♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke –
“Ghusse Ke Aetibaar Se Insan Ki 4 Qisme Hai”
∗ 1. Kuch Logo Jaldi Ghussa Aata Hai Aur Jaldi Chala Jata Hai. Ye Log Na Tou Tareef Ke Qabil Hai Aur Naa Hi Buraai Ke Qabil.
∗ 2. Kuch Logo Ko Der Se Ghussa Aata Hai Aur Der Se Jata Hai. Ye Log Bhi Na Tareef Ke Qabil Hai Aur Na Buraayi Ke Qabil Hai.
∗ 3. Tum Me Behtareen Wo Hai Jin Ko Der Se Ghussa Aaye Aur Jaldi Khatam Ho Jaye Ye Tareef Ke Qabil Log Hai.
∗ 4. Tum Me Bad’tareen Log Wo Hai Jin Ko Jaldi Ghussa Aaye aur Der Se Jaye. Ye Log Buraai Ke Qabil Hai.
– (Mishkaat Shareef)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Ghusse Ke Aetibaar Se Insan Ki 4 Qisme ….
Related Posts:
- Behtarin Ghoont Ghusse Ka Ghoont Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Insan Jo Kuch Peeta Hai Usme Behtarin Ghoont Ghusse Ka Ghoont Hai Jo Allah Ki Raza Ki Khatir Piye.." - (Ibn Majah; Hadith no.4189) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस : अल्लाह के रसूल (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है - " इन्सान जो कुछ…
- Ghusse ki haalat me koi faisla na kare Hadees of the Day Ghusse ki haalat me koi faisla na kare Abd al-Rahman bin Abi Bakrah (R.A) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Faisla karne wala 2 (Aadmiyon ya 2 fareeqon) ke darmiyan gusse ki halat me faisla na kare." 📕 Abu Dawood 3589
- Jannat Me Dakhil Karne Waali Cheez ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Wa Ibne Majah Ne Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Cheez Insan Ko Sab Se Zyada Jannat Me Dakhil Karne Waali Hai - Wah Taqwa Aur Husn-e-Khulk (Accha Akhlaq) Hai *Aur Jo Cheez Insan Ko Sabse Zyada Jahannum…
- Thoda Ilm Ziyada Ibadat Se Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umer (RaziAllahu Anhu) Se Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Thoda Ilm (Hasil Karna) Ziyada Ibadat Se Behtar Hai, Aur Insan Ke Fiqia Hone Ke Liye Allah Ki Ibadat Karna Hi Kaafi Hai Aur Insan Ke Jahil Hone Ke Liye Apni Raaye Ko Pasand Karna…
- Insan Ka Imtehan Emaan Aur Taqway Ke Mutabiq .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Insan Ka Imtehan Iss Ke Emaan Aur Taqwe Ke Mutabiq Hota Hai, Agar Wo Apne Taqwe Me Mazboot Hota Hai, Tou Uski Aazmayish Bhi Sakht Hoti Hai, Yehi Wajah Hai Ke Sab Se Zyada Sakht Aazmayish Aur Imtihaan Nabiyon Ke Huwey,…
- Insan Ki Behtarin Cheez Kya Hai ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Martaba Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhum) Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Bargaah Me Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Behtarin Cheez Jo Insan Ko Di Gayi Woh Kya Hai ?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Achchhe Akhlaaq" - (Mishkat Sharif)
- Insan me paayi jaane waali sab se buri Aadatein ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai, “Insan me paayi jaane waali sab se buri Aadatein intihaai darje ka Laalach aur Buzdili hai” – (Abu Dawud; 2511) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है, “इन्सान में पायी जाने वाली सबसे बुरी आदतें इन्तिहाई दर्जे का लालच और बुजदिली…
- Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Murdon Ka Haal Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Maanind Hai, - Ke Woh Shiddat Se Intzaar Karta Hai Ke, Baap Ya Maa Ya Bhai Ya Kisi Dost Ki Dua Usko Pahunche - Aur Jab Kisi Ki Dua Usey Pahunchti Hai…
- Insan ke Jhoote Hone Ki Alamat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Kisi Shakhs Ke Jhoota Hone Ke Liye Yehi Kaafi Hai Ke Woh Jo Kuch Suney (Bila Tahqeeq) Usey Bayaan Karta Phire.." - (Muslim Sharif)
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Ghussa aur Iska Ilaaj Aahadees ki Roshni me (Cures for Anger… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Apni Ummat ko Baat-Baat par Gussa Karne se manaa farmaya. chunanche Hadees Sharif me aata hai ke: Ek Aadmi Rasool'Allah(ﷺ) ke Darbar me hazir hua aur Arz kiya ki "Aye Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mujhe kisi Amal par Hukm Dijiye…
- Janaze Ki Awaaz Siwa Insano Ke Sab Suntey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke - "Jab Janaza Tayyar Ho Jaata Hai Aur Log Usey Kaandhe Par Uthate Hai - Agar Wah Accha Hai Tou Kahta Hai Mujhe Jald Le Chalo - Agar Bura Hai Tou…
- Hamesha Burayi Ko Rokne Ki Koshish Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Insan Kisi Burayi Ko Dekhe Tou Usey Hath Se Rok De, Agar Hath Se Rokne Ki Taaqat Na Ho Toh, Zubaan Se Roke Aur Agar Aisa Bhi Na Kar Sake Tou Uss Burayi Ko Dil Me Bura Samjhe Ye…
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai Jisko Allah Ne Zameen Par Utaara Hai. Lihaza Usko Aapas Me Khub Failao Qunki Musalman Jab Kisi Qoum Par Guzarta Hai Aur…
- Hadees: Insan ke liye pakeezah tareen khana wo hai jo usne… Hadith: 3-April: Ummaha-tul-Momineen Aaisha (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Insan ke liye pakeezah tareen khana woh hai jo usne apni mehnat se kamaya ho. 📕 Abu Dawood 3528
- Shohrat Ke Waste Ilm Haasil Karne Wala Dozakhi Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Insan Deen-e-Islam Ka Ilm Sirf Isliye Sikhna Chahta Ho Ke Uss Ilm Ke Jarye Wo Kum Ilm Walo(Jaahilo) Par Fakr (Ghamand) Kare, Ulema (Scholar) Se Jhagda Kare, Logon Me Aalim Ke Taur Par Mash'hoor (Famous) Ho Jaaye Aur Log Uski…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Darakht Lagane Ki Fazilat (Ecological Advice in Islam) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Koi Bhi Musalman Jo Ek Darakht Ka Paudha (Small Tree) Lagaye, Ya Khet Me Beej Boye Phir Uss Sey Parinda Ya Insan Ya Janwar Jo Bhi Khate Hain Wo Uski Taraf Se…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Aye Insan Meri Ibadat Ke Liye Farigh Ho Ja .... ♥ Hadees-Qudsi: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai Ke, Allah Rabbul Izzat Farmata Hai - "Aye Insan Meri Ibadat Ke Liye Farigh Ho Ja, Teri Bhook Khatm Kar Dunga, Aur Tera Sina Itminan Se Bhar Dunga, Aur Agar Tuney Aisa Na Kiya Tou Din Raat Mehnat Me Laga Dunga Aur…
- Ilm Kya Hai ? .... ♥ Umar Ibne Khattab (RaziAllahu Anhu) Se Ek Martba Sawaal Kiya Gaya Ke: ‘Ilm Kya Hai ?’ Aapne Farmaya: “Ilm Wo Hai Jo Allah Ki Kitaab Me Hai ,.. Yaani Jo Allah Ne Kaha Wo Ilm Hai” ,. Aur Jo Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Kaha Wo Ilm Hai ,..…
- Apni Tazeem Karwana Jahannamiyon Ka Kaam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jiski Ye Khushi Ho Ke Log Uski Tazeem Ke Liye Khadey Rahey Wo Apna Thikana Jahannum Me Banaye.." - (Tirmizi Sharif) » Sabaq: Doosro'n Se Apni Taarif-wa-Tazeem Karwaana Ya Uski Ummid Rakhna Insan Ke Ghuroormand Hone Ki Alaamat Hai, Lihaja…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Insan Ka Haqeeqi Maal Sirf 3 Cheeze Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Banda Kehta Hai Mera Maal, Mera Maal Jabki Iska Maal 3 Cheeze Hain", ∗(1) Jo Khaya Aur Fanah Kiya, ∗(2) Jo Pehna Aur Poorana Kiya Aur ∗(3) Jo Allah Ki Raah Me Diya…