♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurera (R.A.) bayaan karte hain ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya –
“Iss yakeen ke saath Allah se Dua karo ke wo isey Qubool farmayega! aur ye baat acchi tarha jaan lo ke Gaafil-O-Beparwa dil se ki jaaney wali dua Allah (Tabarak-O-Ta’ala) Qabool nahi farmata.”
– (Tirmazi Sharif)
Home / Dua / Gaafil-O-Beparwa Dil se ki jane wali dua qabul nahi hoti
Related Posts:
- Azaad Kaun: Be Pardah Ya Ba Pardah ? .... » Jawaab: Be-Pardah Dar'asl Hamesha Khauf Me Ghiri Rahti Hai Ki, Koi Usey Gandi (Buri Shahwat Wali) Nazar Se Dekh Tou Nahi Raha, Kahi Koi Uski Izzat Par Hamla Na Kar De, Shaitaani Waswason Me Khud Hi Giraftar Hoti Hai, Bazar, Office, Raste Me Azaadi Kahin Nahi. Lekin Ba-Pardah Allah…
- Jannatiyon Ko Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mua'aj Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jannat Walo Ko Jannat Me Jane Ke Baad Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi Hoga Sivay Uss Ghadi(Pal) Ke Jo Duniya Me Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Bagair(Siwa) Gujari Hogi".…
- Shatranj aur Chausar Khelne Walo Ki Misaal ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shatranj (Chess) Aur Chausar Khelta Hai Wo Uss Aaadmi Ki Tarha Hai Jisne Apne Haath Suar (Pig) Ke Gosht aur Khoon Me Rang Liye Ho.." - [Sahih Muslim Book 028, Hadith no. 5612 (English Reference)] # Wajahat: ye aise games…
- Jannat ke darwaze Peer aur Jumairat ke din khole jate hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu hurairah (RaziAllahu anhu) se rivayat hai RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Jannat ke darwaze Peer(Monday) aur jumairat (Thursday) ke din khole jate hain, phir har uss Bande ki maghfirat hoti hai jo Allah Ta'ala ke saath Shirk nahi karta aur Siwaye uss Shaksh ke jo Qeena…
- Kya Aaj ke Daur me bhi Allah ke Wali ho Sakte hai by Adv… Allah ke Waliyo ke Talluk se Galatefhmiyo ke ijale ke liye is behtareen mukhtsar se bayan ka jarur mutala kare,. aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera Does Wali Allah Exists ?, Wali Allah In Quran, List Of Wali Allah In Islam, How…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya Hai.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain". - (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751) » Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi…
- Badshaguni Shirk hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-bin-Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya, "Badfaeli (Badshagooni Me Yaqeen Karna) Shirk Hai, Kisi Ko Badfaeli Ki Waham Ho Tou (Usey Chahiye) Allah Subhanahu Wa Ta'ala Par Bharosa Kare, Allah Subhanahu Wa Ta'ala Uss Bharose Ki Wazah Se Usko Door…
- Nazar Ki Pairwi Na Karo ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jarir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Mainey Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Pucha Ki: (Ghair Mahram Par) Achanak Girney Wali Nazar Ka Kya Hukm Hai? Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki, "Tu Apni Nazar Pher Le". - (Sunan Abu Dawud, Vol 2, 381-Sahih) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Beshaq Hamesha Bandey Ki Dua Qubool Hoti Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Hamesha Bandey Ki Dua Qabool Hoti Hai,.." Jab Tak Wo Gunaah Ya Naata(Rishta) Todney Ki Dua Na Kare, Aur Jaldi Na Kare” *Logon Ne Kaha: Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! "Jaldi Ka…
- Baitullah Ka Hajj Sahib-e-Istehaat Musalman Per Farz Hain… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki, Huzoor-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Raah Ke Kharch Aur Baitullah Sharif Tak Pahucha Dene Wali Sawaari Ka Kharch Ka Maalik Ho Aur Fir Usney Hajj Nahi Kiya Tou Uske Yahudi Ya Nasrani Ho Ker Marne Me Koi…
- Al-Quran: Neki aur Buraai baraabar nahi hoti Quran: 29 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aur Neki aur Buraai baraabar nahi hoti, is liye turn buraai ka jawaab aise tariqe se do jo behtareen ho. Nateeja yeh hoga ke tumh me aur jis me dushmani thi, woh dekhte hi dekhte (tumhaara) jigri dost ban jaayega.❞ 📕 Surah Fussilat…
- Shabe Barat me padhi jane wali Namaz ki Hakikat by Adv. Faiz… https://youtu.be/UDYQ2yCIPCU Shabe Barat me padhi jane wali Namaz ki Hakikat 15th Shaban ki shab ko Shabe Barat me aksar log makhsus namazo ka ahtmam karte hai, aayiye iske talluk se tafsili jankari lete hai is mukhtasar video me. baraye meharbani ise jyada se jyada share karne me humara tawoon farmaye.…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Takabbur, Ghamand (Pride, Ego) Ka Behtareen Ilaaj .... ★1. Jab Apney Se Kum Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uske Gunaah Hum Se Kum Hai.!! ★2. Jab Apney Se Bari Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uski Nekiyan Hum Se Zyada Hogi.!! ★3. Jab Apney Se…
- Beparda Baaligh Aurton Ki Dua Qubool Nahi Hoti Jab Tak Parda… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Allah Ta'ala Tab Taq Unn Baaligh Aurton Ki Dua Qubool Nahi Karta, Jab Taq Wo Hijab (Parda) Ekhtiyar Na Kar le." - (Abu Dawood, 641) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है, "अल्लाह तआला तब तक उन बालिग औरतो की…
- Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (Razi'Alllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi Aur Uss Shakhs Ka Wuzu Nahi Jisne Iske Shuru Me Bismillah Na Parhi Ho". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1, Hadees 101) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Be'adabi aur Jahalat Wali Baato Ka Anjaam ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Banda Ek (1) Baat Zubaan Se Nikaalta Hai Aur Uss Ke Mutalik Sochta Nahi (Ke Kitni Kufr Aur Be'adabi Ki Baat Hai) Jis Ki Wajah Se Wo Dozakh Ke Gherey Me Itni Door Gir Parta Hai Jitna Mashriq Se Magrib Door…
- Asal Ameeri Dilo Ka Ghani Hona Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Ameeri Maal Ki Qasrat Se Nahi Hoti, Balke Asal Ameeri Dilo Ka Ghani Hona Hai." - (Sahih Bukhari, Kitaabur Raqaq, Hadith no.6081)
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai Jisko Allah Ne Zameen Par Utaara Hai. Lihaza Usko Aapas Me Khub Failao Qunki Musalman Jab Kisi Qoum Par Guzarta Hai Aur…
- Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Emaandaar Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Imandaar Nahi, Aur Jo Shakhs Wada Khilaafi Karey Woh Deendar Nahi.." - (Baihaqi Sharif)
- Farishte Uss Namazi Ke Liye Maghfirat Ki Dua Karte Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Farishte Tum Me Se Uss Namazi Ke Liye Uss Waqt Tak Yu Hi Dua Karte Rahte Hain Jab Tak (Namaz Parhne Ke Baad) Wo Apne Musalley Par Baitha Rahe Aur Hadas (Hawa Kharij)…
- Hamesha Apni Zuban se Khair ki baat kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Beshak Ek banda Allah ki Razamandi ke liye ek baat Zuban se nikalta hai usey woh koi Ahmiyat bhi nahi deta lekin iski wajah se Allah iskey darjaat buland kar deta hai,.. is tarah…
- Ek Shakhs Ki Khairaat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ki - "Ek Shakhs Ne Kaha Ki Mai Khairaat Karunga! Chunanche, Jab Khairaat Ka Maal Leker Chala, Tou (Anjaane Me) Kisi Chor Ke Hath Me De Diya! Log Subah Ko Baatey Karne Lage Ki…
- Gaib Ki Kunjian 5 Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar(RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Gaib Ki Kunjian 5 Hain, Jinhe Allah Ke Ilaawa Koi Nahi Janta". ∗1. Koi Nahi Jaanta Ke Kal Kya Hoga ?. ∗2. Koi Nahi Jaanta Ke Maa Ke Pait Me Kya Hai ?.…