♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke –
“Hargiz Tanha Nahi Hoga Koi Mard Kisi Aurat Ke Saath! Magar Hota Hai Unme Tisra Shaitan. [Aur Shaitan Ke Kamo Se Tou Waqif Hi Hai Ki Shaitan Kabhi Musalman Ko Achche Kaam Ki Daawat Nahi Dega, Balke Uski Maujudgi Hamesha Burey Kaamo Ki Daawat Degi, Chahe Bhale Hi Buri Niyat Se Jama Na Huwe Ho]”.
– (Jame’a Tirmizi, Jild 2, Page No.391, Hadith no. 1174)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Hargiz Tanha Nahi Hoga Koi Mard Kisi Aurat Ke Saath! ….
Related Posts:
- Aurat ka Tanha Safar aur Mehram ki Ahmiyat Hadees of the Day Aurat Mard ke bich Teesra Shaitan hota hai RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke: "Khabardar! Jab bhi koi Mard kisi Aurat ke sath Khilwat (tanhaayi) me hota hai to Unke sath teesra Shaitaan hota hai." 📕 Jame Tirmizi 2165📕 Sunan Tirmizi 1171 Bagair Mehram ke Aurat Tanha Safar…
- Aurat Ka 3 Din Se Jyada Tanha Safar Karna Jayaz Nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Aurat Allah Aur Qayamat Ke Din Par Emaan Rakhti Hai Uss Ke Liye Yeh Halaal Nahi Ke Wo Apne Baap, Bhai, Shohar, Bete, Ya Kisi Mehram Ke Bagair 3 Din Ya Iss Se Ziyada Ka Safar Kare" - (Sahih…
- Kin Logo ki Gawaahi Jayaz Nahi ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Kisi Khayanat Karne Waale Mard Aur Aurat, Zina Karne Waale Mard Aur aurat, Ya Apne Bhai Ke Bare Me Dushmani Aur Qina Rakhne Waale Ki Gawaahi Ja'iz Nahi" - (Sunan Abu Dawood, 3601) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस ﷺ : रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने…
- Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo!..." Ek Sahabi Ne Sawaal Kiya: "Ya Rasool'Allah! Dewar Ke Bare Me Kya Irshad Hai?" Aap (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Dewar Tou Mout Hain". - (Bukhari Sharif Jild 3, Bab…
- Nek Mard ke liye Nek Aurat is aayat ka kya Matlab hai Nek Mard ke liye Nek Aurat Quran-e-Majid ke mutabik Nek Mard ke liye Nek Aurat aur Nek Aurat ke liye Nek Mard is Aayat ka kya Matlab hai. Janne ke liye Ahle Sunnat Wal Jamat ke Aalim Adv Faiz Syed ki mukhtsar si video clip ka mutala kare. Aur isey…
- Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya Hai.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain". - (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751) » Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi…
- Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her… Ek Hi Biwi Hai Magar Mard Uske Paas Nahi Rehta, Balki Namaz wa Roze me Mashgul Rehta Hai tou Aurat Shohar Par Mutalbah Kar Sakti hai. aur Usey (Mard Ko) Hukm Diya Jayega ki Aurat ke Paas bhi Raha Kare ki Hadees me Farmaya Gaya hai Ki: “Tumhari Biwi Ka…
- Fasaad Dalne Wala Emaanwalo Me Se Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Kisi Aurat Ko Uske Shohar Ke Khilaf Ya Kisi Gulaam Ko Uskey Aaqa(Malik) Ke Khilaf Bhadkaaye - Wo Hum(Emaan Walo) Me Se Nahi Hai.." - (Sunan Abu Dawud, Vol 2, Hadith…
- Ghusal kab Wajib ho Jata hai ? Ghusl - Bathing kin kamo se Toot Jata Hai ? , Humpar Gusal kab Farz ho jata hai ?, Ghusl kaise tut'ta hai ?, Gusl ke Aqsaam kya hai ? #Keywords: Ghusl kab farz hota hai, ghusl kab karna chahiye, ghusl kab farz hai, ghusl kab farz hota hai, ghusl…
- Dewar (Ya Jeth) to maut ki tarah hai (yaani Aurat ka unke… Dewar (Ya Jeth) to maut ki tarah hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:"Aurton mein jane se bachte raho is par Ansar Qabeele ke ek shakhs ne kaha ki Ya RasoolAllah (ﷺ) Dewar (Ya Jeth) ke mutalliq aapki kya raay hai? (Wo apni Bhabhi ke saath ja sakte yaa nahi )? Toh…
- Jannatiyon Ko Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mua'aj Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jannat Walo Ko Jannat Me Jane Ke Baad Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi Hoga Sivay Uss Ghadi(Pal) Ke Jo Duniya Me Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Bagair(Siwa) Gujari Hogi".…
- Allah Apne Bando Par Ek Maa Se Bhi Zyada Mehrbaan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Paas Qaidi Aaye, Ek Aurat Unmein Se (Kisi Ko) Dhundhti Huyee Aayee, Jab Usney Un Qaidiyon Me Se Ek Bacchhe Ko Paaya Tou Usko Utha Liya Aur Seene Se Lagaya Aur Doodh Pilaya. Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay…
- Kya ghar me Aurat aur mard Aik Sath Jamat bana kar Namaz… Kya Ghar me Aurat aur mard Aik Sath Jamat bana kar Namaz padh Sakte hain? 👫👬👨👩👦👦 Jawab: Padh Sakte hain ✔️ 👉 Usme Imam Mard hoga, aur Mard ki Saff (Line) Aage lagegi aur Aurto ki saff (Line) uske baad se lagegi (Chahe 1 hi Aurat kyu na ho) 👉…
- Tanha Shakhs Mehfooz Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Tanha Shakhs Mehfooz Hai. Har Gunaah Ki Takmeel Do Afraad Se Hoti Hai". - Shekh Abdul Qadir Jelani (Rehmatullah Alayh)
- Jo Akhlaaq Ke Andar Sab Se Ziyada Paakizah Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees:Jabir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Qayamat Ke Din Tum Me Sab Se Ziyada Mera Mahboob Aur Mujh Se Meri Majlis Me Qareeb-Tar Woh Shakhs Hoga Jo Tum Me Akhlaaq Ke Andar Sab Se Ziyada Paakiza Hoga (Jiske Akhlaq Behtareen Honge)…
- Zabardasti Badkari (Rape) Karne Par Saza-e-Maut # Aurat Ke Saath Zabardasti Badkari (Rape) Karne Par Saza-e-Mout ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn Hujr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Zamane Me Ek Aurat(Sahabiya) Namaz Ke Liye Nikli, Raaste Me Ek Aadmi Unsey Mila Aur Usney Uss Aurat Ke Saath Zabardasti Badkari Ki (Yaani Uska…
- Zeenat Ki Numaish Par Sakht Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "(Aye) Auraton Ke Giroh ! .. Tum Me Jo Aurat Zevar Pehan Ker Gair Mard Ke Samne Iski Numaish Karegi Wo Azaab Me Mubtila Hogi". - (Abu Dawood) Aur Farmaya Ke, "Jo Aurat Gair Mardon Par Apni Zeenat Ki Numaish…
- Mard Ko 2 Aurton Ke Darmiyaan Chalne Se Manaa .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Ibn-e-Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Sarkar-e-Do-Aalam (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne "Mard Ko Do(2) Aurton Ke Darmiyaan Chalney Se Manaa(Avoid) Farmaya Hai". - (Sunan Abu Daud)
- Achhe Aur Burey Tajir Ka Hashr ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Bahut Sacche Aur Dayanatdar Tajir(Businessman) Ka Hashr Nabiyo, Siddiqiyon Aur Shaheedon Ke Sath Hoga.." - (Tirmizi Jild_2 Page-229) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Aur Riwayat me Farmatey Hai -…
- Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshaad Farmate Hain - "(Mardo Ne Nikah Ke Liye) Aurat Ki Talab Deen Ke Liye Hi Karni Chaahiye, Zamaal (Khubsurati) Ke Liye Nahi ! Iske Ma'ani (Matlab) Ye Hai Ke, Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein, Na Yeh Ke Khubsurati Dhundhe Hi Nahi.…
- Haakimo (Rulers) Ke Faraiz .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Maqil (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Shakhs Musalmano Ka Haakim Banaya Gaya Aur Usne Unke Muaamle Me Khayanat Ki Aur Usi Haalat Me Mar Gaya Tou Allah Ta'ala Uss Par Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai". Ek Aur…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Mayyat Ka Shog(Gham) : Matam Karne Se Mana Farmaya .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Zainab Bint Hajash (RaziAllahu Anha) Ke Bhai Ka Inteqal Ho Gaya. Teen Din Ke Baad Unhone Khushboo Mangwaee Aur Usko Lagaya. Phir Kaha Mujhe Khushboo Ki Zaroorat Nahi Thi Magar Maine "Rasool'Allah (Sallallaho Alaihi Wasallam) Se Suna Ke Jo Aurat Aur Mard Allah Ta'ala Aur Qayamat Par…
- 7 Azeem Nekiyo Ka Hukm ♥ Mafhoom-e-Hadees: Bara bin Azib (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, unhone kaha ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne humey saat cheezon ka hukm diya: 1. Janazon ke saath jaana. 2. Mareez ki Beemar pursi karna. 3. Chheenkne waale ko Dua dena (yaani Yarhamuk Allah kehna). 4. Daawat dene waale…