Hadees: Kisi Nabeena ya Kamzor Nigaah wale ko rasta dikhana… Hadith: 22-June: Abu Zar (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Kisi (Nabeena ya) Kamzor Nigaah wale ko rasta dikhana Sadqa (Sawaab ka kaam) hai. 📕 Jami` at-Tirmidhi 1956
Sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai.." - (Tabrani Kabir: 3923)
Har Nek Kaam me Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Har Nek Kaam me Sadqa hai … Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko Acchi Baat ka Hukm Dena aur boori baat se rokna…
Jiske Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jis Aadmi Ke Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga Wo Jannat Me Nahi Jayega!". Ek Aadmi Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! "Hum Me Har Aadmi Yah…
Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129
Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko Acchi Baat ka Hukm Dena aur boori baat se…
Hadees: Patthar Kanta aur Haddi (wagairah) ka Raste se hata… Hadith: 11 -July: Abu Zar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Patthar Kanta aur Haddi (wagairah) ka Raste se hata dena Sadqa (Sawab ka Kaam) hai.❞ 📕 Tirmidhi 1956
Sadqa-e-Fitr Gurba-O-Masakeen Ka Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Azad Ghulaam, Mard, Aurat aur Har Chotey Badey Musalman Per 1 Saa Khajoor Ya 1 Saa Jo’bator Sadqa Fitr Ada Kerna Farz Kia hai aur Isey Logon ke Namaz-e-Eid Ke Liye Nikalne Se Qabl…
Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya - "Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)
Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal… ♥ Mafhum-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal aur Shakal aur Surat me Uss se Badhkar hai tou uss Waqt usey aisey Aadmi ka Khayal karna chahiye jo…
Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi… Hadees of the Day Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi lega Hadees: Haritha Bin Wahab (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki - "Sadqa Karo! Ek aisa Zamana bhi Tum par aane wala hai, Jab Ek Shakhs apne Maal ka Sadqa le kar Niklega…
Jo Ilm Ki Talaash Me Kisi Raste Par Chalta Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke, "Jo Ilm Ki Talaash Me Kisi Raste Par Chalta Hai, Allah Uske Liye Jannat Ka Rasta Aasaan Farma Deta Hai". - (Ibne Maja, Jild: 1, Page: 145) # Sabaq: Lihaja Jo Haq Hidayat Wa Sirate Mustaqim Ki Raah Ka Talabgar Hota…
Insan jab Mar Jaata hai tou uske Isale Sawab ke liye sirf 3… ✦ Hadith Roman Urdu: Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Insan jab marr jata hai tou uske Amaal khatam ho jatey hai, magar 3 cheezen baaqi reh jaati hai, (1). Sadqa Jariya, (2). Ilm ! Jis se log faida uthaye, (3). Nek Aulaad ! jo…
Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai. - Hazrate Abu Baqar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
Ghussa aur Iska Ilaaj Aahadees ki Roshni me (Cures for Anger… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Apni Ummat ko Baat-Baat par Gussa Karne se manaa farmaya. chunanche Hadees Sharif me aata hai ke: Ek Aadmi Rasool'Allah(ﷺ) ke Darbar me hazir hua aur Arz kiya ki "Aye Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mujhe kisi Amal par Hukm Dijiye…
Hadees: Jab Aadmi apni Biwi ko paani pilaata hai tou uspar… Hadith: 26-June: Irbaz bin Saariyah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jab Aadmi apni Biwi ko paani pilaata hai tou uspar bhi Sawaab diya jata hai.. 📕 Musnade Ahmed 17155
Behtareen Sadqa Ilm Haasil Karna ✦ Ilm Ki Ahmiyat aur Fazilat: 1). Hadith: Abu Umama (RaziAllahu Anhu) riwayat karte hai ke, Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Logo! Ilm ke wapas liye jane aur utha liye jane se pehle ilm hasil karlo." - Musnade Ahmad 2). Hadith: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) riwayat karte hai ke,…
Fitra / Sadqa-e-Fitr / Zakaat al Fitr Kya hai aur kyun dete… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ 1. SADQA-e-FITR / ZAKAT AL-FITR Kya Hai? Sadqa-e-Fitr ya Zakat al-Fitr, jise hum aam taur par ‘Fitra’ ke naam se jaante hai, yeh ek aisa Sadqa hai jo aap ke tamaam Rozo ko Paak karta hai. yeh ek khane pine ki cheez ki Shakal me di jaati…
Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega.." - (Sahi Muslim, Hadith no.1874)
Insaan ke Badan ke har Jod par har Din ka Sadqa Waajib Hadees Of The Day Insaan ke Badan ke Har Jod par har Din ka Sadqa Waajib Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hain : "Insaan ke Badan ke har Jod par har us Din ka Sadqa Waajib hai Jismein Sooraj Tuloo hota hai. aur Logo ke Darmiyaan Insaaf karna bhi Ek…
Mehman Nawazi Ki Fazilat aur Sunnat ✦ Hadith: Nabi-e-Paak (ﷺ) irshad farmate hain - "Rozi aur Barkat Uss Ghar ki taraf tezi se doudhti hai jis me Mehmaan ke sath khana khaya jata hai." - (Ibne Majah) ✦ Hadith: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jo shakhs Allah aur aakhirat ke din par yaqeen rakhta ho usko apne…
Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai: *"Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare !!!" • Logon Ne Puncha - "Agar Uske Paas Sadqa Dene Ke Liye Kuch Na Ho Tou Kya Kare ?" *Irshad Farmaya - "Apne Hatho Se Mehnat Majduri Karke Apne Aap Ko Bhi…
It is very good AAP to learn