♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai
Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf
Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley.
– [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
Home / Quran ki Nasihat / Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai ….
Related Posts:
- Ta'aki Log Iski Aayto Par Gaur Kare Aur Aqalmand Is Se… !! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !! Allah Ta'ala Quran-e-Kareem Me Farmata Hai: Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Ye Mubarak Kitab(Quraan) Hai Jisey Humne Aapki Taraf Iss Liye Nazil Kiya Ke Log Iski Aayto Par Gaur Kare Aur Aqalmand Is Se Naseehat Hasil Kare. - [Al-Quran Surah(38)Saad: Ayat-29] ♥ Lihaza Hum Sab Par Lazim…
- Beshaq Nek Log Neymato Me Honge .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Yaqeenan Tumhaare Saron Par Nighahbaan Muqarar Hai Jo Baa-Izzat Likhne Waale Hai. Wo Tumhare Aamaal Ko Khoob Jaante Hai. Beshaq Nek Log Neymato Me Hongey Aur Baddkaar Afraad Jahannum Me Hongey". - [Surah(82) Infitaar: Ayaat:10-14]
- Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par.…
- Murdon Ko Nikalangey Taaki Tum Naseehat Haasil Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Wohi Tou Hai(Allah) Jo Baarish Se Pahley Khushkhabri Dene Waali Hawayein Chalata Hai Yahan Tak Ki Jab Hawayein Bhari Badlon Ko Utha Leti Hain Tou Hum(Allah) Uss Badal Ko Murda Shahar Ki Taraf Hank Dete Hain Phir Hum Uss Badal Se Paani Utaartey Hain…
- Ijazat Ke Bagair Kisi ke Gharo Me Dakhil Na Hona ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Apne Gharon Ke Siwa Aur Gharon Me Na Jao Jab Tak Ke Ijazat Na Le Lo Aur Waha Ke Rehne Walo Ko Salaam Na Kar Lo, Yehi Tumhare Liye Sarasar Behtar Hai Taa'ke Tum Naseehat Hasil Karo,.." - (Surah Noor, Ayat: 27) #…
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega.." - (Sahi Muslim, Hadith no.1874)
- Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Quwwat Hasil Karo Sabr aur Namaz Se Beshaq Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai". - (Sureh - Baqarah: Ayat-153 )
- Quraan-e-Kareem ..... ♥ Quraan-e-Kareem ♥ 22 Saal, 2 Maah, 22 Din Me Nazil Hua aur Isme Siparey → 30 Sajdey → 14 Manzil → 7 Surtein → 114 Makki → 86 Madni → 28 Ruku → 540 Aayat → 6236 Huroof → 323760 Zabar → 53243 Zer → 39582 Pesh → 8804…
- Logon Ko Haq Ki Dawat Acchi Naseehaton Se Do .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Aap Logon Ko Apne Parwardigaar Ki Raah Par Hikmat Aur Acchi Acchi Naseehat Ke Jarye Se Bulao Aur Bahas Wa Mubahisa Karo Tou Iss Tarikey Se Jo Logo Ke Nazdik Sabse Accha Ho ,. Ismey Koi Shaq Nahi Ke…
- Deen Tou Sirf Islam Hee Hai ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ke Nazdeek Deen Tou Sirf Islam Hee Hai, *Aur Ahl-e-Kitab Ne Apne Paas Ilm Aa Jaane Ke Baad Aapas Ki Sarkashi Aur Hasad Ki Bina Par Hee Ikhtilaaf Kiya Hai Aur Allah Ki Aayaton Ke Saath Jo Bhi Kufr Kare Allah Uss Ka…
- Ek Paigam Ek Rab Ke Bando Ke Naam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Keh Do Aye Ahl-e-Kitab! (Jews And Christians) Se Ek Baat Ki Taraf Aa Jao Jo Hamare Aur Tumhare Darmiyan Barabar Hai Ki Allah Ke Siwaye Aur Kisi Ki Bandagi Na Karey Aur Kisi Ko Uska Sharik Na Thahrayein Aur Allah Ke Siwa Koi Kisi Ko…
- Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta Aur Agar Neki Ho Tou Usey Doogni Kar Deta Hai Aur Khaas Apne Paas Se Bohot Badaa Sawaab Deta Hai". - [Surah(4): Al-Nisa: Ayat-40)
- Gunahgaar Bohot Jald Apney Kiye Ki Sazaa Paynge .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! (Aye Logon !) Tum Zahiri (Khule Aam) Aur Chup Kar Kiye Janey Waley Sab Gunaah Chorh Do, Beshaq Jo Log Gunaah Kartey Hain Anqareeb (Bahut Jald) Apne Kiye Ki Sazaa Payengey. - (Surah Al-Anaam (6): Ayat-120 : @[156344474474186:])
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Allah ke Khaas Bando ki pehchaan ye hai ke wo Zameen par… Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Kareem me Apne Khaas bando ki pehchaan ke bare me farmata hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Allah ke khaas bandey tou woh hai jo Zameen par Aahistagi se chalte hai aur Jab Jahil unsey (Jahalat) ki baat kare tou kahte hai ke Salaam (tum salamat raho), (63)…
- Musalman Mardo Ko Hukm Nigahe Nichi Rakhe .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Nabi Sallallahu Alaihay Wasallam!) Musalman Mardo Ko Hukm Do Ke Apni Nigahe Kuch Nichi Rakhe, Aur Apni Sharmgaah Ki Hifazat Karey. Ye Unke Liye Bahut Suthra Hai. Beshaq Allah Hi Ko Unke Kaamo Ki Khabar Hai." - [Surah (24) Noor: Aayat-30]
- Sood Lene Waalo Ka Qayamat me Anjaam ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Sood Khatey Hain Wo Qayamat Ke Din Uss Shakhs Ki Tarah Uthengey Jinhey Shaitan Ne Lipat Kar Deewana Bana Liya Ho Yeh Haalat Unki Iss Wajah Se Hogi Ki Unhoney Kaha Tha Ki Kharid Wa Farokht Bhi Sood Ki Tarah Hai, Jabki Allah…
- Allah Ne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar .... Rabbe Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Irshad Farmata Hai Ke, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bilashuba Usne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar Aur Khoon Aur Suwar Ka Gosht Aur Wo Jaanwar Jis Par Allah Ke Siwa Kisi Aur Ka Naam Pukara Jaye, Albatta Jo Shakhs Majboor Hojaye (Aur Haraam Cheez Khale)…
- Beshaq Allah Ta'ala Har Ek Ka Imtihaan Lega .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Logon Ne Ye Samaj Liya Hai Ki Sirf Itna Keh Dene Se Ki Hum Emaan Laye Hai Tou Chorr Diye Jayenge Aur Unka Imtihaan Na Liya Jayega. Aur Hum(Allah)Ne Tou Unn Logon Ka Bhi Imtihaan Liya Jo Unn Logon Se Pehle Gujar Gaye, Garaj…
- Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi Ho Sakti .... Ismey Koi Shaq Nahi Ke Allah Aur Uskey Rasool Ka Paigaam Haq Hai, Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem Ki Muabarak Aayat me Farmata Hai Ke - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi Ho Sakti Tou Tum Burayi Ko Apne Bhale Sulook Se Door Kar Do, Phir Kya…
- Mahr aur iske Ahqaam aur Masail .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » (1). Mehar Ki Adaygi Me Khush Dili Ka Muzaihra Kare ! ♥ Al-Quraan: "Aur Aurto Ko Inke Mehar Khushi Se Do" - (Surah Nisaa: Aayat 4) - Is Aayat Se Sabit Hota Hai Ke Mehar Ki Adayegi Me Khush Dili Ka Muzaihra Karna Chahiye. » (2).…
- Nabiyo Aur Rasoolo Ka Jikr Quraan Me .... ★ Sawaal (Silsila-e-Nabuwat): Allah Ta’ala Ne Quraan Me Kitne Nabiyo Aur Rasoolo Ka Naam Ke Saath Zikr Kiya Aur Unke Kul Tadaat Kitne Hai.? » Jawaab: Nabi Aur Rasoolo Ke Kul Tadaat Kitne Hai Iss Ka Ilm Sirf Allah Ta'ala Ko Hi Hai. Quraan-e-Kareem Me Kul 26 Naam Saaf Saaf…
- Rab Ke Raaste Par Koun Log Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Gaib Par Emaan Laate Hain Aur Namaz Qayam Karte Hain Aur Jo Kuch Humne (Allah Ne) Unhe Diya Hai Usmey Se Kharch Karte Hain. Aur Jo Emaan Laate Hain Uss Par Jo (Quraan) Utara Gaya, Aap (Sallallahu Alahi Wasallam) Par Aur Jo Aapse Pahle…
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…