Deeniyat Hadees
Deeniyat Hadees Collection in the light of Quran and Sunnah
Hadith: Tum Allah Taala ke Hukm ki hifazat karo, Allah Taala tumhari hifazat karega.
Hadith: 2-Nov:
Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya:
❝ Tum Allah Taala ke Hukm ki hifazat karo, Allah Taala tumhari hifazat karega.
Hadith: RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne janwaron ko aapas me ladane se mana farmaya hai
Hadith: 1-Nov:
Abdullah ibne Abbas (R.A) kehte hain ke RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne janwaron ko aapas me ladane se mana farmaya hai.
Narrated Abdullah ibn Abbas: The Messenger of Allah (ﷺ) prohibited to provoke the beasts for fighting.
Hadith: Aye Musalman Aurto ! koi padosan apni padosan ke hadiye (tohfe) ko mamuli na samjhe, agarche Bakri ka khur hi ho
Hadith: 31-Oct:
Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya:
❝ Aye Musalman Aurto ! koi padosan apni padosan ke hadiye (tohfe) ko mamuli na samjhe, agarche Bakri ka khur hi ho.
Allah’s Messenger (ﷺ) said:
❝ O Muslim women! no neighbour should underestimate a gift of her neighbour even if it is (only) a sheep’s foot.
Hadith: Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke ye dil ko rahat pohchata hai
Hadith: 30-Oct:
Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya:
❝Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke ye dil ko rahat pohchata hai.
Hadees: Agar Kisi ne Allah ki di huyee Rukhsat ke Alawa Ramzan ka Roza na rakha
Ramadan Quotes: 14 – Ramzan
✦ Roman Urdu Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
“Agar Kisi ne Allah ki di huyee Rukhsat ke Alawa Ramzan ka Roza na rakha (ya tod diya) tou Saari Umar ke Rozey bhi iski kami ko puraa na kar sakegey.”
📕 Sunan Abu Dawud, Hadees 2396
✦ हिंदी हदीस: अबू हरैराह (र.अ) से रिवायत है की, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:
“अगर किसी ने अल्लाह की दी हुई रुख्सत के अलावा रमजान का रोज़ा न रखे (या तोड़ दिया) तो सारी उम्र के रोज़े भी इसकी कमी को पूरा न कर सकेगी।”
✦ English Hadith: Abu Huraira (R.A.) narrated that the Messenger of Allah (ﷺ) said: