♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Gunaho Ko Chhorr Do, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Hijrat Hai,
Aur Fara’iz Ki Pabandi Kiya Karo, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Jihaad Hai
Aur Zikr Allah Ki Kasrat Kiya Karo, Kyu Ke Tum Allah Ta’ala Ke Paas
Kasrat-e-Zikr Ke Ilawa Kisi Pasand’deedah Cheez Ke Sath Haazir Nahi Ho Sakte.”
– (Tibrani Kabeer: Jild-25 : @[156344474474186:])
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Fara’iz Ki Pabandi Sab Se Afzal Jihaad Hai ….
Related Posts:
- Sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai.." - (Tabrani Kabir: 3923)
- Haq Bolna Behtareen Jihaad .... ♥ HADEES: Hazarate Abu Saeeed (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kisi Zaalim Baadshah Ke Samne Haq(Sach) Baat Keh Dena Behtareen Jihaad Hai". - (Abu Dawood) # SABAQ - Haq Bolne Ki Fazilat Bahut Hai Chahe Agar Baadshah Hi Samney Kyu Na Woh…
- Namaz Ki Fazilat aur Ahmiyat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Namaz Pabandi Se Aada Karega Tou Yeh Uss Ke Liye Qayamat Ke Din Noor Hogi, (Iskey Imaan Aur Allah Se Iski Wafadari Ki) Daleel Hogi, Aur (Jahannum Se) Nijaat Ka Sabab Ban Jayegi. *Aur Jo Shakhs Namaz Ki Pabandi…
- Hazaar Nawafil Rakat Parhne Se Afzal .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Zar (Razi'Allhu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Aaqa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhse Farmaya - "Aye Abu Zar! Tum Subha Ke Waqt Kitaab Allah Ki Ek Ayat Sikhlo Tou Ye Tumhare Liye So (100) Nawafil Parhne Se Afzal Hai - Aur Aagar Tum Subha Ke Waqt…
- Allah Ta'ala Ke Nazdeek 2 Qatre Aur 2 Nishan ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Allah Ta'ala Ke Nazdeek 2 Khatrao Aur 2 Nishanao Se Koi Cheez Zyada Pyari Nahi". » 2 Khatre: (1). Aansuwao Ka Wo Khatra Jo Allah ke Khauf Se Bahey, (2). Khoon Ka Wo Qatra Jo Jihaad Fi Sabi’lillah Me Jism…
- Jab Banda koi Nek Amal pabandi se karta rehta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, wo kehte hain maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko ek ya do baar hi nahi balke mutaddad baar ye kehte huye suna Ke: "Jab banda koi Nek Amal (pabandi se) kar raha ho, phir koi Bimari ya safar usey mashgool…
- 9 Beautiful Points to Share & Remember "9" Beautiful Points To Share & Remember: (1) Kisi Musalman Ki Taraf Muskura Kar Dekhna "Sadqa" Hai, (2) Sanjida Rehne Wala Hamesha "Izzat" Pata Hai, (3) Emaan Par Maut Jannat Me Jane Ki "Sanad" Hai, (4) Nafs Ke Khilaf Jihaad Karna "Jihaad-e-Akbar" Hai, (5) Maa Baap Ki Khidmat Doo No…
- Neki Ka Hukm Dena aur Burayi se Rokna Farz hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Abdullaah Bin Mas'ood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ne farmaaya : "Allah ne mujhse pehle Kisi Ummat mein jitne bhi Nabi bheje, unki Ummat mein se unke kuch Hawaari aur Saathi hote they jo unki Sunnat par chalte aur unke Hukm…
- Poshida Amal Afzal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Zahiri Amal Ke Muqabley Me Poshida Amal Afzal Hai" - (Shuabul Imaan, Part-5) # Wajahat: Poshida Amaal Se Muraad Hai Chupkar Ya Logon Se Chupakar Neki Karna, Jaise Kisi Ko Koi Cheez Sadqa Karna Iss Niyat Se, Ke Koi Dekhe…
- Masjid Se Mohabbat Rakhne Wala Arshe-Ilahi Ke Saaye Me ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Masjid Se Mohabbat Rakhney Wala Qayamat Ke Din Arshe-Ilahi Ke Saaye Me Hoga.." - (Bukhari Sharif) *Iss Aahadeese Mubarak me Masjid ki Mohabbat se Muraad Namazo Ki Pabandi hai ,. ♥ In'sha'Allah-Ul Azeez ! Allah Ta'ala Hume Kehne Sun'ne Se…
- Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Tumney…
- Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ke Nazdeek Faraiz Ki Adaigi Ke Baad, Sabse Afzal Amal Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna.." - (Tabranii Sharif)
- Jo Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Mere Ummat Me Se Jo Shakhs Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai Aur Jo Mashwara Nahi Karta Wo Pareshaan Hee Rehta Hai.." - (Baihaqi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam-e-Maalik (Rahmatullah Alayh) Ka Qoul Hai Ke - "Kisi Shakhs…
- Martaba-e-Hazrate Abu Bakr Siddhik (RaziAllahu Anhu) ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - - Namaziyon Ko (Qayamat Ke Din) Baab-Us-Salaatu Se Pukara Jayega, - Mujahideen Ko Baab-Ul-Jihaad Se, - Sadaqat Karne Walon Ko Baab-Us-Sadaqa Se, - Rozadaron Ko Baab-Us-Siyaam Se Pukara Jayega. Abu Bakr Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya Ke - "Ya Rasool'Aallah…
- Hadees: Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh ki Fazilat Hadees of the Day Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh ki Fazilat Ibn Abbas (R.A) bayan karte hain ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne irshad farmaya: ❝Ashrah Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh Allah Ta'ala ko Jis Qadar Mahboob wa Pasand hain, Dusre dino ke Aamal iss Qadr mahboob nahi." Sahaba-e-Kiram (R.A) ne arz kiya: "Aye…
- Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din Hadees of the day Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Dunia ke dino me Sabse Afzal din Zil Hijjah ke Dus din hai." 📕 Sahih Al Jami 1133
- Afzal Zikr 'La ilaha illAllah' aur Afzal Dua 'Alhamdulillah' ✦ Hadith Roman Urdu: Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Afzal Zikr La ilaha illAllah hai aur afzal dua hai Alhamdulillah." (Sunan ibn Majah, Jild 1, 681-Hasan) ✦ हदिस हिंदी : जाबिर बिन अब्दुलाह (र.अ.) से रिवायत है की, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया: "अफज़ल…
- Momino me Kaamil Shakhs Ki Pehchan ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – Momino Me Iman Ke Aitbar Se Sabse Kamil Shakhs Wo Hai Jiske Akhlaaq Sabse Acche Hai.” – (Abu Dawood #4682) • Wajahat: *Beharhaal Yaad Rahe: Akhlaaq Ki Khubsurti Momino Par Faraiz Ko Saaket…
- Jo Logon se Milta Julta aur Unki Bato par Sabr Karta Ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai, Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Sabse afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye Hadees of the Day Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise Rishtedaar par kiya jaaye Umme Kulsoom (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ‟Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye jis ne dil me dushmani chupa rakhi ho. 📕 Shoaib Ul Iman 3427
- Har Shakhs Se Assalaam-O-Alaykum Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Ek Shakhs Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Poocha ke: "Kaun Sa Islam Behtar Hai ?" Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Yeh Ke Tu Bhukhe Aur Mehmaan Ko Khana Khilaye Aur Har Shakhs Se Assalaam-O-Alaykum(Salaam) Karey Chahe Tu Uss…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Do Logo Ke Darmiyan Sulah Kara Dena ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Aise Amal Par Aagah Na Karoon Jiska Darja Roze Namaz Aur Sadqe Se Afzal Hai." Farmaya! 'Do Logo Ke Darmiyan Sulah Kara Dena.' Saath Hee Me Yeh Bhi Farmaya Ke "Do Logo Ke Darmiyan Fasaad Karana Emaan Ko…
- Jo Allah Ki Nafarmani Karey, Uski Koyi Ita'at Nahi ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Mas'ood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Mere Baad Kuchh Aise Log Bhi Tumhare Mu’amlat Ki Nighraan (Aur Tumhare Huqmraan) Hongey Jo Sunnat Ki Roshni Ko Bujhayenge, Biddat Par Amal Pyara Hongey Aur Namaz Ko (Afzal) Waqt Se Der…