Aayatul Kursi Ki Fazilat

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki –
“Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai.
Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi..”

(Tirmizi Sharif)

♥ Mafhoom-e-Hadees: “Raat Ko Soney Se Pehle Ayatul Kursi Padhne Waale Ke Liye
Allah Ki Taraf Se Ek Farishta Hifazat Ke Liye Muqarar Kar Diya Jata Hai Aur Uskey Paas Shaitan Nahi Aata.”
(Bukhari Sharif)

♥ Mafhoom-e-Hadees: “Jisko Shaitani Wasaawis Aatey Hai
Wo Aayatul Khursi Tilawat Kar Ley,.”
– (Sahi Bukhari)

♥ In’sha’Allah-ul-Azeez !!!
Allah Taala hume Kehne Sun’ne se jyada Amal Ki Taufik

4.8/5 - (20 votes)

1 thought on “Aayatul Kursi Ki Fazilat”

Leave a Reply

Related Posts: