Buri nazar lagne se insan ki maut bhi ho jati hai

۞ Hadees: Abdul rahman bin jabir (RaziAllahu anhu) apne walid se bayan karte hain ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya “Meri ummat ke aksar log jo Allah subhanahu ki kitab aur uske faisle aur uski taqdeer ke baad faut honge wo nazar lagne se honge.”

📕 Al-Silsila-tus-Sahiha, 3238

✦ Tashreeh : Buri nazar se bade se bada nuqsan ho sakta hai yaha tak ki insaan mar bhi jata hai


۞ हदीस: अब्दुल रहमान बिन जाबिर (रदी अल्लाहू अन्हु) अपने वालिद से बयान करते हैं की रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फरमाया “मेरी उम्मत के अक्सर लोग जो अल्लाह की किताब और उसके फ़ैसले और उसकी तक़दीर के बाद फौत होंगे (मरेंगे) वो नज़र लगने से होंगे।”
अल-सिलसिला-अस-सहिहा, 3238

✦ तशरीह : बुरी नज़र से बड़े से बड़ा नुक़सान हो सकता है यहा तक की इंसान मर भी जाता है।


Related Post

5/5 - (7 votes)

Leave a Reply

Related Posts: