♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Beshaq Allah Ke Nazdeek Deen Tou Sirf Islam Hee Hai,
*Aur Ahl-e-Kitab Ne Apne Paas Ilm Aa Jaane Ke Baad Aapas Ki Sarkashi
Aur Hasad Ki Bina Par Hee Ikhtilaaf Kiya Hai
Aur Allah Ki Aayaton Ke Saath Jo Bhi Kufr Kare
Allah Uss Ka Jald Hisaab Lene Waala Hai.. ”
– (Surah Aal-e-Imran: Ayat 19)
Home / Quran ki Nasihat / Deen Tou Sirf Islam Hee Hai
Related Posts:
- Deen Me Kisi Tarha Ka Jabr Nahi .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Deen-e-Islam Me Kisi Tarha Ka Jabr(Jabardasti) Nahi. Hidayat Paaney Me Kisi Ko Barso Lag Jaatey Hai Tou Kisi Ko Ek Pal. Waqt Ka Tayyum Sirf Allah Ta'ala Hi Karta Hai. - Farmane Hazrate Bilal (RaziAllahu Anhu)
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Deen Roshni Hai Aur Duniya Saaya ..... » Deen Aur Duniya « Misaal : Jab Kisi Insan Ke Aage Roshni Hoti Hai Tou Uss Ka Saaya Peeche Aata Hai Aur Jab Roshni Peeche Hoti Hai Tou Uska Saaya Aage Aata Hai. Deen "Roshni" Hai Aur Duniya Saaya. Deen Ko Aage Rakhenge Tou Duniya Khud Peeche Aayegi Aur…
- Allah Tumhe Kinse Dosti-Dushmani Rakhne Ko Kehta Hai ? ... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Tumse Tumhare Deen Ke Baare Me Nahi Lade-Bhide Aur Na Tumhe Gharo Se Nikaale Unn Logon Ke Sath Ehsan Karne Aur Unke Sath Insaaf Se Pesh Aane Se Allah Tumhe Manaa Nahi Karta, Beshaq Allah Insaaf Karne Walo Ko Azeez Rakhta Hai. Allah…
- Yeh Deen Aalami Aman Ke Liye .... » Quraan Kiske Liye ? - Iss Deen Ka Yeh Sharf Hai Ke Iska Rab Rabbul Aalmin Hai, Iski Kitaab Quraan Ka Ye Sharf Hai Ke Dunia Ki Koi Kitab Yeh Nahi Batati Ke Wo Kiske Liye Aayi Hai ? Bhejne Wala Koun Hai ? Kaha Jayegi ? Kya Muamla…
- ISLAM Khatrey Me Hai Ya MUSALMAN ? Aaj Musalamano Par Din-ba-Din Zulmo Seetam Ki Inteha Dekh Aksar Logon ke Muhh Se Ye Baate Sun'ne Ko Milti Hai ke "Islam Khatrey me Hai ,.." Subhan'Allah !!! ... *Yaad Rakhey Jo Log Ye Kehte Hai Ke Islam Khatrey Me Hai.. Wo Bhul Jaiye Ke Islam Ko Kabhi Khatra Tha…
- Aao Uss Baat Ki Taraf Jo Aap aur Hum'me Yaksa Hai .... Allah Rabbul Izzat Ne Aalami Aman Ke Liye Quraan Me Nuskha Bhi Batla Diya. ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Ahle Kitab! Aao Uss Baat Ki Taraf Jo Aap aur Hum'me Yaksa Hai, Ke Hum Allah Ta'ala Ke Siwa Kisi Ki Ibadat Na Kere, Na Uske Sath Kisi Ko Shareek…
- Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshaad Farmate Hain - "(Mardo Ne Nikah Ke Liye) Aurat Ki Talab Deen Ke Liye Hi Karni Chaahiye, Zamaal (Khubsurati) Ke Liye Nahi ! Iske Ma'ani (Matlab) Ye Hai Ke, Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein, Na Yeh Ke Khubsurati Dhundhe Hi Nahi.…
- Insan Dar-Haqikat Ghate Me Hai, Siway Unn Logon Ke .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Zamane Ki Qasam ! Insan Dar-Haqikat Ghate Me Hai, Siway Unn Logon Ke Jo Imaan Laye Aur Nek Aamal Karte Rahe Aur Ek Dusre Ko Haq Ki Naseehat Aur Sabr Ki Talkin Karte Rahe. - (Surah Asr(103) : Ayat 1-3) » जमाने की कसम।…
- Kyu Hum Par Zaalim Hukumra Musallat Hai ? ... Moujuda Haalat me Ummat-e-Muslima par Dushmane Deen jis tarah Zulmo-Sitam kar rahi hai, kya Sahaba ke dour me bhi yahi haal tha, Kya Sahaba bhi humesha magloob rahe? Aayiye Sahaba ki tareekh par gour karte hai. Sahaba (RaziAllahu Anhu) ko Allah Rabbul Izzat ne Quraan me farmaya ke: "Walaqad Qatabna…
- Deen me Naya Akida Shan-e-Risalat me Khayanat Hai ♥ Bujurgane Deen Ke Aqwal: Imaam Maalik (Rahimahullah) Aapne Sagird Shafe'yi (Rahimahullah) Ko Farmate Hai Ki "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Aur Unke Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhuma) Ke Daur-e-Hayat Me Jo Chiz "Deen Ki Ayetbar Se Qubul Nahi Tha" , Wo Chiz Aaj Bhi Deen Nahi Samjha Jayega, Jisne Deen Ke Naam…
- Aasani Paida Karo, Tangi Na Paida Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Anas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Aasani Paida Karo, Tangi Na Paida Karo, Logon Ko Tasalli Aur Tashaffi Do, Nafrat Na Dilao.." - (Urdu Ref: Sahih Bukhari, Vol.7, Hadith no.6125) *Wajahat: is AaHadeese mubarak me Hum me se unn…
- Shohrat Ke Waste Ilm Haasil Karne Wala Dozakhi Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Insan Deen-e-Islam Ka Ilm Sirf Isliye Sikhna Chahta Ho Ke Uss Ilm Ke Jarye Wo Kum Ilm Walo(Jaahilo) Par Fakr (Ghamand) Kare, Ulema (Scholar) Se Jhagda Kare, Logon Me Aalim Ke Taur Par Mash'hoor (Famous) Ho Jaaye Aur Log Uski…
- Aman Ka Paigaam Logon Me Aam Na Karney Ka Anjaam .... Allah Rabbul Izzat Ne Ummat-e-Muslima Ko Aman Ke Deen (Deen-e-Islam) Ke Paigaam Logo Me Aam Karne ke Liye Chuna , Lekin Afsos Ke Humne Is Farize me Kotahi Ki , Aur Natijatan Hum Logon ke Shako Shubhat Ki Vajah Ban Gaye ,.. Aayiye Isi Talluk se Ek Misaal Par Gour…
- Quraan-e-Kareem ..... ♥ Quraan-e-Kareem ♥ 22 Saal, 2 Maah, 22 Din Me Nazil Hua aur Isme Siparey → 30 Sajdey → 14 Manzil → 7 Surtein → 114 Makki → 86 Madni → 28 Ruku → 540 Aayat → 6236 Huroof → 323760 Zabar → 53243 Zer → 39582 Pesh → 8804…
- Islam me Naye-Naye Kamo ke Ijad karne se Bachtey Rehna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Arbaz Bin Sariyaah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, Unhoney kaha ki ek din Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Hume Namaz Padhayi, Phir Aap Humari Taraf Mutwajjah Huye aur ek Nasihat Farmayi, Usey sun kar Humari Aankho se Ansoo Jaari ho Gaye aur Dil dahal gaye, Ek Shakhs…
- Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Beshaq Deen Aasan Hai ! Aur Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega Deen Uss Par Ghalib Aa Jayega, So Apne Amal Me Pukhtagi (Continuity) Ikhtiyar Karo - Aur Jahan Tak Mumkeen…
- Islam me Aurto Ke Adhikar - Women's Right In Islam [Hindi]… Islam me Naari Ke Adhikar, women's rights in islam , women's rights in quran, women's rights in islam over husband, women's rights in islam marriage, women's role in islam, status of women in islam
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Kya Quran Gumaarahi Lata Hai ? Aaj Humare Quraan Se Doori Ki Sabse Ghatiya Aur Intehahyi Baqwas Vajah Ye Hai Ke – "Quraan Padhey Tou Gumraah Ho Jatey ,.." Subhan’Allah !!! *Jo Quraan Insaniyat Ke Liye Kitab-e-Hidayat Hai Agar Wo Musalmano Ko Hi Gumrah Kar Dey Tou Kya Dawat Denge Hum Gairmuslimo Ko ? *Darhakikat Wo…
- Deen Me Biddat Kar Liye Tou Kya Hua ? Imam Malik (Rahmatullah Alayh) Ke Paas Ek Shakhs Aaya Aur Kahne Laga Agar Mai Eid Ki Namaz Se Pahle Khali Wakt Hai Mere Paas 2 Rakat Nafeel Padh Liye Tou Kaisa Hai? * Aap Imam Malik Ne Kaha - Ke Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Aisa Kaam Na Kiya! Tu Bhi…
- Ishq Love Affairs aur Mohabbat ki Haqeeqat by Adv. Faiz Syed Islam me Ishq ki Hakikat Kya hai?, Moujuda haal me Love Afairs ki Shakl me Mohabbat ke jo Aqsaam nazar aa rahe hai uspar Shariyat ka hukm kya hai ? aayiye iske bare me tafsili jankari ke liye is Video bayan par Gour karte hai. baraye meharbani isey jyada se…
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Aye Imanwalo! Ek Ho Jao ! Nek Ho Jao ... Allah Rabbul Izzat Apney Mukkadas Qalaam Quraan Me Farmata Hai – ♥ Al-Quraan: Beshaq Jo Log Apne Deen Ke Tukde Tukde Kar Chukey Hai Aur Firqo Firqo Me Taqsim Ho Chukey Hai Unn Logon Ke Sath (Aye Nabi Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Aapka Koi Ta’alluq Nahi, Unka Mu’amla Tou Sirf…
- Aye Kash! Maine Rasool Ka Rasta Apnaya Hota ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Uss Roz Zalim (Afsos Aur Nadamt Se) Apne Hath Kaat Kar Khayega Aur Kahega “Aye Kash! Mai Ne Rasool Ka Rasta Apnaya Hota! Haye Meri Bad-Bakhti Ke Kaash Mai Falaa (Gumrah Shaks) Ko Apna Dost Na Banaya Hota...” – [Surah:Furqan (25) Aayat No:27-28] *Mere Azeezo !…