♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya –
“Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata
Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)”.
– (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota
Related Posts:
- Maa ki Nafarmani Tum Par Haraam ki Hadees of the Day Allah Taala ne Tumpar Maa ki Nafarmani Tum Par Haraam ki Al-Mughira (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya - "Allah Ta'ala ne tum par Maa ki Nafarmani Haraam Qarar di hai aur ( walidain ke haqooq ) na dena aur na-haq un se…
- Walidain Ki Nafarmani Bahut Hi Bada Gunah Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mugeerah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ta'ala ne tum par Maa ki Nafarmani Haraam Qarar di hai aur ( walidain ke haqooq ) na dena aur na-haq un se mutalibaat karna bhi haraam Qarar diya hai, aur Ladkiyon ko Zindah dafan…
- Ek Shakhs Ki Khairaat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ki - "Ek Shakhs Ne Kaha Ki Mai Khairaat Karunga! Chunanche, Jab Khairaat Ka Maal Leker Chala, Tou (Anjaane Me) Kisi Chor Ke Hath Me De Diya! Log Subah Ko Baatey Karne Lage Ki…
- Dunia me 4 Qisam ke Logo ki Niyato ka badla ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Kabshah Anmaari (RaziAllahu Anhu) se kehte hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Mai tum se ek Hadees bayan karta hoon usey yaad rakhna" 1). Sadqa karne se kisi ke maal me kami waqai nahi hoti", 2). Jis kisi par Zulm hua ho aur woh…
- Halaal Rozi Haasil karna Farz hai ✦ Mafhum-e-Hadees: 1). Abdullah bin Masood (RaziAllahu anhu) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Shariyat ke Digar Faraiz ke baad Halaal Rozi haasil karna Farz hai." 📕 Bayhaqi, Mishkat Page-242 2). Abu Bakr Siddiq (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai.." - (Tabrani Kabir: 3923)
- Insan Ka Haqeeqi Maal Sirf 3 Cheeze Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Banda Kehta Hai Mera Maal, Mera Maal Jabki Iska Maal 3 Cheeze Hain", ∗(1) Jo Khaya Aur Fanah Kiya, ∗(2) Jo Pehna Aur Poorana Kiya Aur ∗(3) Jo Allah Ki Raah Me Diya…
- Al-Quran: Yateemo ko unke maal de diya karo aur kharab maal… Quran: 19-March: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Yateemo ko unke maal de diya karo aur kharab maal ko acche maal se tabdeel na kiya karo. 📕 Quran; Surah Nisa 4:2
- Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi… Hadees of the Day Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi lega Hadees: Haritha Bin Wahab (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki - "Sadqa Karo! Ek aisa Zamana bhi Tum par aane wala hai, Jab Ek Shakhs apne Maal ka Sadqa le kar Niklega…
- Zakaat Diya Karo Apne Maal Ki .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Mertaba Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me 2 Aurtain Aayi, Inkey Hatho Me Sone(Gold) Ke Kangan They. Aapney Inse Pucha: "Kya Tumne Inki Zakaat Di Hai? " Inhon Ne Kaha: "Jee Nahi! " Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tumko Ye Pasand Hai Ke…
- Maal tou Wo Hai Jo Allah ki Raah me Khrch Kiya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Kaun Hai Jisko Apne Maal Se Zyada Apne Waris Ka Maal Pyara Ho ? *Sahaba Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hum Me Se Koi Aisa…
- Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi… ✦ Hadith : Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge RasoolAllah (Sallallahu Alalhi Wasallam) ne farmaya: "Namaz teen hisso mein taqseem hai Pakeezgi ek tihayee hai aur ruku ek tihayee hai aur sajde ek tihayee hai Jisne Iss tarha adaa kiya to uski namaz qubul…
- Sadqa-e-Fitr Gurba-O-Masakeen Ka Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Azad Ghulaam, Mard, Aurat aur Har Chotey Badey Musalman Per 1 Saa Khajoor Ya 1 Saa Jo’bator Sadqa Fitr Ada Kerna Farz Kia hai aur Isey Logon ke Namaz-e-Eid Ke Liye Nikalne Se Qabl…
- Qayamat ke qareeb koi Zakaat lene wala nazar nahi aayega ✦ Qayamat ki Nishaniya : Maal ki Kasrat hogi aur koi Zakat lene wala nahi hoga ✦ 1). Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se marvi hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne irshad farmaya - "Qayamat Qayem na hogee Hatta ke Maal bakasrat ho jayega. (Mall-O-Doulat ki) itni kasrat hogi…
- Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai: *"Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare !!!" • Logon Ne Puncha - "Agar Uske Paas Sadqa Dene Ke Liye Kuch Na Ho Tou Kya Kare ?" *Irshad Farmaya - "Apne Hatho Se Mehnat Majduri Karke Apne Aap Ko Bhi…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Allah ki Raah me Kharch Karne ki Fazilat Hadees of the Day ✦ Allah ki Raah me Kharch Karne se Maal kum nahi hota Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya ki, Allah Subhanahu Ta'ala farmata hai "Aye Aadam ke Betey! Kharch kar ki Mai bhi Tujh par kharch Karunga" aur Rasool'Aallah (ﷺ) ne farmaya "Allah ka Haath (Dast-e-Qudrat) bharaa hua…
- Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai Hadees of the Day ✦ Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai Abu Dharr (R.A) se riwayat hai ki kuch (Gareeb) Sahabi Allah ke Rasool (ﷺ) ke paas aaye aur arz kiya: "Ya RasoolAllah (ﷺ) ! maal wale sara sawab kama kar le gaye! isliye…
- Sila Rehmi Karne Wale Mohtaj Nahi Rehte .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr Siddiq (RaziAllahu Anhu) Bayan Karte Hain, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Sila Rehmi Karne Wale Mohtaj Nahi Rehte, Agar Gunaahgar Aur Fajir Bhi Hon Tab Bhi Sila Rehmi Ki Barkat Se Inke Maal Aur Umar Ko Badha Diya Jata Hai." - (Tibrani Sharif) For…
- Kisi Ka NaaHaq Aur Zulman Qatl Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek Musalman Ka Khoon, Maal Aur Izzat Dusre Musalman Par Haraam Hai.." - (Muslim, Page: 1386-1387, Hadith: 2564) # Wajahat: Hazrat Mufti Ahmed Yar Khan Farmate Hain, Iss Hadith Se Ye Patah Chalta Hai Ke Koi Musalman Kisi Musalman Ka Maal…
- Zakaat Ka Maal Dete Waqt Ya Alag Karte Waqt ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Hum Ne Jo Tumhe Rizq Diya Hai Uss Me Se Kharch Karo". - (Para-2 Surah-Baqrah Aayat-254) » Mas'ala: Zakaat Ka Maal Dete Waqt Ya Alag Karte Waqt Zakat Ki Niyat Hona Zaruri Hai. Niyat Ke Maana: Agar Koi Puchhe Tou Bata Sake. -…
- Allah Ke Is Ism-e-Azam Ke Jariye Mangi hui Dua Qubul Hoti… ♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne ek shakhs ko ye dua karte huye suna "Allahumma! Inni Asaluka Bi-Anna Lakal-Hamd. La ilaha illa Anta, Wahdaka La sharika Lak, Al-Mannan.Badi-us-samawati Wal-ard, Dhul-jalali wal-ikram" ✦ Tarjuma: Aye Allah! main tujhse sawal karta hu kyunki Tere hi liye hamd(Tareef) hai tere siwa koi Mabud…
- Dozakh Ki Aag Haraam Hai Har Aise Shakhs Par Jo... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Dozakh Ki Aag Haraam Hai Har Aise Shakhs Par Jo Mizaj Ka Tez Na Ho, Narm Ho, Logon Ke Kareeb Hone Wala Ho.." - (Abu Daud, Tirmizi Sharif)
- Irshade Nabvi : Apne Haatho Ki Kamayi Khaya Karo ♥ Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshade Mubarak Hai Ke : » Apne Haatho Ki Kamayee Khane Se Behtar Tumne Kabhi Koi Khana Nahi Khaya Hoga. - (Bukhari Shareef) » Allah Tabarak Wa Ta’ala Uss Banda-e-Momin Ko Azeez Rakhta Hai Jo Kisi Peshe Ke Zariye Apni Rozi Kamata Hai. -…
- Haakimo (Rulers) Ke Faraiz .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Maqil (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Shakhs Musalmano Ka Haakim Banaya Gaya Aur Usne Unke Muaamle Me Khayanat Ki Aur Usi Haalat Me Mar Gaya Tou Allah Ta'ala Uss Par Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai". Ek Aur…