♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke:
“Jo Shakhs Acchi Tarah Namaz Parhta Ho, Uss Ke Ayal Yaani Ghar Waale Zyada
Aur Maal Kum Ho Aur Wo Shakhs Musalmano Ki Geebat Na Karta Ho,
Mai Aur Woh Jannat Me In Do (Unglion) Ki Tarah Hongey.
(Yaani Aap Sallallahu Alaihay Wasallam Ne Angusht-e-Shahadat
Aur Beech Ki Ungli Milakar Dikhaya),..”
– (Jamaa-Ul-Jawami, Jild 7, Page#149, Hadith no. 21835)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Gurbat Ki Fazeelat
Related Posts:
- Maah-e-Shabaan ke Rozey Maah-e-Shabaan ki fazeelat me Muta’addad Ahadees aayi hain, magar in me se aksar riwayaat Zaeeh hain. tahem baaz Saheeh Ahadees se bhi Shabaan ki fazeelat maloom hoti hai. ✦ Mafhoom-e-Hadees: 1). Hazrate Ayesha (R.A) se riwayat hai ke Unhone farmaya ke maine Nabi Kareem (ﷺ) ko Shabaan se ziada (Ramazan…
- Musibat Chupaney Ki Fazeelat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jiske Maal Ya Jaan Me Museebat Aaye Phir Usney Usey Poshida(Chupaye) Rakha Aur Logon Ko Iski Shikayat Na Ki Tou Allah Per Haq Hai Ke Uski Magfirat Farma De". - (Al-Majmaa-Ul-Ausat Lil Tabarani, Jild 1, Page 214, Hadis-737)
- Ilm Hasil Karnewale Ke Liye Beshumar Neymate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya - 'Jo Shakhs Ilm Ki Talab Me Chalta Hai, Allah Ta’ala Uske Liye Jannat Ka Raasta Aasaan Farma Deta Hai Aur Talibe-Ilm Ke Liye Farishte Apne Paron Se Saaya Karte Hain. Talibe-Ilm Ke Liye…
- Bajamaat namaz ki Fazeelat Hadees Of The Day Bajamaat namaz ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Bajamat namaz tanha namaz par 27 darje fazeelat rakhti hai." 📕 Tirmizi 215
- Har Shakhs Se Assalaam-O-Alaykum Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Ek Shakhs Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Poocha ke: "Kaun Sa Islam Behtar Hai ?" Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Yeh Ke Tu Bhukhe Aur Mehmaan Ko Khana Khilaye Aur Har Shakhs Se Assalaam-O-Alaykum(Salaam) Karey Chahe Tu Uss…
- Sachai Ka Bayan (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed Sach bolne ki Ahmiyat, sach bolne ki fazeelat, sach bolne par hadees, sach ki ahmiyat in urdu, hadees about jhoot in urdu, islam me jhoot bolne ki saza, jhoot ke bare main hadees, jhoot bolna hadees, jhoot in islam in urdu,
- Sajde ki Fazeelat: Allah ki Qurbat ka Jariya Sajde ki Fazeelat: Allah ki Qurbat ka Jariya, Banda Apne Rab ke Sabse Zyada Qareeb Sajde ki halat me hota Hai
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Surah Ikhlas ki Fazilat aur Mukhtsar Sa Taruf ♥ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Aap Keh Dijiye, Woh Allah Ek Hai. Woh Maabood Barhaq Beniyaaz Hai. Woh Na Kisi Ka Baap Hai Aur Na Kisi Ka Beta Hai, Aur Na Koi Uska Humsafar Hai". - Surah(112) Al-Iklaas # Tashreeh ( Ahsanul Bayan ) yani sabhi…
- Al-Quran: Duniyawi Zindagi me unki rozi Allah ne hi taqseem… Quran: 19-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Duniyawi Zindagi me unki rozi hum (yani Allah) ne hi taqseem kar rakhi hai aur ek dusre par martabe ke aitbar se fazeelat de rakhi hai, taaki ek dusre se kaam leta rahe. 📕 Surah Az-Zukhruf 32
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…
- Shabe Qadr me Ibadat ka Tareeka Shab e Qadr ki Raat ki Ibadat, Shab e Qadr ki Ibadat ka Tarika, Shab e Qadr ko kya karna chahiye, Lailatul Qadr Mein Kaunsi Ibadat Karna Sab Se Behtar Hai by Adv. Faiz Syed Bayan Ramzan ki Fazilat, fazail e shab e qadr hindi, fazeelat of shabe qadr, fazilate…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Paanch Cheezon ko Paanch cheezon se pehele Ghaneemat samjho ✦ Hadith: Roman Urdu: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya "Paanch (5) Cheezon ko Paanch (5) Cheezon se pehele Ghaneemat samjo. (1). Apni Jawaani ko Budhaape se pehele, (2). Apni Sehat ko Bimaari se pehele. (3). Apni Maaldaari ko Gurbat(Gareebi) se…
- Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Tumney…
- Allah Ke Alawa Kisi aur Ki Qasam Na Khaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – "Jisne Allah Ke Alawa Kisi Ki Qasam Khai Usney Kufr Kiya Ya Shirk Kiya..." - [Ahmad Hadees (2/34), Sahi Tirmizi Hadees (2/99)] Ek Aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: Apne Maa-Baap Aur Butho Ki Qasam…
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Allah Uske Chehre Ko Roshan Kare Jo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Allah Ta’ala Usko Taro Taaza Rakhe Jo Meri Hadees Ko Sune, Yaad Rakhe(Amal Kare) Aur (Usey) Dusro Tak Pahuchaye.." - (Tirmizi Sharif, Jild 4, Page No.298, Hadith no.366) Ek Aur Riwayat Me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - ♥…