisne Apne Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee ?' Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: 'Jisne Apni Maal…
- Kalma-e-Shahadat Ke Taqazo Par Amal .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - Aisa Koi Shakhs Nahi Jisney Sacchey Dil Ke Sath Iss Baat Ki Gawahi Di Ho Ke - "Koi Mabood Nahi Magar Allah Ta'ala Ke, Aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Iskey Bandey Aur Rasool Hain" Tou Allah Ne Isper (Jahannum Ki) Aag…
- Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya - "Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)
- Maal tou Wo Hai Jo Allah ki Raah me Khrch Kiya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Kaun Hai Jisko Apne Maal Se Zyada Apne Waris Ka Maal Pyara Ho ? *Sahaba Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hum Me Se Koi Aisa…
- Thoda Ilm Ziyada Ibadat Se Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umer (RaziAllahu Anhu) Se Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Thoda Ilm (Hasil Karna) Ziyada Ibadat Se Behtar Hai, Aur Insan Ke Fiqia Hone Ke Liye Allah Ki Ibadat Karna Hi Kaafi Hai Aur Insan Ke Jahil Hone Ke Liye Apni Raaye Ko Pasand Karna…
- Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshaad Farmate Hain - "(Mardo Ne Nikah Ke Liye) Aurat Ki Talab Deen Ke Liye Hi Karni Chaahiye, Zamaal (Khubsurati) Ke Liye Nahi ! Iske Ma'ani (Matlab) Ye Hai Ke, Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein, Na Yeh Ke Khubsurati Dhundhe Hi Nahi.…
- Qasam Sirf Allah Ki Khaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Bayan Kiya Ki , Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Mere Waalid Umar-Bin-Al-Khattab Ke Paas Aaye Tou Kya Dekha Ki Wo Kuchh Logon Ke Saath Chal Rahe Hain Aur Apne Waalid Ki Qasam Khaate Jaa Rahe Hain. *Ye Sunkar Aap Ne Farmaya - "Suno!…
- Insan ka Pait to Qabr ki Mitti hi bhar sakti hai Hadees Of The Day Insan ka Pait to Qabr ki Mitti hi bhar sakti hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke - "Agar Insaan ke Paas Maal Doulat ke 2 Baag Hain Tou Woh Teesre ki Khwahish Karega aur lsaan ka Pait tou Qabr ki Mitii hi bharegi." 📕 Bukhari:…
- Kisi Ka NaaHaq Aur Zulman Qatl Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek Musalman Ka Khoon, Maal Aur Izzat Dusre Musalman Par Haraam Hai.." - (Muslim, Page: 1386-1387, Hadith: 2564) # Wajahat: Hazrat Mufti Ahmed Yar Khan Farmate Hain, Iss Hadith Se Ye Patah Chalta Hai Ke Koi Musalman Kisi Musalman Ka Maal…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Ek Shakhs Ki Khairaat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ki - "Ek Shakhs Ne Kaha Ki Mai Khairaat Karunga! Chunanche, Jab Khairaat Ka Maal Leker Chala, Tou (Anjaane Me) Kisi Chor Ke Hath Me De Diya! Log Subah Ko Baatey Karne Lage Ki…
- Dunia me 4 Qisam ke Logo ki Niyato ka badla ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Kabshah Anmaari (RaziAllahu Anhu) se kehte hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Mai tum se ek Hadees bayan karta hoon usey yaad rakhna" 1). Sadqa karne se kisi ke maal me kami waqai nahi hoti", 2). Jis kisi par Zulm hua ho aur woh…
- Masajid Ke Sutoon .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Beshaq Jo Log (Goya) Masajido Ke Sutoon Hote Hain, *Malaika(Farishtey) Unkey Ham-Nasheen Hotey Hain. *Agar Woh Gayab Ho Jaye Tou Malaika Unhey Talash Karte Hain, *Aur Agar Bimaar Ho Tou Unki Ayadat Karte Hain *Aur Agar Unhey Koi Hajat Darpesh Ho…
- Mohabbat-e-Rasool Ke Dawedaar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Meri Ummat Me Se Mere Sath Shadeed Mohabbat Karne Waale Wo Log Hain - Jo Mere Baad Aayenge Aur Unme Se Har Ek Ki Tamanna Ye Hogi Ki - Kaash Wo Apne…
- Hashr Ki Garmi Mout Aur Qabr Se Jyada Sakht ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Kahte Hain Ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jab Se Allah Ta'ala Ne Insan Ko Paida Kiya Tab Se Uss Par Mout Se Zyada Sakht Koi Waqt Nahi Aaya *Aur Phir Mout Ke Baad Ke Marhale Mout Se Bhi Zyada Sakht…
- Kisi Ki Zameen Par Najayaz Kabza Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Saalim (RaziAllahu Anhu) Apne Waalid Se Riwayat Karte Hain Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jo Shakhs Doosre Ki Zameen Ka Kuch Hissa Nahaq Daba Le(Bina Haq Kabza Karle) Tou Usey Qayamat Ke Din 7 Zameeno Ki (Tah) Tak Dhansaya Jaayega". - (Bukhari Shareef) ♥…
- Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain ... Hadees of the Day Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain Numan Bin Bashir (R.A) se riwayat hai ki,Mai ne Rasool'Allah (ﷺ) se suna ki - "Halaal aur Haraam Khula hua hai aur Inn Dono ke Darmiyan kuch Cheezein Shuba (Doubtful) waali hain Jinko bahut se Log nahi…
- Khana-e-Kaaba ..... » Qaba Shareef Ke 4 Kono Ke Naam : 1-Rukn-e-Yamani 2-Rukn-e-Iraaqi 3-Rukn-e-Shaami 4-Rukn-e-Aswad » Khana-e-Kaaba Me : 4000 Loud Speaker, 3640 Fans, 21000 Bulbs, 450 Electric Clocks Hai Jo Mukhtalif Zubaan Me Time Batati Hai Har Clock Computer Se Attach Hai. 9 Bade Minaar Hai Jin Ki Lambai 90 Meter Hai Un…
- Kya Insan Per Auliya Ki Sawaari Aa Sakti Hai ? » Sawaal : Mashoor Hai, Baaz Jaga Mard Ya Aurat Per Shaheed Ya Wali-Allah Ki "Sawaari" Aati Hai Iski Sharae Haisiyat Kya Hai ? Jawab: Baaz Auqat Tou Yeh Nira Dhong Hota Hai Jo Ke Sasti Shohrat Ke Bhuke Mard-W-Aurat Aawam Ko Apni Taraf Mutawajja Karne Aur Bheerh Jamane Ke…
- Jin Ulma Me Ye 3 Cheeze Maujud Ho ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alaihi) Farmate Hai: Jin Ulma Me Ye 3 Cheeze Maujud Ho Unki Sohbat(Dosti) Ikhtiyar Karo ∗(1). Ilm, ∗(2). Amal, ∗(3). Ehsaan
- Al-Quran: Yateemo ko unke maal de diya karo aur kharab maal… Quran: 19-March: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Yateemo ko unke maal de diya karo aur kharab maal ko acche maal se tabdeel na kiya karo. 📕 Quran; Surah Nisa 4:2
- Geebat Karney Walon Ka Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Mujhe Meraj Ata Ki Gayee Tou Uss Raat Mera Guzar Ek Qoum Par Se Hua Jinkey Nakhun Taanbey(Copper) Ke They Aur Wo Un Nakhuno Se Apney Chehrey Aur Seeney Ko Khurach…
- Darakht Lagane Ki Fazilat (Ecological Advice in Islam) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Koi Bhi Musalman Jo Ek Darakht Ka Paudha (Small Tree) Lagaye, Ya Khet Me Beej Boye Phir Uss Sey Parinda Ya Insan Ya Janwar Jo Bhi Khate Hain Wo Uski Taraf Se…