Gharwalo par Kharch Karna bhi Sadqa Karne ke barabar Sawaab

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Mas’ud Al-Ansari (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya –

“Jab Musalman Apney Gharwalon par Allah ka Hukm Ada Karney ki Niyat se Kharch Karey tou Usmein bhi Usey Sadqey ka Sawaab Milta Hai.”

– (Sahih Bukhari, 5351)

♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू मसूद अल अंसारी (रजी अल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया –

“जब मुसलमान अपने घरवालो पर अल्लाह का हुक्म अदा करने की नियत से खर्च करे तो उसमे भी उसे सदके का सवाब मिलता है”

– (सहीह बुखारी, 5351)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

Leave a Reply