09th Ramzan | Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai. [Hadees: Sahih Bukhari 1904]

Ramadan Day 9 | Roza ek Dhaal hai

9th Ramadan Hadith: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai.❞ [Sahih Bukhari 1904]

08th Ramzan | Rozedar ko Iftar karane ki Fazilat aur Sawaab [Sunan Ibn Majah 1746]

Ramadan Day 8 : Rozedar ko Iftar karane ki Fazilat aur Sawaab

Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaih Wasallam) ne farmaya ” Jo koi kisi Rozedaar ko iftar kara de tou uss ko Rozedaar ke Barabar Sawab Milega, aur Rozedaar ke sawab mein se koi kami nahi hogi .” [Sunan ibn e Maja, 1746]

07th Ramzan | Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (ﷺ) ke sath Hajj karne ke barabar hai. [Hadees: Sahih Bukhari 1863]

Ramadan Day 7 : Ramzan me Umrah karne ki Fazilat

07th Ramzan ۞ Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke:❝ Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ke sath Hajj karne ke barabar hai. ❞📚 Sahih Bukhari 1863

06th Ramzan | Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. [Hadees: Musnad Aḥmad 6589]

Ramadan Day 6 : Rozedar ke liye Roza aur Quraan sifarish karega

06th Ramzan ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:❝ Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. ❞📚 Musnad Aḥmad 6589

05th Ramzan | Ramzan ke Mahine me Jannat ke Darwaze khol diye jatey hai aur Jahannum ke darwaze band kar diye jatey hai. [Hadees: Ṣahih Bukhari 1800]

Ramadan Day 5 : Ramzan me Jannat ke Darwaze khol diye jatey

05th Ramzan Hadith : ❝ Ramzan ke Mahine me Jannat ke Darwaze khol diye jatey hai, Jahannum ke darwaze band kar diye jatey hai aur tamam Sirkash Jinn aur Shayateen Qaid kar liye jaatey hai.❞📕 Ṣahih al-Bukhari 1800

03rd Ramzan | Islam ke Sutoon paanch (5th Ramzan ke Roze rakhna) hai [Hadees: Sahih Muslim]

Ramadan Day 3 : Islam ka 5th Sooton hai Ramzan ke Roze

3rd Ramadan Quotes: ۞ Hadees: “Islaam ke sutoon paanch (5) hai.” (1). Pehla Ye ke Allah hi ki Ibadat ki jaye aur uske siwa tamaam jhoote khudao ka inkaar kiya jaye, (2). Namaaz parhna, (3). Zakaat dena, (4). Baitullah ka Hajj karna aur (5). Ramzan ke Roze rakhna…

02nd Ramzan | Jisne Imaan ke Saath Sawab ki Niyat se Ramzan ke sare Roze rakhe uske pichle saare Gunaah Muaf [Hadith: Sunan Ibn Majah; 641]

Ramadan Day 2 : Jisne Imaan ke Saath Sawab ki Niyat se Ramzan ke sare Roze rakhe

02nd Ramzan Hadith Quote: Abu huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallhu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jisne Imaan ke saath Sawab ki niyat se Ramzan ke Roze rakhe uske pichle saare Gunaah bakhsh diye jayenge.” Sunan Ibn Majah, 641-Sahih

01st Ramzan | Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they [Al-Quran: 2:183]

Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye

Ramadan Day 01

Tum par Roze farz kiye gaye Taaki Taqwa Ikhteyar karo

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:

❝ Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye,
jaise tumse pichali Ummato par humne farz kiye they
ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.❞

📕 Surah Baqrah 2:183

4.9/5 - (122 votes)
Roza Na Rakhne Ki Kisko Chut Hai

♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai?

Roza na rakhne ki kisko Chut hai?

Ramzan me roza koun log nahi rakh sakte?, Kin Logo ko Ramzan ke Roze Muaf hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare.

Aur bhi Dekhe:

3.8/5 - (6 votes)
Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab

♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab

Roza Chorne ka Azab

Kin Logo ko Roza na rakhne ki chooth hai aur bewajah Roza chorne ka azab kitna khatarnak ho sakta hai? tafseeli jankari ke liye is audio clip ka mutala kare.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (4 votes)
Roza Lag raha" Bolna kaisa hai ?

♫ “Roza Lag raha” Bolna kaisa hai?

“Roza Lag raha” Bolna kaisa hai?

Aksar Roze me Kamzori Aane ki wajah se Log ajib ajib baate kehne lagte hai, to kya aisa kehna jayaz hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala karte hai,. jazakAllah khairan kaseera.

Aur bhi Dekhe:

4.7/5 - (4 votes)
♫ Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai ?

♫ Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai?

Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai?

Roza kin Cheezo se toot sakta hai? wo kounse amal hai jiski wajah se roza toot’ta hai, tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ko jarur suney, jazakAllahu khairan kaseera.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (1 vote)
Roza chorne ka azab | Roze Chorne se Bacha Kare

♪ Roze Chorne se Bacha kare

Roze Chorne se Bacha kare

Roza Chorna Kitna bada gunah, iska Azab kitna sakth hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (1 vote)
Saher aur Iftar ka Tariqa aur kuch Galat Fahmiya

♫ Saher aur Iftar Ka Tariqa aur Kuch Galat Fahmiya

Saher Aur Iftar ka Tariqa aur Kuch Ghalat Fahmiya

Saher aur Iftar Kaise kare, uska mukammil Tariqa aur uske talluk se Kuch Galat Fahmiyo ka ijala janne ke liye is mukhtsar si audio clip ka jarur mutala kare.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (1 vote)
Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur uska Kaffara

♫ Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur uska Kaffara

Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur uska Kaffara

Roze ki Halat me miya biwi ka aapas me humbistari karna kitna bada gunah hai, aur uska kaffara kya hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala kare. jazakAllahu khairan kaseera.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (1 vote)
Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou Kya kare

♫ Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou kya kare?

♫ Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou kya kare?

Ramzan me Aurat ko Roze ki halat me Haiz Aajaye tou kya kare?
tafsili jankari ke liye is Audio clip ka muatala kare, jazakAllah khair.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (1 vote)
♪ Shabe Qadr ki Fazilat - Qurano Sunnat ki roshni mein

♪ Shabe Qadr ki Fazilat – Qurano Sunnat ki roshni mein

Shabe Qadr ki Fazilat

Shabe Qadr kya hai? iski fazilate kya hai ? ye kab aati hai? isme kaisi ibadate kare? tafseeli jankari ke liye aayiye is mukhtsar se Audio bayan ka muta’ala kare,. jazakAllahu khairan kaseera,..

People also search as:

5/5 - (8 votes)
Ramzan ka Khutba

रमज़ान का तआरुफी ख़ुत्बा | Ramzan ka Khutba

ए लोगो!” तुम पर एक अज़ीम और मुबारक महीना साया फगन होने वाला है, ऐसा महीना जिसमें एक ऐसी रात (शबे कदर) है जो 1000 महीनों से बढ़कर ….

♫ Ramzan ki Fazilat - Ahmiyat aur Masaail

♫ Ramzan ki Fazilat – Ahmiyat aur Masaail

Ramzan ki Fazilat – Ahmiyat aur Masaail

Free Download Audio Bayan of Ramzan Ki Fazilat, Ahmiyat aur Masaail, Shabe Qadr ki Hakikat aur Fazail by Adv Faiz Sayed.

♪ Ramzan ki Fazilat – Part (I)

♪ Ramzan ki Fazilat – Part (II)

♪ Ramzan Ki Fazilat – Part (III)

♪ Shabe Qadr – (Ramzan Ki Fazilat) – Part (IV)

♪ Roze Chodney Se Bachey – (Ramzan Ki Fazilat) – Part (V)

5/5 - (1 vote)
♫ Qaza e Umri ki Hakikat aur Qaza Namaz kaise Ada kare ?

♫ Qaza e Umri ki Hakikat aur Qaza Namaz kaise Ada kare ?

Qaza e Umri Ki Namaz Padhna Kaisa Hai ? Kya Qaza e Umri Qurano Sunnat se Sabit hai? tafsili jankari ke liye audio clip ka mutala kare,. jazakAllah khairan kaseera

♫ Qaza-e-Umri Ki Hakikat

♫ Qaza Namaz Kaise Ada Karey ?

[vc_wp_custommenu nav_menu=”30670″ el_class=”clean_m also_2clm”]

5/5 - (1 vote)