♥ Qaul-e-Mubarak: Geebat Ki Tabahkariyo ke Talluk se
Hazarte Ali (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul aata hai ke:
“(Aye logon!) Tumhe Laazim Hai Ke Geebat Se Door Raho,
Ke Geebat Logon Ko Aapas me Dushman Bana Deti Hai
Aur Tumhara Acche Amaal Ke Ajar Ko Zaaya Kar Deti Hai,..”
Home / Buzurgan-e-Deen / Geebat Logon Ko Dushman Bana Deti Hai …
Related Posts:
- Geebat Ki Ta'arif - What is Backbiting ? "Kisi Shakhs Ka Koi Zaahiri Aib Ho Ya Baatini, Uska Paidaishi Aib Ho Ya Uska Apna Paida Kiya Hua Aib Ho, Usey Bayan Karna Geebat Hai,.." - (Ahyaul Uloom J:3 S:141) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta'ala Ke Bad'tarin Bande Woh Hai Jo Logon…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Hadees: Jis me Fahash ho, woh us ko Aibdaar bana deti hai Hadith: 05 - Aug Anas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya: ❝Jis me Fahash (behoodah baate ya sakht kalaami) ho, woh us ko Aibdaar bana deti hai aur jis me Hayaa ho, woh us ko Khoobsoorat bana deti hai.❞ 📕 Tirmizi 1974
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Maa Ek Darakht Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Saiyedah Fatima Zahra (RaziAllahu Anha) Ne Farmaya - "Maa Ek Darakht(Tree) Hai Jo Dhup Seh Kar Ke Aulaad Ko Chanw Deti Hai.." - (Sirat-e-Fatima)
- Geebat Zinaa Se Bhi Bad'tar Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain Ki - "Apne Aapko Geebat Se Bachao, Yeh Zinaa Se Bhi Zyada Buri Hain!" Pucha Gaya - "Yeh Zinaa Se Kaise Baddhter Hain?" *Tou Aapne Farmaya - "Aadmi Zinaa Kerke Taubah Ker Leta Hai Tou Allah Ta'ala Kabool Farmata…
- Dosti Aise Logon Se Karo Jo - ♥ Qaul-e-Mubarak: Dosti Aise Logon Se Karo Jo Nafs Se Jihaad Par Tumhaari Madad Kare Aur Gunaaho Se Bachaye,.. - Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alayh)
- Gunaah Imaan Ya Yakin Ko Bimaar Kar Deta hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Gunaah Emaan Ya Yakin Ko Bimaar Kar Deta Hai, Allah Ka Zikr Aur Nekiya Uss Me Shifa Deti Hai,.."
- Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: “Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo Jitni Jaldi Tum Allah Se Apney Liye Muafi Ki Ummid Rakhte Ho”. - Hazrate Umar-e-Farooq (RaziAllahu Anhu)
- Nafs Tujhe Tabaah Kar Dega ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate hai, Jis Tarah Apne Dushman Ko Pehchan Ne Me Hoshiyar Rahte Ho Usi Tarah Apne Nafs Se Bhi Hoshiyar Reh, Warna Woh Tujhe Tabaah Kar Dega,..
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai, Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai. - Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana, Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai. - Hazrat Sayyed Shah…
- Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "(Aye Emaanwalo!) Yaad Rakho Ke Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat. Jo Qoum Allah Ki Raah Me Jihaad Karna Chorh Deti Hai Aur Jis Qoum Me Be-Hayaee Phail Jati Hai Uss Par Allah Ka Azaab Nazill Hota Hai". - Hazrate Abu Bakar Siddhiq (RaziAllahu Anhu)
- Geebat Karney Walon Ka Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Mujhe Meraj Ata Ki Gayee Tou Uss Raat Mera Guzar Ek Qoum Par Se Hua Jinkey Nakhun Taanbey(Copper) Ke They Aur Wo Un Nakhuno Se Apney Chehrey Aur Seeney Ko Khurach…
- Geebat Ka Badla ..... ♥ Hiqayat: Hasan Basri (Rehmatullah Alayh) Se Kisi Shakhs Ne Aaker Kaha Ki Fala Shakhs Ne Aapki Geebat Ki Hain! Hasan Basri Ne Usi Waqt Taza Choo-aare Mangwaye Aur Ek Tabaak (Thaal) Me Rakhker Unhe Bataur Tohfa Bheja Ki 'Main Aapka Shukr-Guzaar Hoon Ki Aapne Meri Geebat Karke Apne Nekiyon…
- Islam Ka Sabse Bada Dusman Koun ? Islam ka Sabse Bada Dushman Jahil Musalman hota hai, Jahalat Usey Besabr Bana deti hai, Uski harkato se Islam ki Chavi Kharab Hoti hai aur jab Log Uski Taraf dekhte hai tou sochtey hai ke "Yahi hai Islam!" - Shaikh Ahmed Didat (Rehmatulahi Alaihi) इस्लाम का सबसे बड़ा दुश्मन अज्ञानी…
- Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarat-e-Muhammad Bin Husain Bin Ali (RaziAllahu Anhu) ka Qaul hai ke, "Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski aqal kum hoti hai. Takabbur zyada ho tou Aqal bahut kum hoti hai aur agar Taqabbur thoda ho tou usi ke hisaab se Aqal kum…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Gunaah Dil Ko Pareshan Rakhta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Usman-e-Gani (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - 1). Ta’ajub Hai Uss Par Jo Jannat Par Emaan Rakhta Hai Aur Phir Bhi Duniya Ke Saath Aisho Aaram Se Waabasta Rehta Hai. Ta’ajub Hai Uss Par Jo Dozakh (Ke Azaab) Ke Baarey Me Jaanta Hai Phir Bhi Gunah Se Door…
- Jo Shakhs Tumhara Ghussa Bardasht Kar Le .... ♥ Qaul-e-Mubarak : @[156344474474186:] : Hazrat Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai. » Uss Waqt Tak Koi Faisla Na Karo Jab Tak Tumhare Khoon Ki Gardish Aur Dil Ke Dharkan Pur-Sakuun Na Ho Jaye. » Jisne Tujhe Tere Aib Bataye Agar Tujhe Aqal Ho Tou Beshak Usne Tujh Par Ehsaan Ki…
- Jo Shakhs Duniya Me Geebat Karta Rehta Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Duniya Me Geebat Karta Rehta Hai, Qayamat Ke Din Uss Ki Zubaan Aag Ki Hogi.." - (Mishkat Shareef)
- Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" .... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Bada Khatakar Woh Hai Jis Ko Logon Ki Buraiyon Ka Zikr Karne Ki Faraghat Mili Ho. » Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" Aur Aakhirat Ki Fikr Dil Me "Noor" Paida Karti Hai. - Farmane Hazrat Usman-e-Ghani(RaziAllahu Anhu) » बड़ा खताकार वो है जिस को लोगों कि…