♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Sahaba (RaziAllahu Anhu) Se Farmaya –
“Kya Mai Tumko Tumhari Bimaari Aur Uska Elaaj Na Batau ?
Tou Sunlo, Tumhari Beemaari ‘Gunaah’ Hai
Aur Uska Elaaj Astaghfar (Allah Se Magfirat talab karna) Hai…”
– (Baihaqi Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Bimaari Aur Uska Elaaj …
Related Posts:
- Sakth Dili Ka Ilaaj - Yateem Ke Sir Par Haath Pherna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "(Sakht Dili Ke Elaaj Ke Liye) Yateem Ke Sir Par Haath Phera Karo Aur Miskeeno Ko Khana Khilaaya Karo..." - (Musnad-e-Ahmad; Hadith no. 9018)
- Geebat Ki Ta'arif - What is Backbiting ? "Kisi Shakhs Ka Koi Zaahiri Aib Ho Ya Baatini, Uska Paidaishi Aib Ho Ya Uska Apna Paida Kiya Hua Aib Ho, Usey Bayan Karna Geebat Hai,.." - (Ahyaul Uloom J:3 S:141) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta'ala Ke Bad'tarin Bande Woh Hai Jo Logon…
- Log Bimaari Ke Khauf Se Khana Tou Chorr Detey Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Log Bimaari Ke Khauf Se Khana Tou Chor Detey hai, Magar Allah Ke Khauf Se Gunaah Karna Nahi Chorte." - Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) *Allah Reham Kare. ! Allah Hume Gunaho se Sacchi Pakki Taubah ki Taufik dey ... Ameen Summa Ameen !
- Bimaari Ka Sabr Aur Shukr Se Istaqbal Kiya Karo ♥ Qaul-e-Mubarak: " Aye Logo! Jab Tum Bimaar Ho Jao Tou Sabr aur Shukr Se Uska Istaqbal Karo Taa'ke Wo Tumhare Liye Rehmat Ban Jaye. " - Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Puraa Badla De Diya Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sa'ad Bin Abi Waqqas (RaziAllahu Anhu) Bayan Farmate Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ki Raza (Allah Ko Raazi Karne) Ke Liye Jo Bhi Tumne Kharch Kiya Uska Tumhe Allah Se Pura Pura Badla De Diya Jayega, Yaha Tak Ki Agar Tumne…
- Jiski Namaz Asar Qaza Ho Gayee Uska ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allahu (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jiski Namaz-e-Asar Qaza Ho Gayee (Yaani Nahi Padi Uski Misaal Aisi Hai Ke) Uska Ghar Aur Maal Sab Loot Gaya..” - (Sahih Bukhari, Namaz Ke Waqton Ka Bayan: 553)
- Qabr Ko SajdaGaah Na Banao .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Saamne Aapke Wisaal Se Pehle Bimaari Ke Dino Me Habsha Ke Ek Girja-Ghar Me Bani Hui Tasveeron Ka Zikr Kiya Gaya, Aapne Sir Uthaker Irshad Farmaya - "Yeh Wo Log Hain Ki Jab Inme Koi Nek Aadmi Mar Jata Tou Uski Qabr Per…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Uska Sara Waqt Namaz Me Shumar Hoga ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Koi Shakhs Namaz Ki Wajah Se Jab Tak Kahi Par Ruka Rahega Uska Ye Sara Waqt Namaz Me Shumar Hoga Aur Farishte Uske Liye Dua Karte Rahenge Ki - Aye ALLAH! Iski Magfirat…
- Ladki Ki Nikah Ke Liye Razamandi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira Wa Abdullah Bin Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Kuwaari Ladki Ka Nikah Na Kiya Jaye Jab Tak Uski Razamandi Na Hasil Kar Li Jaye Aur Uska Chup Rehna Uski Razamandi Hai, - Aur Na Nikah Kara…
- Makkhi ke Parr Me Bimaari Aur Shifa: Islam aur Science ∗ Sawaal: Piney Aur Khane Ki Cheez Me Makhhi Gir Jaye Tou Kya Karna Chahiye ? » Jawaab: Abu Dawood Ne Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jab Khaane Me Makhkhi Gir Jaye Tou Uss Ko Gota (Dubana) Do -…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Waseeyat me Nainsafi karne wale ka khatama bura hota hai ♥ Al Quran: Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim "Allah Subhanahu Tumhari Aulad ke baare me tumko irshad farmata hai ki (Jaydad me) Ek Ladke ka hissa Do Ladkiyo ke barabar hai (yani ek bete ko jitna hissa diya jayega uska aadha hissa beti ko bhi dena jaruri hai)" - (Surah Nisa(4) Aayat 11) ♥…
- Nafeel Roze Ka Sawaab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) Irshad Farmate Hai - "Agar Kisine Ek Din Nafl Roza Rakha aur Zameen Bhar Usey Sona(Gold) Diya Jaaye Tab Bhi Uska Sawaab Poora Na Hoga. Uska Sawaab Tou Qayamat Hee Ke Din Milenga.." - (Tibrani Shareef) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस:…
- Achhe Aur Burey Tajir Ka Hashr ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Bahut Sacche Aur Dayanatdar Tajir(Businessman) Ka Hashr Nabiyo, Siddiqiyon Aur Shaheedon Ke Sath Hoga.." - (Tirmizi Jild_2 Page-229) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Aur Riwayat me Farmatey Hai -…
- Sharmindagi Taubah Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman Hai Ke - "Sharmindagi Taubah Hai" - (Sunan Ibne Majah, Abwaab Al Zuhd, Baab Zikr Fee Tooba, Jild: 4, Page: 492, Hadith:4252) • Wajahat: Hadees Me Bataya Gaya Hai Ke Gunaaho Se Nadamat Hona…
- Padosi ko Takleef denewala Musalman Jannat me Nahi Jayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se Rivayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, Wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho (Chahe uska padosi kafir bhi kyu na ho ).." - (Sahih Muslim, Hadith No. 79)
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Gaaye ke Doodh me Shifa (Cure) hai ♥ Hadees-e-Nabvi (ﷺ): RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai, "Gaay ka Dhoodh istemaal kiya karo, kyun ke us ke dhoodh me har bimaari se shifa(cure) hai." - (Mustadrak: 2147) ♥ हदीसे नबवी (ﷺ) : रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है, "गाय का दूध इस्तेमाल किया करो, क्यूंकि उसके दूध में…
- Jumaa Me 3 Tarah Ke Log Aatey Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jumaa Me Teen (3) Tarah Ke Log Aate Hain, *(1) Ek Tou Wo Jo Waha Aakar Behuda Baat Kare, Uska Hissa Yahi Hai (Yani Usko Kuch Sawaab Na Milega) Aur *(2) Dusra…
- La Ilmi Ka Elaaj Sawaal Karna Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jaabir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Unhone Farmaya - "Hum Log Safar (Journey) Me The Ek Sahabi Ko Patthar Laga Jis Se Unke Sir (Head) Me Zakhm Aa Gaya, Uske Baad Unhe Neend Me Nahane Ki Haajat Ho Gayi, Unhone Apne Hamsafar Sahaba-e-Kiraam (RaziAllahu Anhu) Se Mas'ala Poocha…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Uska Dil Emaan Se Khaali Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jis Par Naseehat Asar Na Kare, Woh Jaan Le Ke, Uska Dil Emaan Se Khaali Hai." - Hazrate Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu)
- Zakaat Ka Bayan Quraan Aur Hadees Ki Roushni Me !! ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Ke Din Tum Me Se Kisi Ka Khajana Chitqabra Azdaha (A Kind Of Python) Ban Kar Aayega, - Uska Malik Uss Sey Bhagega Lekin Wo Usey Talash Kar Raha Hoga - Aur…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…