♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Jafar Sadiq (Rehmatulahi Alaihi) Se Kisi Ne Sawaal Kiya Ke –
“Agar Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab Kuch Likh Diya Gaya Hai Tou Phir Dua Kyon Kare ?
Aap Ne Farmaya Ke, “Ho Sakta Hai Tere Parwardigar Ne Yehi Tumhare Naseeb Me Likh Diya Ho Ke
Mango Ge Tou Milega Warna Nahi Denge”.
– (Mizan-Ul-Hikmat, Jild 2, Page 258)
Related Posts:
Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Wo Shakhs Jannati Hai Jo Raat Ko Soney Se Pehle Sab Ko Mua’af Ker Ke Soye. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Roz Sayyiduna Musaa (Kalimullah Alaihi Salam) Ne Arz Kiya Ke, "Aey Rab! Tere Nazdeek Kaun Sa Banda Zyada Izzat Wala Hai?" Allah Ta'ala Ne Farmaya - "Wo Jo Badla Lene…
Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou ۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, "Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti." 📕 Bujurgo ke Aqwal
Ramzan Rooh Ko Paak Karta Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Allama Sufi (Rehmatullah Alayh) Farmate Hai - "Rajjab 'Beech Boney', Shabaan 'Kapashi Ka' Aur Ramzan 'Fasal Katnay Ka' Mahina Hai. Isliye Jo Rajjab Me Ibadat Ka Beej (Seeds) Nahi Dalta, Shabaan Me Aansuo Se Seraab Nahi Karta Tou Woh Ramzan Me Fasale-e-Rehmat Kaise Katega?. Rajjab Jism Ko, Shabaan Dil Ko Aur Ramzan Rooh Ko Paak Karta Hai". - (Nizla Tul Majalis J1 P155)
Qabr Kya Kehti Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Bin Harb (Rehmatullahi Alayhi) Farmate Hai - "Zameen Ko Uss Shakhs Per T’ajjub Hota Hai Jo Apni Khwaab-Gaah Ko Durust Karta Aur Sone Ke Liye Narm Narm Bistar Bichhata Hai, Zameen Uss Se Kehti Hai - Aye Ibne Aadam! Tu Mere Andar Taweel Arse Tak Apne Galne Sadney Ko Kyu Yaad Nahi Karta ? Yaad Rakh ! Mere Aur Tere Darmiyaan Koi Cheez Haail Nahi Hogi (Yaa’ni Tujhe Zameen Per Bagair Gadele Hi Ke Rakh Diya Jaega)". - (Detail In Ehyaul Uloom Jild-4 Page-413)
Momin Ki Hurmat Kaabe Se Bhi Badhkar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Muslim blood more sacred than the Ka`ba Musharrafa" *Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Kaaba-e-Mouzzama Se Muqhaatib Ho Ke Farmaya: "Momin Ki Hurmat Tujh Se Jyada Hain. " - (Tabarani: Chapter-'Ikramul Muslimeen') *Isi Aahadeese Mubarak Ke Tehat Likhney Walo Ne Bada Behtareen Qaul Likha Ke - "Chahe Kaaba Dha Do Lekin Kisi Momin Ka Dil Mat Todo ,.." .. Kyunki Kaaba Tou Ek Kibla Hai,.. Agar Ek Baar Dha Diya Jaaye Tou Dubara Ban Bhi Jayega!! *Yakinan Kaabe Ki Hurmat Apni Jagah Hai Lekin Rab Ke Nazdik Uss'sey Jadaa Hurmat Zinda Momin Ki Hai ,.. Kyunki Shariyat…
Hadith: 5 Cheezon ki 5 cheezon se pehle Qadr karlo; apni… Hadith: 4-Nov: Abdullah Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟5 Cheezon ki 5 cheezon se pehle Qadr karlo (un me se ek ye hai ke) apni jawani ki qadr kar lo budhapa aane se pehle. -Shu’ab al-Iman 9575
Eid-Ul-Fitr Mubarak ♥ Asssalamo Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu !! ummat-e-nabi.com/home Team Ki Janib Se Aap sabhi Hazrat ko Eid-Ul-Fitr Mubarak Ho.. *Allah Rabbul Izzat Iss Mubarak Din Ke Sadqe Hum Tamam Ki Magfirat Ata Farmaye, *Hume Apne Ibadato Ko Riyaakari Ke Fitno Se Paak Rakhne Ki Toufiq Ata Farmaye, *Hum Tamam Ko Beshumar Ilm Aur Amal Ki Toufiq Ata Farmaye.. *Tamam Sahibe Qabr Ko Azaab-e-Qabr Se Nijat Ata Farmaye, *Unki Magfirat Ata Farmaye, *Aur Unhe Jannatul Firdous Me Aala Maqam Ata Farmaye.. *Jab Tak Hume Zinda Rakhe Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhe, *Khatma Humara Imaan Par Ho? !!! Wa Akhiru…
Shab e Barat ka Manana kaisa hai? https://www.youtube.com/watch?v=AszOzQ7hw-4 Shab e Barat ka Manana kya Hadees se Rasool ﷺ se Sahaba Tabeen ya Kisi Imam se Sabit hai by Adv. Faiz, Tafsili jankari ke liye is mukhtsar si video ka mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon farmaye.. jazakAllahu khairan kaseera People also Search as: Shab e Barat Date, Shab e Barat Dua, Shab e Barat History, Shab e Barat image, Shab e Barat in Quran, Shab e Barat ki Fazilat, Shab e Barat ki Ibadat, Shab e Barat ki Nafil Namaz, Shab e Barat ki Namaz, Shab e Barat ki Namaz ka…
Aap (ﷺ) Ka Mubarak Mojza: Ungliyo se Paani Ka Chasma Nikalna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabeer (R.A.) ne kaha ki Suleh Hudaibiya ke moqe par logo ko pyaas lagi thi, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke samne paani ka ek chhota sa matka (bartan) rakha hua tha Aapne logo se farmaya kya baat hai ? logo ne kaha ki jo paani aapke samne hai us paani ke siwa na tou hamare paas wazu ke liye koi dusra paani hai aur na peene ke liye, Aap (ﷺ) ne apna haath jaise hi us paani ke matke (bartan) mein dala , Aapki Ungliyon ke Darmiyan se Paani Chashme (springs) ki tarah Nikalne Laga , hum sab…
Shabe Barat me padhi jane wali Namaz ki Hakikat by Adv. Faiz… https://youtu.be/UDYQ2yCIPCU Shabe Barat me padhi jane wali Namaz ki Hakikat 15th Shaban ki shab ko Shabe Barat me aksar log makhsus namazo ka ahtmam karte hai, aayiye iske talluk se tafsili jankari lete hai is mukhtasar video me. baraye meharbani ise jyada se jyada share karne me humara tawoon farmaye. jazakAllahu khairan kaseera. People also Search as: Shab e Barat Date, Shab e Barat Dua, Shab e Barat History, Shab e Barat image, Shab e Barat in Quran, Shab e Barat ki Fazilat, Shab e Barat ki Ibadat, Shab e Barat ki Nafil Namaz, Shab e Barat ki Namaz, Shab…
Shab e Barat ki Haqeeqat aur Hamari Bidatein by Adv. Faiz… https://www.youtube.com/watch?v=aW-gpLuFc9I Shab e Barat ki Haqeeqat aur Hamari Bidatein 15 Shaban ko badi raat ke naam se Manayi jane wali raat ko Barre sageer me shabe barat ke naam se jana jata hai, beharhal iske talluk se tafseeli jankari ke liye aayiye is Bayan ka mutala kare,. JazakAllahu Khairan kaseera. People also Search as: Shab e Barat Date, Shab e Barat Dua, Shab e Barat History, Shab e Barat image, Shab e Barat in Quran, Shab e Barat ki Fazilat, Shab e Barat ki Ibadat, Shab e Barat ki Nafil Namaz, Shab e Barat ki Namaz, Shab e Barat ki…
Aur Baaz log Duwa karte hai ke Aye Hamare Rab Hum ko iss… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Roman Urdu ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me farmata hai: ❝ Aur Baaz log Duwa karte hai ke Aye Hamare Rab Hum ko iss Duniya me hi de de, Aise Logon ka Aakhirat me koi hissa nahi hai aur Baaz iss tarah Dua karte hai ke, Aye Hamare Rab! Tu hume apni Neymat se iss Duniya me bhi Nawaaz de aur Aakhirat me bhi apni meharbaani se ata farma aur Dozakh ke azaab se bhi najaat De, inhi logon ke liye unke nek kaamon ka bada hissa taiyaar hai aur Allah bahot jald hisaab karne waala hai. ❞…
ilm ke utha liye jane se pehle haasil kar lo Hadees of the Day ilm ke utha liye jane se pehle haasil kar lo Abu Umamah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya: ❝Logo! Ilm ke wapas liye jaane aur utha liye jane se pehle ilm hasil kar lo.❞ 📕 Sunan Ibn Majah 228
Mah-e-Shaban ki Fazilat, Hamare Amal aur Shabe Barat ki… https://www.youtube.com/watch?v=XVYHON8_FTc Mah-e-Shaban ki Fazilat, Hamare Amal Shaban ke mahine ki fazilat kya hai aur is mahine humare amal kaise ho ? Shabe Barat ki Galatfehmiya, aur iske talluk se tafseeli jankari ke liye Aayiye hum Janab Mohtaram Aalim Advocate Faiz Sayd ke Bayan ka mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. JazakAllahu Khair kaseera
Dour-e-Jahalat Ke Nek Amal Ka Bhi Badla Milega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hakeem Bin Hizaam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Unhone Bayan Kiya Ki Maine Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Puchha: *Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Unn Nek Kaamon Ke Baarey Me Kya Hoga Jinhe Maine Kufr Ki Haalat Me(Imaan Laaney Se Pehle) Kiya Tha ? Jaise Ki: Maine Sadqa-Khairaat Kiya Hai, Gulaam Bhi Aazaad Kiya Hai, Logon Ke Saath Nek Bartaao Bhi Kiya Hai,.. Tou Kya Kufr Ki Haalat Mein Kiye Huye In Nek Kaamon Par Bhi Mujhe Sawaab Milega? Ye Sunkar Aapne Farmaya: "Tum Unn Tamaam Nekiyon Aur Bhalaiyon Ke Saath Imaan Laye Ho,…