Buro Me Sab Se Kharaab Burey Aalim Hai

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ki –
“Khabardar Hokar Sun Lo Ki!, Buro Me Sab Se Kharaab Burey Aalim Hai
Aur Accho Me Sab Se Acche, Acche Aalim Hai..”

(Mishkat Sharif)

# Sabaq: Yahaa Acche Se Muraad Yeh Hai Ke, Jo Shakhs (Aalim) Ikhlas Ke Sath Kitabo Sunnat Ke Mutabik Logon Ko Raah-e-Haq Ki Dawat De Wo Sab Se Behtareen Aalim Hai.
Aur Burey Aalim Ka Mu’amla Thik Iss Se Ulta Hai.

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: