Do Waqt Namaz Parhne Se Manaa Farmaya

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sa’id Al-Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Fajar Ki Namaz Ke Baad Suraj Nikalne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye
Aur Asar Ki Namaz Ke Baad Suraj Dubne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye..”

(Sahih Bukhari, Vol 1, 586)

♥ Mafhoom-e-Hadees Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki –
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Do (2) Waqt Me Namaz Parhne Se Manaa Farmaya Hai,
Fajar Ki Namaz Ke Baad Suraj Nikalne Tak
Aur Asar Ki Namaz Ke Baad Suraj Dubney Tak…”

(Sahih Bukhari, Vol 1, 588)

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: