♥ Qaul-e-Mubarak: Deen-e-Islam Me Kisi Tarha Ka Jabr(Jabardasti) Nahi.
Hidayat Paaney Me Kisi Ko Barso Lag Jaatey Hai Tou Kisi Ko Ek Pal.
Waqt Ka Tayyum Sirf Allah Ta’ala Hi Karta Hai.
– Farmane Hazrate Bilal (RaziAllahu Anhu)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Deen Me Kisi Tarha Ka Jabr Nahi ….
Related Posts:
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai, Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai. - Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana, Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai. - Hazrat Sayyed Shah…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Tab Tak Momin Ka Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Momin Ke Dil Me Jab Tak Lalach Ya Makhlooq Me Se Kisi Ka Khauf Baaki Hai, Tab Tak Uska Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta" - Qoul-e-Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh)
- Lalachi Shakhs Ke Paas Amanat Mehfooz Nahi Ho Sakhti ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - Mere Nazdeek Kisi Bakheel(Kanjus) Ko Adal Qarar Dena Durust Nahi. Kyu Ke Iss Se Lalach Ubharta Hai Nateejah Woh Nuqsaan Ke Khauf Se Apne Haq Se Ziyada Le Leta Hai, Lehaza Jis Shakhs Me Bukhul(Kanjusi) Ki Sifat Paai Jati Hai…
- Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat Paida Hone Lage Tou Fouran Uski Achchaiyo Ko Yaad Karne Lago. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Allah ki zaat par bharosa karne wala kabhi Naqam nahi hota ۞ Bujurgane Deen Ke Aqwal ۞ 01). Allah ki Zaat par bharosa karne wala kabhi naqaam nahi hota. 02). Kisi ka Raaz talaash mat karo, maalum ho jaaye tou faash mat karo. 03). Musibat padne par Mout ki tamanna mat karo. 04). Achha Dost Allah ka tohfa hai. 05). Kisi…
- Badnigahi Deen Ka Safaya Ker Degi .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "(Aye Ibne Aadam !) Aisi Jagah Mat Baith Jahan Teri Tabiyat Ka Josh Bhadak Ker Khud Tere Hi Emaan Ke Ghar Ko Aag Laga De, Jab Teri Tabiyat, Khwaish, Nafs Aur Tere Ander Ka Shaitaan Yeh Sab Bhadak Uthenge…
- Gunaah Dil Ko Pareshan Rakhta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Usman-e-Gani (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - 1). Ta’ajub Hai Uss Par Jo Jannat Par Emaan Rakhta Hai Aur Phir Bhi Duniya Ke Saath Aisho Aaram Se Waabasta Rehta Hai. Ta’ajub Hai Uss Par Jo Dozakh (Ke Azaab) Ke Baarey Me Jaanta Hai Phir Bhi Gunah Se Door…
- Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Jafar Sadiq (Rehmatulahi Alaihi) Se Kisi Ne Sawaal Kiya Ke - "Agar Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab Kuch Likh Diya Gaya Hai Tou Phir Dua Kyon Kare ? Aap Ne Farmaya Ke, "Ho Sakta Hai Tere Parwardigar Ne Yehi Tumhare Naseeb Me Likh Diya Ho…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Agar Tum Kisi Ko Chota Dekh Rahe Ho ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Tum Kisi Ko Chota Dekh Rahe Ho, Tou Tum Usey Door Se Dekh Rahe Ho, Ya Phir Ghuroor Se Dekh Rahe Ho,.. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Emaandaar Aur Aabid .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu)♥ ∗ Emaandaar Wahi Hai Jo Aakhirat Ke Liye Tosha Jama Kare, Aabid Wahi Hai Jo Allah Ki Taqseem Par Raazi Rahe. ∗ Agar Tumhain Ek Dusre Ki Niyaton Ka Ilm Hota Tou Tum Ek Dusre Ko Dafan Bhi Na Karte. ∗ Kisi Nek Kaam…
- Aalim-e-Deen Jyada Bhaari Hai Shaitan Par .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek (1) Fakih Yaani Deen Ka Ek(1) Aalim Shaitan Par Hajaro Ibadat Karne Walo(Aabid) Se Jyada Bhaari Hai..." - (Tirmizi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Bilal (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul hai Ke - "Aalim Ke Qalam Ki Roshnaai Shaheed Ke Khoon…
- Jis Ka Rabta Allah Se Ho Wo Naaqam Nahi Hota ♥ Qaul-e-Mubarak: Jis Ka Rabta Allah Se Ho Wo Naaqam Nahi Hota, Naakam Tou Wo Hota Hai Jis Ki Ummidain Duniya Se Wabasta Ho." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Koi Bhi Kisi Muslman Ko Haqeer Khayal Na Kare .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Tum Me Se Koi Bhi Dusre Musalman Ko Haqeer Khayal Na Kare Iss Liye Ke Allah Ke Yahan Chote Musalman Ka Rutba Bhi Badaa Hai" - Hazrate Abu Bakar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
- Pahle Baatin Ko Sawaaron Fir Jaahir Ko Baad Me! .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Quraan Ka Ek Kinara Allah Ke Hath(Dast-e-Qudrat) Me Hai Aur Dusra Makhlooq Ke Hath Me, Bas Isi Ko Allah Ta'ala Tak Pahuchne Ka Wasila Banaao Amal Karke! Pehle Makaan Ko Ander Se Banaya Jata Hai, Baaher Baad Me! Isi…
- Jo Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Mere Ummat Me Se Jo Shakhs Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai Aur Jo Mashwara Nahi Karta Wo Pareshaan Hee Rehta Hai.." - (Baihaqi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam-e-Maalik (Rahmatullah Alayh) Ka Qoul Hai Ke - "Kisi Shakhs…
- Deen Roshni Hai Aur Duniya Saaya ..... » Deen Aur Duniya « Misaal : Jab Kisi Insan Ke Aage Roshni Hoti Hai Tou Uss Ka Saaya Peeche Aata Hai Aur Jab Roshni Peeche Hoti Hai Tou Uska Saaya Aage Aata Hai. Deen "Roshni" Hai Aur Duniya Saaya. Deen Ko Aage Rakhenge Tou Duniya Khud Peeche Aayegi Aur…
- Haq Ki Talash Me Koshish Karte Raho .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarte Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Shirk Sirf Boot Parsti Hi Nahi Hai Balki Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Aur Duniya Ki Kisi Bhi Chiz Ke Sath Ishq Ki Kefiyat Se Munsalik Ho Jana Ye Sarahatn Shirk Hai, Allah Ke Siwa Har Chiz Gaire Allah…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Jis Amal Me Tujhe Halawat Na Miley ♥ Qaul-e-Mubarak: Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Irshad Farmate Hain - "Jis Amal (Ibadat, Riyazat, Neki) Me Tujhe Halawat (Meethas) Na Miley, Yun Samajh Ke Tuney Usey Kiya Hi Nahi". - (M.Jamal Mustafaai)