Maa Baap Par Laanat Karne Se Bacha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai - "Gunaho Me Se Bada Gunaah Yeh Hai Ki Aadmi Apne Maa-Baap Par Lanat Kare, Logon Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Bhala Kaun Apne Maa Baap Par Lanat Karega ?' *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
Hadees: Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad)… Hadith: 11-April: Amr bin Hazm (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad) sabse bada Gunah Sood khana hai. 📕 Mustadrak 1447
Sabse Bada Gunaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Sabse Bade Gunaah Ke Baare Me Khabar Na Du?" *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya - "Kyun Nahi, *Phir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Saath Shirk…
Aurat ke liye Shirk ke baad sabse bada Gunaah Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝ Shohar ki Nashukri karna ek tarah ka Kufr hai. - (Bukhari Sharif; Jild-1, Hadees-28, Page-109) ❝ Tumko nahi Malum! Aurat ke liye Shirk ke baad sabse bada Gunaah Shohar ki Nafarmani hai. - (Hadith: Ghunyat Ut Talibeen: Page-114) Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne…
Shirk Sabse Bada Zulm hai Shirk Sabse Bada Zulm hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ “Luqman (A.s.) ne apney betey ko Naseehat karte hue kaha ke beta Allah ke saath kisi ko Shareek Naa karna, Shirk tou bada Zulme Azeem hai." 📕 Surah Luqman 31:13 ★★★★★ Is Aayat se pata chalta hai ke: Shirk sabse bada Zulm…
Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
Maa-Baap Ki Khidmat ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jhukey Rakhna Unn Dono (Maa-Baap) Ke Liye Apne Kandhe Rahem Ke Sath, Aur Dua Karte Rehna." - (Sureh Al-Isra, Aayat-24) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ki, Ek Aadmi Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Haazir Hokar Arz Kiya…
Murgey ko bura bhala na kaho, kyun ke wo Namaz ke liye… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid bin Khalid (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya: "Murgey ko bura bhala na kaho, kyun ke wo Namaz ke liye jagata hai" - (Sunan Abu Dawud, 5101-Sahih) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: ज़ैद बिन खालिद(रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:…
Hadees: Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se… Hadith: 10-June: Abu Darda (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se pukaare jaoge, isiliye acche naam rakha karo. 📕 Abu Dawood 4948
Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
Shohar par Biwiyon ke Huquq Kya hai ? ✦ Hadees: Biwiyon ke Huqooq ✦ Muawiyah al-Qushayri (R.A.) se riwayat hai ki,Main RasoolAllah (ﷺ) ki khidmat me hazir hua aur pucha ki 'Hum par Apne Biwiyon ke kya huquq hain.'Aap (ﷺ) ne farmaya: "Jo tum khud khatey ho unko (Apni biwiyon ko) bhi Khilao aur jaisey (Achchey) Kapdey tum…
Apne Maa Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Apne Maa-Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna, Chahe Woh Tumko Ghar Aur Maal Wa Jaydaad Chhodne Ka Huqm Dein.." - (Musnad-e-Ahmad: Hadith no.21570) • Note: Bashartey Baat Khilaf-e-Shariyat Na ho
Sabse Bura Aadmi Wo hai Jiski Badzubani ki wajah se ... Hadees of the Day Jiski Badzubani ki wajah se Log Us se Milna Chhor de RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke: "Logo me Sabse Bura Aadmi Wo hai Jiski Badzubani ki wajah se Log Us se Milna Chhor de." 📕 Bukhari: Hadith No. 6054
Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai? Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai? ۞ Hadees: Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jab tumhe koi shakhs tumhari (kisi kamzor amal) ko buniyad banakar bura bhala kahe, jiska usey ilm hai, tou tum usey us ki aisi baat par bura bhala na kaho jo tumhe maloom hai…
Sabse bada sood Aaj ki Hadees | Hadees of the Day Sabse bada sood ✦ Said ibn Zayd (R.A) se rivayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Sab se bada sood ye hai ke Aadmi Nahaq kisi musalman ki Beizzati kare." 📕 Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1448-Sahih
Aurat ke liye Parde Ka Hukm Qurano Sunnat ki Roshni me !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ❝ Aye logo! Apni Aurato ko Singarwala libas pehenkar Gair mehramo ke samne nikalne se manaa karo. (Hadith; Ibne Majah) ❝ Apne Shohar ke siwa dusro ke liye Zeenat ke sath daman ghasite hue (Itrakar) chalne waali aurat qayamat ke andhero ki tarah hain jisme koi roshni na…
Sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai.." - (Tabrani Kabir: 3923)
Binaa kisi khas wajah se Talaaq mangne waali Aurat ka hashr Thawban (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ❝ Jo Aurat bina koi khas wajah ke Shohar se Talaaq talab karey tou uss par Jannat ki Khushbu haraam hai." - (Sunan Abi Dawud 2226-Sahih) थवबान (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया: ❝…
Behatreen Aurat ki Sifat aur Pehchan ✦ Behtarin Aurat Ki Sifat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) se pucha gaya ki, "Behatreen Aurat kaunsi hai ?." Tou Aap (ﷺ) ne farmaya: "Wo Aurat jisko uska Shohar jab dekhe tou wo usko khush kar de, aur jo hukm wo (Shohar) usko de wo…
Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par.…
Biwi ke Huqooq Qurano Sunnat ki Roshni me Biwi ke Huqooq ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me farmata hai: ❝ Aur Biwiyo ke saath Acchi tarah raho saho. 📕 Al Quran; Surah Nisa 4:19 ❝ Aurto ka Haq Mardo par waisa hee hai jaisa Dastoor ke Mutabiq (Mardo ka haq) Aurato par hai, Al batta mardo…
Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou ✲ Hadith: Muaz bin jabal (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Dunia mein jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou, Jannati hooron mein se uski Biwi kehti hai: "Allah tujhe barbaad kare! usey takleef na de. Ye tou tere paas mehman hai.…
Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Hadees of the Day Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne irshad farmaya: "Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti hai." Sahaba-e-Kiram ne Arz kiya - 'Kya…
Waliden(Maa-Baap) Ek Anmol Tohfa Hai ..... *Sab Se Bura Waqt Woh Hai Jab Tumhare Ghusse Ke Khauf Se Tumhare Maa-Baap Tum Se Apni Zarooraton Ko Chupane Lage Aur Tumhe Naseehat Karna Chorh De. *Waliden(Maa-Baap) Ek Anmol Tohfa Hai, Jo Hamesha Sath Na Honge. Iss Liye Bahane Dhunda Karo Unn Ko Khush Karne Ke Liye. Aur Bacha…
Shohar ki Moujudgi me is ki ijazat ke bagair koi Aurat Roza… Abu Hurairah (Razi Allah anhu) kehte hain ke RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya : ❝ Shohar ki Moujudgi me is ki ijazat ke bagair koi Aurat Roza na rakhe siwaye ramadaan ke, aur baghair is ki ijazat ke is ki mojoodgi mein kisi ko ghar mein aaney ki ijazat…