♥ Qaul-e-Mubarak:
» Tum Har Insan Ke Saath Neki Hi Karo, Chahe Tumhare Saath Koi Neki Na Kare.
» Tum Har Ek Ko Khush Nahi Rakh Sakte Lihaza Har Kaam Me Khuloos-e-Dil Peshe Nigaah Rakho.
– Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Tum Har Insan Ke Sath Neki Hi Karo …
Related Posts:
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Insan Ki Fitrat Uss Ke Chote Chote Kamon Se Zahir Hoti .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Insan Ki Fitrat Uss Ke Chote Chote Kamon Se Zahir Hoti Hai, Qyunki Badey Kaam Wo Hamesha Soch Samaj Ke Aur Mansuba Bandi Ke Sath Hi Karta Hai." - Hazrate Imaam Hasan (RaziAllahu Anhu)
- Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarat-e-Muhammad Bin Husain Bin Ali (RaziAllahu Anhu) ka Qaul hai ke, "Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski aqal kum hoti hai. Takabbur zyada ho tou Aqal bahut kum hoti hai aur agar Taqabbur thoda ho tou usi ke hisaab se Aqal kum…
- Sab Se Behter Wo Shakhs Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak : Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - ∗ Sab Se Behter Wo Shakhs Hai, Jo Aise Logo'n Se Acha Sulook Kare Jin Se Usay Koi Ummid Na Ho. ∗ Mai Mout Ko Shahadat Aur Zaalimin Ke Sath Zinda Rehne ko Jillat Jaanta Hon. ∗ Logon Ki Zaroorato…
- Woh Insan Kitna Badd'Naseeb Hai, Jiske Dil Me ♥ Qaul-e-Mubarak: Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai, Woh Insan Kitna Bad'Naseeb Hai, Jiske Dil Me Jaandaaro Par Reham Karne Ki Aadat Nahi...” - (Mazhare Jamal Mustafaai)
- Ikhlas Kise Kehte Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rahene Ko Ikhlas Kehte Hai. - Hazrate Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Allah Ke Zikr Me Shifa Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Allah Ka Zikr Kia Karo Ke Iss Me 'Shifa' Hai Aur Logo'n Ke Aib Bayan Na Karo Ke Iss Me 'Bimaari' Hai.." - Hazrat Umar (RaziAllahu Anhu)
- Dosti Aise Logon Se Karo Jo - ♥ Qaul-e-Mubarak: Dosti Aise Logon Se KaroJo Nafs Se Jihaad Par Tumhaari Madad KareAur Gunaaho Se Bachaye,..- Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alayh)
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Jis Amal Me Tujhe Halawat Na Miley ♥ Qaul-e-Mubarak: Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Irshad Farmate Hain - "Jis Amal (Ibadat, Riyazat, Neki) Me Tujhe Halawat (Meethas) Na Miley, Yun Samajh Ke Tuney Usey Kiya Hi Nahi". - (M.Jamal Mustafaai)
- Iftaar Karo Tou Usme se Fakiron aur Garibon Ko Bhi Khilaya… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ki, "Saahibo! Roza Rakho, Lekin Jab Iftaar Karo Tou Thodasa Khana Apni Iftaari Me Se Faqeeron Aur Gareebon Ko Bhi De Do! Akele Mat Khao! Kyonki Jo Shakhs Tanha Khata Aur Dusron Ko Nahi Khilaata, Usper Khauf Hain Ki Mohtaj,…
- Gunaaho Se Taubah Ka Faida Ye Hai Ki .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - 'Gunaho Se Taubah Ka Faida Ye Hai Ki Sazaa Se Najat Milti Hai, Buri Aadato Se Paak Hone Ka Faida Ye Hai Ki Jannat Aur Usme Unche Darjat Milte Hai. Mehboob (Huzoor) Ki Khushi Ke Sath Nazdiki Ka Faida Ye Hai…
- Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Dua Kiya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Unki Gair Mojudgi Me Bhi Dua Kiya Karo, Iski Barkat Se Tumhare Rizq Me Izaafa Hoga. - Hazrate Imaam Baqar (RaziAllahu Anhu)
- Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey! Yeh Tumharey Haq Me Behter Hai ,. Bajaye Iss Ke - "Tum Bura Karo Aur Zamana Tum Ko Accha Samjhey" - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: “Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo Jitni Jaldi Tum Allah Se Apney Liye Muafi Ki Ummid Rakhte Ho”. - Hazrate Umar-e-Farooq (RaziAllahu Anhu)
- Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
- Bimaari Ka Sabr Aur Shukr Se Istaqbal Kiya Karo ♥ Qaul-e-Mubarak: " Aye Logo! Jab Tum Bimaar Ho Jao Tou Sabr aur Shukr Se Uska Istaqbal Karo Taa'ke Wo Tumhare Liye Rehmat Ban Jaye. " - Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq Allah Neki… Quran: 18-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Logon ke Saath) Neki ikhtiyar karo, Beshaq Allah Neki karnewalo se Mohabbat karta hai.' 📕 Surah Baqrah 2:195
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai,Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai.- Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana,Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai.- Hazrat Sayyed Shah Abul Husain Ahmad Noori…
- Al-Quran: Neki aur Parhezgari ke kaamo me ek dusre ki madad… Al-Quran: 3-Nov: ❝Neki aur Parhezgari ke kaamo me ek dusre ki madad kiya karo. Surah Maida 5:2
- Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai. - Hazrate Abu Baqar Siddiq (RaziAllahu Anhu)