♥ Mafhoom-e-Hadees: Abaas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki –
Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jis Ne Allah Ko Apna Parwardigar, Islam Ko Apna Deen
Aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Rasool Khushi Se Maan Liya,
Tou (Samzo Ke) Uss Ne Iman Ka Zaiqa Chakh Liya…”
– (Sahih Muslim)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Iman Ka Zayqa (Test of Iman)
Related Posts:
- Qayamat Kayam Naa Hogi Jab Tak ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Kayam Naa Hogi Jab Tak Aaftaab (Suraj/Sun) Pacchim (West) Se Na Nikley, Phir Jab Aaftaab Pacchim Se Nikley Uss Waqt Sab Aadmi Iman Laayenge (Allah Per Itni Badi Nishaani Dekh Ker) Lekin Uss Din Ka Iman Faaida Na Dega Uss…
- Jo Koi Allah aur Aakhirat Ke Din Par Imaan Rakhta Hai Wo... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Aur Jo Koi Allah Aur Aakhirat Ke Din Par Imaan Rakhta Hai Wo Apne Padosi(Neighbour) Ko Takleef Na Pahunchaye. *Aur Jo Koi Allah Aur Aakhirat Ke Din Par Yakeen Rakhta Ho Wo Apney…
- Hadees: Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi… Hadith: 4-April: Amar (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge. 📕 Shoaib Ul Iman 5557
- Hadees: Apne Mehman ke Sath Khao, Kyunki Wo Tanha khane me… Hadith: 31 - July: ★ Ummahatul Momineen Ayesha (R.A.) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Apne Mehman ke Sath khao, kyunki wo tanha khane me Sharm karta hai❞ 📕 Shoaib Ul Iman 9633 ★ उम्माहतुल मोमिनीन आऐशा (रज़ी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है के, नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम)…
- Aur Jo Taubah Karle Aur Iman Le Aaye ... Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me Irshad Farmata hai: ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Tauba(Burey Kamo Se) Karle Aur Iman Le Aaye, Aur Acche Kaam Kiye, Phir Seedhe Raaste Par Chale, Tou Mai(Allah) Usko Bakhsh Doonga." - (Sureh-Taha Aayat No:82)
- Hadees: Kanjoosi aur fuzool kharchi se bachte huwe kharch… Hadith: 17-March: Abdullah bin Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Kanjoosi aur fuzool kharchi se bachte huwe kharch karna aadhi kamaai hai. 📕 Shoaib Ul Iman 6568
- Hadees: Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat banayega tou ye… Hadith: 22-April: Anas bin Malik (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟ Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat banayega tou ye Qayamat ke din uske liye wabal hogi. 📕 Shoaib Ul Iman 10710
- Hadees: Bhali baat sikhana behtar hai khamoshi se aur… Hadith: 22-March: Imran (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟ Bhali baat sikhana behtar hai khamoshi se aur khamoshi behtar hai buri baat sikhane se. 📕 Shoaib Ul Iman 4993
- Paanch Cheezon ko Paanch cheezon se pehele Ghaneemat samjho ✦ Hadith: Roman Urdu: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya "Paanch (5) Cheezon ko Paanch (5) Cheezon se pehele Ghaneemat samjo. (1). Apni Jawaani ko Budhaape se pehele, (2). Apni Sehat ko Bimaari se pehele. (3). Apni Maaldaari ko Gurbat(Gareebi) se…
- Aur Baaz log kehte hai ke wo Allah par Imaan Laye magar dil… *Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim* "Aur Baaz log Aise bhi hai jo (Zaban se to) kehte hai ke Hum Allah par aur Qayamat par Iman Laye , Hala ki Woh Dil se Iman nahi Laaye" - (Surah Baqraah: Aayat 8) *बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम* "और बाज़ लोग ऐसे भी हैं जो (ज़बान से तो) कहते…
- Hadith: Allah se darte raho aur apne rishtedaro ke sath… Hadith: 7-April: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah se darte raho aur apne rishtedaro ke sath Husne Sulooq karo. -Shoaib Ul Iman 7950
- Hadith: Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida… Hadith: 6-April: Anas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida shakhs woh hai jo us ki ayaal (makhlooq) ko ziyada nafa pohchaye. -Shoaib Ul Iman 7445
- Kahi Ye Azabe Ilahi Ki Taraf Nishandehi tou nahi ... ♥ Mafhoom-e-Hadees:: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya , "Jab Tum Dekho Ke Bukhl-O-Lalach Ki Hukmarani Hai, Aur Khwaish-e-Nafs Ki Pairvi Ki Jaati Hai Aur Har Sahib-e-Raye Apni Raye Par Itrata Hai Tou Uss Waqt Apni Fikr Karna ,.." - (Jamia Tirmizi.Quwwat-Ul-Quloob Pg-385) # Sabaq: Allahu Alam ! Is AaHadeese…
- Hadees: Jab bohot jyada Zina hone lagega to Gareebi aur… Hadith: 03-July: Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jab bohot jyada Zinaa hone lagega to Gareebi aur Mohtaazgi aam ho jayegi. 📕 Shuab-Ul-Iman 7369
- Wo Shakhs kamil iman wala nahi ho sakta ... Hadees: Jo khud pait bhar ke khaye aur uska padosi bhuka reh jaye Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Wo Shakhs kamil iman wala nahi ho sakta jo khud pait bhar ke khaye aur uska padosi bhuka reh jaye. 📕 Shoaib Ul Iman…
- Tanhai behtar hai burey Ham'nasheen se aur Accha Ham'nasheen… ✦ Mafhum-e-Hadith: Imran (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝ Tanhai behtar hai burey Ham'nasheen se aur Accha Ham'nasheen behtar hai tanhai se aur bhalaai ka sikhana behtar hai khamoshi se aur khamoshi behtar hai burayi ki taleem se.❞ -Shoaib Ul Iman 4993 English…
- Hadees: Iman ka Sabse kam Darja ✦ Hadees: Roman Urdu ✦ Iman ka Sabse kam Darja Abu Saeed Khudri (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Tum Mein se jo Shaksh koi buri baat dekhey aur usko apney haath se rok de to wo Shaksh (zimmey se) bari ho gaya, Agar usmein itni Taqat…
- Sachche Dil Se Shahadat Ki Talab Ka Azar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Jo Shakhs Allah Ta'ala Se Sachche Dil Se Shahadat Talab Karta Hai, Allah Ta'ala Usko Shaheed Ka Martaba Deta Hai, Chahey Usey Bistar Par Hii Mout Aajaye,.." - (Sahih al-Bukhari; Hadith no. 1909) *Subhan'Allah!!! Allah Rabbul Izzat Hum Tamam Ko Imman par…
- Allah Taala ki Aayatein Momino ke Iman ko badha Aaj ki Aayat | Verse of the day Allah Taala ki Aayatein Momino ke Iman ko badha deti hai Allah Taala farmata hai: "Jab Allah Taala ki Aayatein un Imanwalo ko padh kar sunayi jati hai tou wo Aayatein un ke iman ko aur badha deti hai." 📕 Quran, 8:2
- Iman aur Sawaab Ke Liye Ramzaan Ke Roze ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Emaan Ki Wajah Se Aur Sawaab Ke Liye Ramzan Ka Roza Rakhega Uske Gunaah Bakhsh Diye Jaayenge *Aur Jo Emaan Aur Sawaab Ki Niyat se Ramzan Ki Raaton Ke Qayaam Karega (Nawafil…
- Akhirat Ki Kamiyabi - Iman aur Nek Amal Allah rabbul izzat Qurane Kareem me farmata hai "Zamane Ki Qasam ! Insan Dar-Haqikat Ghate Me Hai, Siway Unn Logon Ke Jo Imaan Laye Aur Nek Aamal Karte Rahe Aur Ek Dusre Ko Haq Ki Naseehat Aur Sabr Ki Talkin Karte Rahe." – (Surah Asr: Ayat 1-3) is Surah me…
- Nasihat karte raho, Nasihat Iman walo ko Fayda deti hai Aaj ki Aayat | Verse Of The Day Nasihat karte raho, Nasihat Iman walo ko Fayda deti hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta’ala Quran me farmata hai: “Nasihat Karte Raho, Beshak Nasihat Iman Walon ko fayda deti hai.” 📕 Al-Quran, 51:55
- Aadmi Subah Ko Momin Hoga Tou Shaam Ko Kafir ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat ki Nishaniya: Fitno Ka Zahoor « *Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Farmatay Hain Ke, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Jaldi Jaldi Amaal-e-Saleh Baja Lao, (Kyon Ke) Andhere Raat Ki Tarah Fitne (Nazil Hone Wale) Hai. Subah Ko Aadmi Momin Hoga Tou Shaam Ko Kafir Ho Jayega,…
- Momino ki Misaal ek dusrey par Reham karne, Dosti rakhne aur… [tabs] [tab title="Roman Urdu"] ✦ Hadith Roman Urdu: No’man bin Bashir (RaziAllahu Anhu) riwayat karte hai ki, Huzoor Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝ Momineen ki Misaal ek dusrey par Reham karne, Dosti rakhne aur Shafqat ka mujahira karne me ek Jism ki tarah hai, chunanche jab Jism ke…
- Aurat ke liye Wafat ke Sog ki Muddat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: “Ek Musalman aurat jo Allah Ta”ala aur Aakhirat ke din par Iman rakhti ho. Uss ke liye jayez nahi ke woh kisi (ki wafat) ka sog teen (3) din se zyada manaye siwaye apne Shauhar ( husband ) ke uss ke…