♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Keh Do Aye Ahl-e-Kitab! (Jews And Christians) Se Ek Baat Ki Taraf Aa Jao Jo Hamare Aur Tumhare Darmiyan Barabar Hai Ki Allah Ke Siwaye Aur Kisi Ki Bandagi Na Karey Aur Kisi Ko Uska Sharik Na Thahrayein Aur Allah Ke Siwa Koi Kisi Ko Rab Na Banaye Agar Woh Phir Jaye (Na Maney) Tou Kah Do Gawaah Raho Ki Hum Tou (Allah Ke) Farmabardar Hain”.
– (Al Quraan, Aal-e-Imran, Aayat:64)
Home / Quran ki Nasihat / Ek Paigam Ek Rab Ke Bando Ke Naam ….
Related Posts:
- Quraan-e-Majid Huzoor Ka Aayinadar Hain! ..... » Azeem Haqikat: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Arbi (Arab Ke) Hain Tou Quraan Bhi Arbi! Jab Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Makka Me They Tou Waha Par Jo Wahi(Paigam) Allah Ta'ala Ki Jaanib Se Aap Per Nazil Hui Wo Aayatain MAKKI Kehlayi! Jab Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Madina Munnawara Me They…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Jab Koi Ladkiyo Ke Liye Nikah Ka Paigam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmatey Hai - "Jab Koi Aisa Shakhs (Tumhari Ladkiyo Ke Liye) Nikah Ka Paigam Bheje, Jis Ki Deendari Aur Akhlaaq Tumhe Pasand Ho, Tou Tum Uss Se Nikah Kara do, Agar Aisa Na Karoge Tou Duniya Me Fasaad Phail Jayega.." -…
- Nabiyo Aur Rasoolo Ka Jikr Quraan Me .... ★ Sawaal (Silsila-e-Nabuwat): Allah Ta’ala Ne Quraan Me Kitne Nabiyo Aur Rasoolo Ka Naam Ke Saath Zikr Kiya Aur Unke Kul Tadaat Kitne Hai.? » Jawaab: Nabi Aur Rasoolo Ke Kul Tadaat Kitne Hai Iss Ka Ilm Sirf Allah Ta'ala Ko Hi Hai. Quraan-e-Kareem Me Kul 26 Naam Saaf Saaf…
- Allah ke Khaas Bando ki pehchaan ye hai ke wo Zameen par… Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Kareem me Apne Khaas bando ki pehchaan ke bare me farmata hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Allah ke khaas bandey tou woh hai jo Zameen par Aahistagi se chalte hai aur Jab Jahil unsey (Jahalat) ki baat kare tou kahte hai ke Salaam (tum salamat raho), (63)…
- Apne Aapko Aur Biwi-Baccho ko Jahannum Ki Aag Se Bachaao ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Wo Logo Jo Emaan Laaye Ho! Bachaao Apne Aapko Aur Apne Ahl-O-Ayaal Ko Uss Aag Se Jiska Endhan Insan Aur Patthar Honge.." - [Surah: At-Tahrim(66): Aayat-6] #Sabak: Allah Rabbul Izzat Ne Is Aayat me Apne Bando Par Ye Farz Kar Diya Hai Ke, Mere Bando…
- Allah Ne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar .... Rabbe Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Irshad Farmata Hai Ke, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bilashuba Usne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar Aur Khoon Aur Suwar Ka Gosht Aur Wo Jaanwar Jis Par Allah Ke Siwa Kisi Aur Ka Naam Pukara Jaye, Albatta Jo Shakhs Majboor Hojaye (Aur Haraam Cheez Khale)…
- Kya Quraan Mushkil Kitab Hai ? » JAWAAB: Log Allah Ki Hidayat Se Door Rahe Isliye Mafadparsto ne Shariyate Islamiya me Beshumar Tawhaam Gadhey , in me se Ek Ye Bhi hai Ke Quraan Bohot Mushkil Kitab hai, Lihaja Aam Log Isey Samjh nahi Saktey ,.. Tou Aayiye Dekhte Hai Ke Allah Rabbul Izzat Is Talluk…
- Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye Jaise Tumsey Pichli Ummato Par Farz Kiye They Taake Kahi Tum Allah Ka Taqwa (Darr) Ikhtiyar Karo." - (Surah Baqra, Ayat:183) … Tou *Taqwa Roze Ke Maksad Hai,.. *Taqwa Ramzan Ka Maksad Hai ,.. *Taqwa Roze Ka…
- Huqooq ul Ibaad (Complete lecture) by Adv. Faiz Syed Bando ke haqooq Bando par kya hotey hai iske bare me jankari ke liye is Bayan ka Mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera. Video Dekhe:
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Qayaam Se Rokne Wala Sabse Bada Zaalim ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Uss Se Badhkar Kaun Zalim Hoga Jo Allah Ki Masajidon Me Uska Naam Lene Se Mana Kare, Aur Unko Veeraan Karne Ki Koshish Kare, Aisey Logon Ka Haq Nahi Ki Inn (Majid) Me Dakhil Ho Magar Darte Huye, Unkey Liye Duniya Me Bhi Zillat…
- Hadees: Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se… Hadith: 10-June: Abu Darda (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se pukaare jaoge, isiliye acche naam rakha karo. 📕 Abu Dawood 4948
- Hadees: Jo Bando Par Reham Nahi Karta Allah us par Reham… Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, “Jo Shakhs Bando par Reham nahi karega Allah Ta’ala uss par Reham nahi karega” 📕 Sahih Muslim 6030 For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Eid 2022: Eid ul Fitr Mubarak Eid ka Asal Paigam | Eid Mubarak ki Dua रमज़ान के पूरे महीने में भूक और प्यास को बर्दाश्त करने के बाद ईद की ख़ुशी इस बाद की मिसाल है कि ज़िन्दगी की मुसीबतों पर सब्र करने के बाद कभी ना कम होने वाली जन्नत की खुशियाँ हैं। हदीसों से…
- Al-Quran: Aye Nabi (ﷺ)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye… Quran: 9-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Aye Nabi (Salallahu Alaihi Wasallam)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye ke wahi baat kaha kare jo behtareen ho.❞ -Surah Bani Isra'il 17:53
- Taqwa aur iski Ahmiyat ♥ Bismillah Hirrahman Nirrahim ♥ "Inna Akramakum 'IndAllahi Atqakum" "Beshaq Allah ke Nazdik ikram wala wohi hai jo Allah ka Darr(Taqwa) rakhta ho" (Al Quran, Surah Huzrat 49:13) Allah Rabbul Izzat ne Baar-Baar is Paigaam ko Dohraaya: “Aye wo logo jo Imaan laye ho Taqwa ikhiyar karo” aur ye Aayat Quraan…
- Allah ka hukum sirf Mujhse Mango / Allah says that only ask… !!! Bismillah hir-Rahman nir-Rahim !!! ♥ Hadith-Qudsi: Allah Subhanahu ne farmaya Mujhse Raah mango, Mujhse khana mango, Mujhse kapda Maango, Mujhse bakshish Maango Abu Dhar (RaziAllahu anhu) se rivayat hai ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihey wasallam) se suna ki Allah taala ne farmaya: "Aye Mere Bando! mainey Zulm ko apney upar…
- Neki Ka Badla Pura Pura Ata Kiya Jayega ..... ♥ Hadees-Qudsi : Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihe Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, Allah Ta'ala Apne Bando Se Mukhatib Hokar Irshad Farmata Hai - "Mere Bando! Tumhare (Nek) Aamaal Hi Hain Jinko Main Tumhare Liye Mehfooz Kar Raha Hoon, Phir Tumhe Uska Pura Pura Badla Dunga, Lihaaza Jo Shakhs (Allah Ki Taufeeq…
- Qayamat Kise Kahte Hai ? » Sawaal: Qayamat Kise Kahte Hai ? » Jawaab : Qiyaamat Ke Mayne Hai Dobara Uthaaya Jana, Duniya Ka Fanah Ho Jana. Allaah Ta’ala Apni Kitaab Quraan-e-Kareem Me Farmata Hai Ki, Ek Din Aesa Hoga, Jab Woh Tamaam Paida Kiye Huye Cheezo Ko Mita Dega, Ussi Din Ka Naam Qayamat…
- Allah Apne Bando Me Kinhe Pasand Karta Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Aur Allah Sabr Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Imran, 146) » Beshak Allah Ta'ala Insaf Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Mumtahina, 8) » Beshak Allah Ta'ala Unn Se Mohbbat Karta Hai Jo Uss Per "Tawakkala" Karte Hain. - (Al-Imran, 159)…
- Paigam-e-Haq Logo Tak Pohachaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Mera Paigham Logon Tak Pahuchao Chahe Ek Hi Aayat Ho, - Aur Jisney Mujh Par Janbujh Kar (Intentionally) Jhoot Bola Usey Jahannum Me Apney Thikane Ke Liye Tayyar Rehna Chahiye". - (Sahih…
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Fazail-e-Quraan: Part 1 ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ (Allah ke Naam se Shuru Jo nihayat meherban aur reham wala hai) Hum sab Jantey hai ke koi bhi ek Musalman Chahe Imaan ke Aitbaar se Jis bhi Darje ka ho, har Shakhs ke Nazdik Iss kitab ki badi ahmiyat hai. Ye Kitaab Badi Mohataram aur Mukaddas…
- Fazail-e-Quran: Part 3 Iss Unwan me Quran ke Fazail ke taaluk se Hum chand Ahem Fazilate aapke samne rakhne ki koshish karenge jo Duniya ki Zindagi, Qabr ki Zindagi aur Aakhirat me Fayde ka bayis hongi. Aur Isko chorrne se Duniya me, Qabr me aur Aakhirat me kya-kya nuqsaan hoga ? , wo badi-badi…