अरफा के दिन की दुआ सबसे बेहतरीन है

अरफा के दिन की दुआ सबसे बेहतरीन है

अरफा के दिन की दुआ सबसे बेहतरीन है

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:

सबसे बेहतर दुआ अरफा (9 ज़िल-हिज्जा) वाले दिन की दुआ है और मैंने अब तक जो कुछ (बतौर ज़िक्र) कहा है और मुझसे पहले जो दुसरे नबियों ने कहा उसमें सबसे बेहतर दुआ है –

“ला इलाहा इल्लल्लाहू, वाहदहू ला शरीका लहू, लहूल मुल्क वल-हूल हम्द, व-हूवा अला कुल्ली शैइन क़दीर”

अल्लाह के सिवा कोई (सच्चा माबूद) नहीं, वो अकेला है और उसका कोई शरीक नहीं, उसी के लिए सारी बादशाही है और उसी के लिए सारी तारीफ है और वो हर चीज़ पर ख़ूब क़ुदरत रखता है।

📕 Jam e Tirmazi#3585 (Sahih)

4.5/5 - (22 votes)
Jahannum Se Panah Mangne ki Dua

Qurani Dua: Jahannum Se Panah Mangne ki Dua

Qurani Dua

Jahannum se Allah ki Panah Maangne ki Dua

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Aye Humare Rab! Humein Duniya mein Neki dey aur Aakhirat mein bhi Bhalayi ata farma aur hume Jahannam ke Aazab se bacha.”

📕 Surah Baqrah 2:201

5/5 - (12 votes)
Maa Baap ke liye Dua

Maa Baap ke liye Dua

Maa Baap ke liye Dua

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

‟Maa Baap ke liye yeh Dua karo ke
‘Aye mere Rab! Jis tarah unhone mere bachpan me
mujhe pala hai tu bhi unke saath rehmat ka
muamla farma.’

📕 Surah Al-Isra 17:24

4.9/5 - (150 votes)
Azan ke baad ki Dua | Sahih Hadees ki roshni mein

Azan ke baad ki Dua | Nabi ﷺ ke liye Waseele ki Dua

Azan ke baad ki Dua 

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

اللَّهُمَّ رَبَّ هَذِهِ الدَّعْوَةِ التَّامَّةِ وَالصَّلاَةِ الْقَائِمَةِ،
آتِ مُحَمَّدًا الْوَسِيلَةَ وَالْفَضِيلَةَ، وَابْعَثْهُ مَقَامًا مَحْمُودًا الَّذِي وَعَدْتَهُ

Allahumma Rabba Hadhihi D-Dawatit-Tammaa
Was-Salatil Qaimah, 
Aati Muhammadan Al-Wasilata Wal-Fazilah,
Wabaathhu Maqaman Mahmudan
il-Ladhi Waadtah

तर्जुमा : ऐ मेरे अल्लाह जो इस सारी पुकार का रब है और कायम रहने वाली नमाज़ का भी रब है, नबी-ऐ-करीम मुहम्मद (ﷺ) को क़यामत के दिन वसीला अता फ़रमा और मुकाम-ए-महमूद पर उनका क़याम फर्मा जिसका तूने उनसे वादा किया है।

📕 Sahih Bukhari, Vol 1, 614

Read More

5/5 - (15 votes)
Mereez ke liye Dua

Mareez ki Shifa ke liye Dua

Dua | Hadees of the Day

Mereez ke liye 7 Baar yah Dua padhe

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

Jab koi shakhs kisi aise mareez ki ayadat kare jiski maut ka waqt qareeb nahi aaya ho to uske paas jakar 7 martaba ye Dua padhe to Allah usko us marz se shifa ata farma dega:

أَسْأَلُ اللَّهَ الْعَظِيمَ رَبَّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ أَنْ يَشْفِيَكَ

❛ As’alullah Al-‘Azeem Rabbal ‘Arshil ‘Azeem an Yashfik ❜

“Main Azmat wale Allah Jo Azeem Arsh ka Malik hai
se Dua karta Hoon ki woh tumko Shifa de.”

📕 Sunan Abu Dawud: 3106 (Sahih)

4.9/5 - (8 votes)
Maghfirat ki Dua | मगफिरत की दुआ | Qurani Dua-6

Maghfirat ki Dua | Qurani Dua-6

Maghfirat ki Qurani Dua ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ رَبَّنَا لاَ تُؤَاخِذْنَا إِن نَّسِينَا أَوْ أَخْطَأْنَا ❛ Rabbana la tu’akhidhna in-nasina aw … Read More

Har musibat se bachne ki dua

Har Pareshani aur Mushkil se Nikalne ki Dua

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Har Musibat wa Pareshani aur
Mushkil se Nikalne ki Dua

لَّآ إِلَٰهَ إِلَّآ أَنتَ سُبْحَٰنَكَ إِنِّى كُنتُ مِنَ ٱلظَّٰلِمِينَ

La ilaha illa Anta Subhanaka inni Kuntu Minaz Zalimin

Tere Siwa koi Mabood nahi, Teri Zaat Paak hai, Beshak Main hi Zaalim hun.

📕 Qur’an : Surah Al-Anbiya : 87

📕 Musibat ke Wakt ki Dua

4.8/5 - (29 votes)
Ghar se Nikalne ki Dua

Ghar se Nikalne ki Dua

घर से निकलते समय की दुआ – What to say when leaving the home | Dua : Bismil-lah, tawakkaltu AAalal-lah, wala hawla wala quwwata illa billah

Barish ko rokne ki dua - Dua to stop rain

Barish ko rokne ki dua – Dua to stop rain

Barish ko rokne ki dua – Dua to stop rain | Allaahumma hawa laynaa walaa ‘alaynaa, Allaahumma ‘alal aakaami waz ziraabi wa butoonil awadiyati wa manaabitish shajar

Dua: Mai Razi hu ke Allah Mera Rab Hai

Iman par Qayam Rehne ki Dua: Mai Razi hu ke Allah Mera Rab Hai

Iman par Qayam Rehne ki Dua

Mai Razi hu ke Allah Mera Rab Hai

✦ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) ke khadim, Abu Salam (R.A.) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya “Jo bhi Musalman ya Insaan (ya banda) Subah Shaam ye Kalimat kahe “Radhitu billahi Rabba Wa bil Islami Deena wa bi Muhammadin Nabiyyan” tou Allah Subhanahu Qayamat ke din usko jarur khush farma dega.

(Main raazi hu Allah ke Rabb hone par, Islam ke Deen hone par aur Muhammad ﷺ ke nabi hone par.)

📕 Sunan Ibn Majah, Jild 3, 751-Hasan

📕 Sahih Ibn Hibban , 870-Hasan

5/5 - (2 votes)
Eid 2022: Eid ul Fitr Mubarak

Eid 2022: Eid ul Fitr Mubarak

Eid ka Asal Paigam | Eid Mubarak ki Dua रमज़ान के पूरे महीने में भूक और प्यास को बर्दाश्त करने … Read More

Shab-e-Qadr ki Dua

Shab-e-Qadr ki Dua

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ” Allahumma Innaka ‘Afuwwuntuhibbul ‘Afwa Fa’fu ‘Anni. “ (Aye Allah tu muaf karne wala aur muaf karne ko … Read More

Dua-e-Maghfirat (Qurani Dua 3)

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Dua-e-Maghfirat (Qurani Dua 3) ❝ رَبَّنَا ظَلَمْنَا أَنفُسَنَا وَإِن لَّمْ تَغْفِرْ لَنَا وَتَرْحَمْنَا لَنَكُونَنَّ مِنَ الْخَاسِرِينَ ❞ … Read More

Aulad ki Dua in Quran

Aulad ki Dua in Quran

Allah se Nek, Deendar aur Farmabardar Aulad maangne ki Qurani dua

Baitul Khala se Nikalne ki Dua

Baitul Khala se Nikalne ki Dua

baitul khala ki dua, baitul khala se nikalne ki dua, baitul khala se bahar aane ki dua, baitul khala se bahar nikalne ki dua, baitul khala ki dua in hindi, baitul khala se aane ki dua

Baitul Khala me dakhil hone ki Dua

Baitul Khala me dakhil hone ki Dua

Baitul Khala me dakhil hone ki Dua [بِسْمِ اللَّهِ] اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنَ الْخُبْثِ وَالْخَبائِث [Bismillahi] Allahumma ‘inni “a’udhu … Read More

Qarz ki Dua | qarz ki dua in hindi | qarz ki dua mp3

Qarz ki Dua: Karz ki Adayegi ke liye Dua

Qarz ki Adayegi ke liye Dua اللّهُـمَّ اكْفِـني بِحَلالِـكَ عَنْ حَـرامِـك، وَأَغْنِـني بِفَضْـلِكِ عَمَّـنْ سِـواك Allahummak-finee bihalalika AAan haramik, wa-aghninee … Read More

Mayyat aur janaza ki dua

Janaza ki Duayein

Mayyat ki ankhen band karte waqt ki dua  ((اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِفُلاَنٍ (بِاسْمِهِ) وَارْفَعْ دَرَجَتَهُ فِي الْمَهْدِيِّينَ، وَاخْلُفْهُ فِي عَقِبِهِ فِي … Read More