✦ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) ke khadim, Abu Salam (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya “Jo bhi Musalman ya Insaan (ya banda) Subah Shaam ye Kalimat kahe “Radhitu billahi Rabba Wa bil Islami Deena wa bi Muhammadin Nabiyyan” tou Allah Subhanahu Qayamat ke din usko jarur khush farma dega.
(Main raazi hu Allah ke Rabb hone par, Islam ke Deen hone par aur Muhammad ﷺ ke nabi hone par.)
“Allah hi Mabood hai barhaq hai, Uske siwa koi Mabood nahi hai, wohi humesha Zinda aur Qayam rehne wala hai,Usey tou na Oongh aati hai na hi Nind aati hai,Har cheez ussi ki hai jo Aasmaanon me aur Zameenon me hai,
Kaun hai ke Uski Ijaazat ke baghair uss se kisi ki sifaarish kare,jo logon ke Roo-ba-Roo ho raha haiaur jo unke peeche ho chuka hai,woh sab Allah ko khoob maloom hai.aur woh Allah ke Ilm me se zarra barabar bhi kisi cheez par koi Ahaate nahi kar saktemagar jis qadar chaahe,
Ussi ki baadshahi (aur Ilm) Aasmaanon aur Zameen me sab par haawi haiaur Allah ko unki hifaazat koi dushwaar nahi,wo bada Aali Rutba aur Jaleel-ul-Qadir hai.”
Aayatul kursi ke fazilat ke talluk se Allah ke Rasool (ﷺ) Mubarak farman:
1. Har Cheez ki koi Bulandi hoti hai, Quraan ki bulandi Surah-Baqrah haim Usme ek Aayat sab Aayato ki Sardar hai. Matlab Ayatul Kursi. [Hadith: Tirmizi Sharif]
2. Raat ko soney se pehle Ayatul Kursi padhne waale ke liye Allah ki taraf se ek farishta hifazat ke liye Muqarar kar diya jata hai aur uskey paas shaitan nahi aata. [Hadith: Bukhari Sharif]
3. Jisko Shaitani wasaawis aatey hai wo Aayatul Khursi tilawat kar ley. [Hadith: Sahih Bukhari]
♥ In’sha’Allah-ul-Azeez! Allah Taala hume Kehne Sun’ne se jyada Amal Ki Taufik.
baitul khala ki dua, baitul khala se nikalne ki dua, baitul khala se bahar aane ki dua, baitul khala se bahar nikalne ki dua, baitul khala ki dua in hindi, baitul khala se aane ki dua
Mayyat ki ankhen band karte waqt ki dua ((اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِفُلاَنٍ (بِاسْمِهِ) وَارْفَعْ دَرَجَتَهُ فِي الْمَهْدِيِّينَ، وَاخْلُفْهُ فِي عَقِبِهِ فِي …
Barish ko rokne ki dua – Dua to stop rain | Allaahumma hawa laynaa walaa ‘alaynaa, Allaahumma ‘alal aakaami waz ziraabi wa butoonil awadiyati wa manaabitish shajar
यूँ तो मुकम्मल कुरआन हमारे दिल को सुकून पोहचाता है, लेकिनं इस पोस्ट में हम महज कुछ ही दुआओं का तज़किरा कर रहे है जो बेचैनी और बेकरारी के इलाज के लिए कुरआन व सुन्नत से मुफीद साबित है।
Allahumma rahmataka arjoo fala takilnee ila nafsee tarfata AAayn, wa-aslih lee sha/nee kullah, la ilaha illa ant.
(ऐ अल्लाह! मैं तेरी रह़मत की आशा रखता हूं, इस लिए तू मुझे पलक झपकने के बराबर भी मेरे नफ़्स (आत्मा) के ह़वाले न कर और मेरे लिए मेरे तमाम काम ठीक कर दे। तेरे सिवा कोई इबादत के लायक़ नहीं।)
La ilaha illal-lahul-AAatheemul-haleem, la ilaha illal-lahu rabbul-AAarshil-AAatheem, la ilaha illal-lahu rabbus-samawati warabbul-ardi warabbul-AAarshil-kareem.
(अल्लाह के सिवा कोई इबादत के लायक़ नहीं। वह महान तथा सहनशील है। अल्लाह के अलावा कोई इबादत के लायक़ नहीं, जो बड़े अर्श का रब है। अल्लाह के सिवा कोई इबादत के लायक़ नहीं, जो आस्मानों का रब, ज़मीन का रब और अर्शे करीम का रब है।)