Ummat ki Islah

40 hadees in Roman Urdu Tarjuma Translation, Short & Sahih Hadees in Roman Urdu, Hadees in Roman Script

Showing 40 of 1,242 Results

Ramadan Day 13 | Rozadaar ke liye do khushiya hai

Ramadan Quotes: 13th Ramzan ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:❝ Rozadaar ke liye do khushiya hai, Ek “Iftar” ke Waqt aur Doosri apne Rab se milne ke Waqt (Aakhirat me) hogi to apne Roze ka Sawab pa kar khush hoga. ❞ [Sahih al-Bukhari 1904]

Ramadan Day 2 : Jisne Imaan ke Saath Sawab ki Niyat se Ramzan ke sare Roze rakhe

02nd Ramzan Hadith Quote: Abu huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallhu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jisne Imaan ke saath Sawab ki niyat se Ramzan ke Roze rakhe uske pichle saare Gunaah bakhsh diye jayenge.” Sunan Ibn Majah, 641-Sahih

नमाज का तरीका | Namaz in Hindi

नमाज़ का तरीका बहोत आसान है। नमाज़ या तो २ रक’आत की होती है, या ३, या ४ रक’आत की। एक रक’आत में एक क़याम, एक रुकू और दो सजदे होते है। नमाज़ का तरीका कुछ इस तरह है –

Ramzan ke Masail

Ramzan aur Rozon ke Masail Quran Hadees wa Sunnat ki roshni mein | Ramazan Se Mutalliq Kuch Sawal aur Uske Jawabat Ramzan aur Rozon ke Masail | Ramazan Se Mutalliq […]