♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
(Aye Logon !) Tum Zahiri (Khule Aam) Aur Chup Kar Kiye Janey Waley Sab Gunaah Chorh Do, Beshaq Jo Log Gunaah Kartey Hain Anqareeb (Bahut Jald) Apne Kiye Ki Sazaa Payengey.
– (Surah Al-Anaam (6): Ayat-120 : @[156344474474186:])
Home / Quran ki Nasihat / Gunahgaar Bohot Jald Apney Kiye Ki Sazaa Paynge ….
Related Posts:
- Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye Jaise Tumsey Pichli Ummato Par Farz Kiye They Taake Kahi Tum Allah Ka Taqwa (Darr) Ikhtiyar Karo." - (Surah Baqra, Ayat:183) … Tou *Taqwa Roze Ke Maksad Hai,.. *Taqwa Ramzan Ka Maksad Hai ,.. *Taqwa Roze Ka…
- Takabbur, Ghamand (Pride, Ego) Ka Behtareen Ilaaj .... ★1. Jab Apney Se Kum Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uske Gunaah Hum Se Kum Hai.!! ★2. Jab Apney Se Bari Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uski Nekiyan Hum Se Zyada Hogi.!! ★3. Jab Apney Se…
- Waqt-e-Muayyan(Mukarrar) Tak Koi Marr Nahi Sakta .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Bagair Hukm-e-Allah Ke Tou Koi Shakhs Marr Hi Nahi Sakta, Waqt-e-Muayyan(Mukarrar) Tak Har Ek Ki Mout Likhi Hui Hai Aur Jo Shakhs (Apne Kiye Ka) Badla Duniya Me Chahe Tou Ham(Allah) Usko Isme Se De Dete Hai Aur Jo Shakhs Aakhirat Ka Badla Chahe…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Munafiq ~ Jahannum ke sabse Nichley Gadhey me Rehne wale log Munafiq Ye Baat Hum sab Jantey hai ke, Jannatiyo ka Maqaam Bulandiyo par hai, Usi tarha Gunahgaro ke Azab ki Sakhtiya Jahannum Ki Gehrayion me hai. Lihaja jo Jitna Jyada Gunahgaar Uske Azab ki Shiddat bhi Utni Sakht,... Munafiqat kya hai aur Unhe Itni Sangeen Saza kyu? Allah ke Nazdeeq…
- Rab Ke Raaste Par Koun Log Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Gaib Par Emaan Laate Hain Aur Namaz Qayam Karte Hain Aur Jo Kuch Humne (Allah Ne) Unhe Diya Hai Usmey Se Kharch Karte Hain. Aur Jo Emaan Laate Hain Uss Par Jo (Quraan) Utara Gaya, Aap (Sallallahu Alahi Wasallam) Par Aur Jo Aapse Pahle…
- Deen Tou Sirf Islam Hee Hai ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ke Nazdeek Deen Tou Sirf Islam Hee Hai, *Aur Ahl-e-Kitab Ne Apne Paas Ilm Aa Jaane Ke Baad Aapas Ki Sarkashi Aur Hasad Ki Bina Par Hee Ikhtilaaf Kiya Hai Aur Allah Ki Aayaton Ke Saath Jo Bhi Kufr Kare Allah Uss Ka…
- Qarz ke Ada Kiye Bagair Momin Jannat me Dakhil Na hoga ✦ Hadees: Qarz ke Ada Kiye Bagair Momin Jannat me Dakhil Na hoga ♥ Mafhoom-e-Hadees: Muhammad bin jahsh (R.A.) farmate hain ki hum Rasool'Allah ﷺ ke paas baithey hue they, Aap ne apna Sir Aasman ki taraf uthaya, phir haath apni peshani par rakha, phir farmaya: "Subhan Allah! kitni sakhti…
- Jo Kisi Musalman ke Aib Chupayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Kisi Musalman Ki Parda-Poshi Karega (Aib Chupayega) Allah Ta'ala Duniya Aur Aakhirat Me Uski Parda-Poshi Farmayega. *Allah Subhanahu Ta'ala Uss Bandey Ki Madad Me Rahta Hai Jab Tak Banda Apney Bhai Ki…
- Allah ke Khaas Bando ki pehchaan ye hai ke wo Zameen par… Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Kareem me Apne Khaas bando ki pehchaan ke bare me farmata hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Allah ke khaas bandey tou woh hai jo Zameen par Aahistagi se chalte hai aur Jab Jahil unsey (Jahalat) ki baat kare tou kahte hai ke Salaam (tum salamat raho), (63)…
- Maa-Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Ka Huqm... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem Me Irshad farmata hai - ♥ Al-Quraan: "Aur Humne Insaan Ko Apney Maa-Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Kerne Ka Hukm Diya Hai, Iski Maa Ne Isey Takleef Utha Ker Pait Me Rakha Aur Takleef Berdaasht Ker Ke Isey Jana." - (Surah 26: Al Ahqaaf,…
- Biwi Se Nek Sulook Kiya Karo ..... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Unsey (Biwi Se) Aacha Bartav Karo Fhir Agar Woh Tumhe Pasand Na Aaye Tou Kareeb Hai Ki Koi Cheez Tumhe Na Pasand Ho Aur Allah Uss Me Bahut Bhalayi Rakhey". - (Tarjuma Kanjul Emaan: Surah Al-Nisa, Ayat:19) » Tafsir: Yaani Ki Apni Biwi Ko Kisi…
- Kuch Khatarnaak Galatiyaan .... » Apney Aap Ko Sabse Aqalmand Samjhna, » Jo Kaam Khud Sey Na Ho Sakey Wo Sabke Liye Naamumkeen Samjhna, » Gunaah Iss Niyat Sey Karna Ke Chand Martaba Ker Ke Chor Doonga. » Bekaari Me Aainda Ke Liye Khayali Pulao Pakaana Aur Kush Hona, » Insan Ke Mutaliq Zahiri…
- Roze ka asal Maqsad Taqwa / Parhezgari hai Allah Rabbul Izzat ne Surah Baqraah ki Aayat 183 me farmaya aur kaha: "Aye Emaan walo tum par Roze farz kiye gaye, Jaise tumse pichli Ummato par farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.” [Surah Baqrah 2:183] Tou Taqwa Roze ka maksad hai, Taqwa Ramzan ka asal maksad hai, Taqwa…
- Parwardigar Ki Neymato Ka Bayaan Karte Rehna .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ∗ 1. Din Ki Raushni Ki Qasam ∗ 2. Aur Raat Ki Taareeki Ki Jab Woh Cha Jaye ∗ 3. Aur Tumhaare Parwardigaar Ne Naa Tou Tumko Chora Aur Na Naraaz Huwa ∗ 4. Aur Tumhaare Waste Aakhirat Duniya Se Kayi Behtar Hai, ∗ 5.…
- Fazail-e-Quran: Part 4 Allah Ka Qalaam Quraan-e-Majid ko thaam kar log kis tarha se Hidayat Yafta hue aayiye chand wakiyat ke jarye gour karte hai. ✦ Waqia 1 : Tufail bin Umro (R.A.) ka Iman lana Aap Yaman Ke “Kabila-e-Dous” ke Sardar they, aur bohot badey Shayar they, ek martba Makka tijarat(Business) ke silsiley…
- Zakaat Ka Bayan Quraan Aur Hadees Ki Roushni Me !! ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Ke Din Tum Me Se Kisi Ka Khajana Chitqabra Azdaha (A Kind Of Python) Ban Kar Aayega, - Uska Malik Uss Sey Bhagega Lekin Wo Usey Talash Kar Raha Hoga - Aur…
- Aur Jo Taubah Karle Aur Iman Le Aaye ... Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me Irshad Farmata hai: ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Tauba(Burey Kamo Se) Karle Aur Iman Le Aaye, Aur Acche Kaam Kiye, Phir Seedhe Raaste Par Chale, Tou Mai(Allah) Usko Bakhsh Doonga." - (Sureh-Taha Aayat No:82)
- Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta Aur Agar Neki Ho Tou Usey Doogni Kar Deta Hai Aur Khaas Apne Paas Se Bohot Badaa Sawaab Deta Hai". - [Surah(4): Al-Nisa: Ayat-40)
- Zabardasti Badkari (Rape) Karne Par Saza-e-Maut # Aurat Ke Saath Zabardasti Badkari (Rape) Karne Par Saza-e-Mout ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn Hujr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Zamane Me Ek Aurat(Sahabiya) Namaz Ke Liye Nikli, Raaste Me Ek Aadmi Unsey Mila Aur Usney Uss Aurat Ke Saath Zabardasti Badkari Ki (Yaani Uska…
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Benamazi Ke Munh Kale Kiye Jayenge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)Ne Irshad Farmaya - "Qayamat Me Sabse Pahle Namaz Na Padhne Walo Ke Mooh Kaale Kiye Jayenge, Phir Sanpo (Snake) Ki Waadi Lam-Lam Me Phenk Diye Jayenge, Waha Ke Saanp Ounth Jaise Honge, Waha Benamazi Ko Dasenge, Unka Zeher 70 Saal Tak Badan Me Josh…
- Islam Nikah Se Pehle Ishq Ki Mazammat(Against) Karta Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Uski(Allah Ta'ala Ki) Nishaniyon Se Hai Ke Tumhare Liye Tumhari Hi Jins Se Jode Banaye, Ke Unsey Aaraam Paao Aur Tumhare Aapas Me Mohabbat Aur Rehmat Rakkhe. Beshaq Isme Nishaniyan Hai Dhyan Karne Waalon Ke Liye". - (Mafhoom-e-Surah Ar-Rum; Aayat No-21) # Sabaq: Islam Nikah…
- Qayamat Kise Kahte Hai ? » Sawaal: Qayamat Kise Kahte Hai ? » Jawaab : Qiyaamat Ke Mayne Hai Dobara Uthaaya Jana, Duniya Ka Fanah Ho Jana. Allaah Ta’ala Apni Kitaab Quraan-e-Kareem Me Farmata Hai Ki, Ek Din Aesa Hoga, Jab Woh Tamaam Paida Kiye Huye Cheezo Ko Mita Dega, Ussi Din Ka Naam Qayamat…
- Fazail-e-Quran: Part 6 ✦ Waqia 3: Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) ka waqia Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) ke talluk se riwayto me Aata hai ke, Aap Khud Imaan Laaney ke baad farmatey hai - "Pahli Baar Jo Imaan ki kuch Ronak ya chamak Mere Jehan me Aayi thi Wo Uss Wakt ki…