04th Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Ramzan ka wo Mahina jis me Quraan ka Nuzool hua saari Insaniyat ki Hidayat aur Rahnumai ke liye.❞ 📕 Surah Baqrah 2:185
3rd Ramadan Quotes: ۞ Hadees: “Islaam ke sutoon paanch (5) hai.” (1). Pehla Ye ke Allah hi ki Ibadat ki jaye aur uske siwa tamaam jhoote khudao ka inkaar kiya jaye, (2). Namaaz parhna, (3). Zakaat dena, (4). Baitullah ka Hajj karna aur (5). Ramzan ke Roze rakhna…
02nd Ramzan Hadith Quote: Abu huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallhu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jisne Imaan ke saath Sawab ki niyat se Ramzan ke Roze rakhe uske pichle saare Gunaah bakhsh diye jayenge.” Sunan Ibn Majah, 641-Sahih
01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
Ramzan ki Ahmiyat itni kyu hai, iske Ahkam kya hai ? Aayiye iske Talluk se tafseeli jankari ke liye Mohtarma Alima Behan Amtul Mateen ke bayan ka mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. jazakAllahu khairan.
Sehri (Roza Rakhne) ki Niyat ki Galat Dua se bachiye. kyunki is dua ka matlab hota hai ke “Mai Roza rakhne ki Niyat karta hu Kal ka.” jabki hum aajke Roze ke liye kar rahe hote hai.
Chand dekhne ki dua in roman english, चाँद को देखने की दुआ, Dua for sighting the new moon, Shaban ka Chand, Safar ka Chand, Muharram ka chand, Ramzan ya kisi bhi Mahine ka Chand dekhein tou yeh Dua padhein
Sone aur chandi ke Zakat ke masail , How to Give Zakah On Gold And Silver & How Much by Adv Faiz Sayed [vc_wp_custommenu nav_menu=”30670″ el_class=”clean_m also_2clm”]