♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ki,
“Saahibo! Roza Rakho, Lekin Jab Iftaar Karo Tou Thodasa Khana Apni Iftaari Me Se Faqeeron Aur Gareebon Ko Bhi De Do!
Akele Mat Khao! Kyonki Jo Shakhs Tanha Khata Aur Dusron Ko Nahi Khilaata, Usper Khauf Hain Ki Mohtaj, Faqeer Aur Bhik-Manga Na Ban Jaye!”– (Sirat-A-Gaus-A-Alal-Aazam)
Home / Buzurgan-e-Deen / Iftaar Karo Tou Usme se Fakiron aur Garibon Ko Bhi Khilaya Karo
Related Posts:
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo, Bhukhe Ko Khilaya Karo Aur Bimaar Ki Ayadat Kiya Karo". - (Sahih Bukhari)
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Dosti Aise Logon Se Karo Jo - ♥ Qaul-e-Mubarak: Dosti Aise Logon Se Karo Jo Nafs Se Jihaad Par Tumhaari Madad Kare Aur Gunaaho Se Bachaye,.. - Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alayh)
- Allah Ke Zikr Me Shifa Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Allah Ka Zikr Kia Karo Ke Iss Me 'Shifa' Hai Aur Logo'n Ke Aib Bayan Na Karo Ke Iss Me 'Bimaari' Hai.." - Hazrat Umar (RaziAllahu Anhu)
- Tum Har Insan Ke Sath Neki Hi Karo ... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Tum Har Insan Ke Saath Neki Hi Karo, Chahe Tumhare Saath Koi Neki Na Kare. » Tum Har Ek Ko Khush Nahi Rakh Sakte Lihaza Har Kaam Me Khuloos-e-Dil Peshe Nigaah Rakho. - Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh)
- Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey! Yeh Tumharey Haq Me Behter Hai ,. Bajaye Iss Ke - "Tum Bura Karo Aur Zamana Tum Ko Accha Samjhey" - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Dua Kiya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Unki Gair Mojudgi Me Bhi Dua Kiya Karo, Iski Barkat Se Tumhare Rizq Me Izaafa Hoga. - Hazrate Imaam Baqar (RaziAllahu Anhu)
- Haq Baato Par Amal Se Na Darro .... Amal Karo...... Ilm Ke Mutabiq. Bharosa Karo...... Rab Aur Uske Rasool Par. Chipaya Karo...... Dusro Ke Aib. Daraa Karo...... Rab Ki Naarazgi Se. Emaan ...... Ki Salaamti Waale Amal Karo. Haasil Karo...... Ilm Ko. Insaaf Karo...... Haq Ke Sath. Jhuka Karo...... Rab Aur Maa Baap Ke Aage. Khairaat Karo...... Mohtajo…
- Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: “Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo Jitni Jaldi Tum Allah Se Apney Liye Muafi Ki Ummid Rakhte Ho”. - Hazrate Umar-e-Farooq (RaziAllahu Anhu)
- Bimaari Ka Sabr Aur Shukr Se Istaqbal Kiya Karo ♥ Qaul-e-Mubarak: " Aye Logo! Jab Tum Bimaar Ho Jao Tou Sabr aur Shukr Se Uska Istaqbal Karo Taa'ke Wo Tumhare Liye Rehmat Ban Jaye. " - Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai. - Hazrate Abu Baqar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Aapas Me Galatiyon Ko Darguzar Kiya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak : Galatiyon Ko Darguzar ♥ "Aapas Me Galatiyon Ko Darguzar Kiya Karo. Qyunki Darguzar Na KaroGe Tou Mohabbat Khatm Ho Jayegi, Jab Mohabbat Khatam Hogi Tou Rabta Toot Jayega, Jab Rabta Toot Jayega Tou Fasla(Doori) Ho Jayea. Aur Yeh Fasla Ek (1) Din Tumhare Rishte Ko Tod Dega".…
- Jin Ulma Me Ye 3 Cheeze Maujud Ho ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alaihi) Farmate Hai: Jin Ulma Me Ye 3 Cheeze Maujud Ho Unki Sohbat(Dosti) Ikhtiyar Karo ∗(1). Ilm, ∗(2). Amal, ∗(3). Ehsaan
- Sab Se Behter Wo Shakhs Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak : Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - ∗ Sab Se Behter Wo Shakhs Hai, Jo Aise Logo'n Se Acha Sulook Kare Jin Se Usay Koi Ummid Na Ho. ∗ Mai Mout Ko Shahadat Aur Zaalimin Ke Sath Zinda Rehne ko Jillat Jaanta Hon. ∗ Logon Ki Zaroorato…
- Jab Tak Tumhara Itraana Aur Ghussa Karna Baaki Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jab Tak Tumhara Itrana Aur Ghussa Karna Baaki Hai, Apney Aap Ko Ahal-e-Ilm Me Shumaar Na Karo. - Shaykh Abd-Ul-Qadir Jilani(Rehmatullah Alayh)
- Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Miskino Ki Vajah Se Diya Jata… ♥ Qaul-e-Mubarak: Zakaat aur Sadqa Diya Karo! Kyun Ki, Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Diya Jaata Hai Tou Wo Garib, Faqeer aur Miskeen Ki Dua Ki Wajahse.." - Shaikh Saadi (Rehmatullah Alayh)
- Musibat Ke Waqt Aaraam Ki Talaash Na Karo ♥ Qaul-e-Mubarak: "Musibat Ke Waqt Aaraam Ki Talaash Na Kar, KyunKi Iss Se Aaraam Tou Nahi Milega, Lekin Musibat Zarur Ziyada Ho Jayegi." - Imaam Ja'afar (Rehmatulahi Alaihi)
- Lazzaton Ko Khatm Karne Waali Maut Ko Kasrat Se Yaad Kiya… ♥ Mafhoom-e-Hadees ﷺ :Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Lazzaton Ko Khatm Karne Waali Maut Ko Kasrat Se Yaad Kiya Karo." - (Sahih Bukhari) ♥ Mafhoom-e-Hadees ﷺ ♥ Abu Hurera (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Huzoor-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Tum Me Koi Mout Ki…
- Bagair Ilm Ke Fatwe Dene Se Bacha Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jisko Bagair Ilm Fatwa Diya Gaya Ho Uska Gunaah Uss Fatwa Denewale Par Hai Aur Jisne Apne Bhai Ko Mashwara Diya Aur Yeh Jaanta Hai Ki Bhalai Uske Gair Me Hai Usne Khyanat Ki. - (Abu Dawood,/ Islami Akhlaq O Aadab, Page No.294) » Sabaq: Lihaja Bagair Ilm…
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…