» Eid Ka Roza: Eidain (Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha) Ka Roza Rakhna Manaa Hai, Isliye Ke Hadees Me Hai.
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Karte Hain Ke –
“Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne “Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha Ke Din Roza Rakhne Se Manaa Kiya Hai”
– (Bukhari Jild 1 Pg 267, Muslim Jild 1 Pg 360. Abu Dawood Jild 1 Pg 328,
Tohfatul Ahwazi Jild 2 Pg 26, Daarimi Page 353,)
Home / Eid-Ul-Adha ~Qurbani / Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Adha Ka Roza Nahi ….
Related Posts:
- Roza Baatini Ibadat Hai .... Roza Baatini(Internal) Ibadat Hai Kyu Ke Hamare Bataye Bagair Kisi Ko Nahi Pata Chal Sakta Hai Ke Hamara Roza Hai Aur Allah Ko Baatini Ibadat Ziyada Pasand Hai. - (Aljama Sagheer P-146 H-2415)
- Saari umr ke Roze bhi Ramzan ke Rozo ke barabar nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ramzan Ka Roza Qasadan Chhode Phir Chahe Tamaam Umr Roza Rakhe Woh Uske Barabar Nahi Ho Sakta.." - (Tirmizi Sharif)
- Jhoote aur Dagabajo Ka Bhi Roza Kabool Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Agar Koi Shakhs Roza Rakh Kar Bhi Jhoot Bolna aur Dagabaji Karna Na Chore Tou Allah Ta'ala Ko Uski Koi Zaroorat Nahi Ki Wo Apna Khana Peena Chor De..." - (Sahih Bukhari, 1903) # Sabaq: Allah Ta'ala Unka Roza Hargiz…
- Rozo Me Bhi Behuda Baato Se Bacha Jaye .... » Haq Baat: Sirf Khane-Peene Se Baaz Rahne Ka Naam Roza Nahi Balke Roza Tou Ye Hai Ki Behuda Baato Se Bacha Jaye - (Haakim)
- Zakaat-Ul-Fitr Se Rozey Ko Paak Karey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne, "Zakat-Ul-Fitr Ko Bekar Aur Behuda Baat Se Rozey Ko Paak Karney Aur Miskeeno Ki Parwarish Ke Liye Muqarar Farmaya Hai, Jo Shakhs Eid Ki Namaz Se Pahley Isey Ada Karega Wo Zakat Ki Tarah…
- Badan Ki Zakaat Roza Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - “Har Cheez Ke Liye Zakaat Hai Aur Badan Ki Zakaat Roza Hai, Aur Roza Aadha Sabr Hai ,.." - (Ibne Majah)
- ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? Roza na rakhne ki kisko Chut hai? Ramzan me roza koun log nahi rakh sakte?, Kin Logo ko Ramzan ke Roze Muaf hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai ? ♫ Roza koun…
- Ghar ke Afraad ki Taraf se "Sadqa-e-Fitr" Sadqa fitr se Murad Ramdan ke Mahine ke pura hone par Namaze Eid se pahle har Musalman shakhs ki taraf se Fitra ada karna hai. ♫ Sadqaa-e-Fitr Ke Audio Bayan Ke Liye is Link Par Jaye ✦ Hadees: Hazrat Ibne Umar (RaziAllahu Anhu) se marvi hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alahi…
- ♫ Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai? Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai? Roza kin Cheezo se toot sakta hai? wo kounse amal hai jiski wajah se roza toot'ta hai, tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ko jarur suney, jazakAllahu khairan kaseera. Aur bhi Dekhe: ♫ Napaki ki Halat me kya…
- Fitra / Sadqa-e-Fitr / Zakaat al Fitr Kya hai aur kyun dete… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ 1. SADQA-e-FITR / ZAKAT AL-FITR Kya Hai? Sadqa-e-Fitr ya Zakat al-Fitr, jise hum aam taur par ‘Fitra’ ke naam se jaante hai, yeh ek aisa Sadqa hai jo aap ke tamaam Rozo ko Paak karta hai. yeh ek khane pine ki cheez ki Shakal me di jaati…
- ♪ Roze Chorne se Bacha kare Roze Chorne se Bacha kare Roza Chorna Kitna bada gunah, iska Azab kitna sakth hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab ♫…
- ♫ "Roza Lag raha" Bolna kaisa hai? "Roza Lag raha" Bolna kaisa hai? Aksar Roze me Kamzori Aane ki wajah se Log ajib ajib baate kehne lagte hai, to kya aisa kehna jayaz hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala karte hai,. jazakAllah khairan kaseera. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na…
- ♫ Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur… Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur uska Kaffara Roze ki Halat me miya biwi ka aapas me humbistari karna kitna bada gunah hai, aur uska kaffara kya hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala kare. jazakAllahu khairan kaseera. Aur…
- ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai? Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai? Ramzan me Rozo ke liye Napaki ke halat me kya sehar karna durust hoga? Agar haa tou Gusl ka sahi wakt kounsa hai? Tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se Audio bayan ka muta'ala kare. jazakAllahu khairan kaseera. Aur bhi Dekhe:…
- ♫ Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou kya kare? ♫ Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou kya kare? Ramzan me Aurat ko Roze ki halat me Haiz Aajaye tou kya kare? tafsili jankari ke liye is Audio clip ka muatala kare, jazakAllah khair. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun…
- ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka… Roza Chorne ka Azab Kin Logo ko Roza na rakhne ki chooth hai aur bewajah Roza chorne ka azab kitna khatarnak ho sakta hai? tafseeli jankari ke liye is audio clip ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Napaki ki Halat me…
- ♫ Saher aur Iftar Ka Tariqa aur Kuch Galat Fahmiya Saher Aur Iftar ka Tariqa aur Kuch Ghalat Fahmiya Saher aur Iftar Kaise kare, uska mukammil Tariqa aur uske talluk se Kuch Galat Fahmiyo ka ijala janne ke liye is mukhtsar si audio clip ka jarur mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫…
- Namaze Nabawi in Hindi Pdf free Download Full Namaz in Hindi PDF Download, Namaz ki surah in hindi pdf, Namaz in hindi translation pdf, Complete Namaz in hindi pdf, Free Download Namaz ka tarika in hindi Pdf, Shab e Qadr ki Namaz ka tarika in hindi pdf free download, Shab e Barat ki Namaz ka tarika in…
- Zakat Saqda aur Fitre ke Masail Adv Faiz Sayed https://www.youtube.com/embed/FROFzZoA9To 01. Zakat Sadqa aur Fitre me Kya Farq hai02. Zakat Ka Nisab Kya hai aur Kab Di Jayengi03. Zakat Kisko De ?04. Kya Aurat ko Apne Zewar ki Zakat Dena Padegi agar Sohar Na de tou05. Khawateen - Aurat - Women Zakat Kaise De Jabke Wo Kamti Nahi Hai06.…
- Sadqa-e-Fitr Gurba-O-Masakeen Ka Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Azad Ghulaam, Mard, Aurat aur Har Chotey Badey Musalman Per 1 Saa Khajoor Ya 1 Saa Jo’bator Sadqa Fitr Ada Kerna Farz Kia hai aur Isey Logon ke Namaz-e-Eid Ke Liye Nikalne Se Qabl…
- Eid-Ul-Fitr Mubarak ♥ Asssalamo Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu !! ummat-e-nabi.com/home Team Ki Janib Se Aap sabhi Hazrat ko Eid-Ul-Fitr Mubarak Ho.. *Allah Rabbul Izzat Iss Mubarak Din Ke Sadqe Hum Tamam Ki Magfirat Ata Farmaye, *Hume Apne Ibadato Ko Riyaakari Ke Fitno Se Paak Rakhne Ki Toufiq Ata Farmaye, *Hum Tamam…
- Nifaas Ki Muddat ..... » Nifaas Ki Muddat Zyada Se Zyada 40 Din « Aksar Aurto Me Ye Baat Mashhoor Hai Ki Bachcha Jan'ne(Yani Bachcha Janam Dene) Ke Baad Pure 40 Din Tak Laazim Napaak Hi Rehti Hai. Ye Bilkul Galat Hai. Nifaas Ki Muddat Zyada Se Zyada 40 Din Hai, Agar 40 Din…
- Ramadan Day 15 | Jhoot bolne aur Dagabaji karne walo ka Roza… Ramadan Day 15 ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou ...
- Ramadan Day 27 | Sadaqa-e-Fitr, Eid ke 1 ya 2 din pehle… Ramadan Hadees: Day 27 Sadaqa-e-Fitr, Eid ke 1 ya 2 din pehle dey ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrate Nafi (R.A.) ne bayan kiya ke: "Log Sadaqat-ul-Fitr, (Eid ke) Ek yaDo din pehle bhi de diya karte they" 📕 Sahih al-Bukhari 1511
- Ramadan Day 14 | Bhulkar Khane pine se Roza nahi Toot'ta Ramadan Quotes: 14 Ramzan ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:❝Jisne bhulkar Roze ki halat me kuch kha pi liya to ...