♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshade Mubarak Hai Ke –
“Beshaq Banda Gunaahon Ka Iqraar Karey
Phir Taubah Kar Ley Tou Allah Uski Taubah Qubool Farmata Hai..”
– (Muslim Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Beshaq Allah Taubah Qubool Farmata Hai ….
Related Posts:
- Taaki Gunahgar Bande Taubah Kar Ley ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai "Beshaq Allah Izzat Aur Buzurgi Wala Raat Ko Aapna Haath(Dast-e-Qudrat) Phailata Hai Taaki Din Ke Gunahgar Taubah Karey Aur Haath Phailata Hai Din Ko Taaki Raat Ke Gunaahgar Taubah Karey, (Allah Isi Tarah Tauba Qubul Karega) Yanha Tak Ki Afatab Nikley Maghreeb…
- Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hain Ki, "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Ker Liye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta'ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega! *Aur Farmaya - "Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota Hain! Pucha Gaya…
- Beshaq Hamesha Bandey Ki Dua Qubool Hoti Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Hamesha Bandey Ki Dua Qabool Hoti Hai,.." Jab Tak Wo Gunaah Ya Naata(Rishta) Todney Ki Dua Na Kare, Aur Jaldi Na Kare” *Logon Ne Kaha: Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! "Jaldi Ka…
- Geebat Zinaa Se Bhi Bad'tar Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain Ki - "Apne Aapko Geebat Se Bachao, Yeh Zinaa Se Bhi Zyada Buri Hain!" Pucha Gaya - "Yeh Zinaa Se Kaise Baddhter Hain?" *Tou Aapne Farmaya - "Aadmi Zinaa Kerke Taubah Ker Leta Hai Tou Allah Ta'ala Kabool Farmata…
- Kiski Taubah Kabool Hogi Aur Kiski Nahi ?...... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Allah Ki Baargaah Me Taubah Tou Sirf Unhi Logon Ki Kabool Hoti Hai, Jo Nadanista Buri Harkat Kar Baithe Aur Fir Jaldi Se Taubah Kar Le, Tou Allah Bhi Aise Logon Ki Taubah Kabool Kar Leta Hai. Aur Allah Tou Bada Jan'ne Wala Haakim Hai.…
- Gaafil-O-Beparwa Dil se ki jane wali dua qabul nahi hoti ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurera (R.A.) bayaan karte hain ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya - "Iss yakeen ke saath Allah se Dua karo ke wo isey Qubool farmayega! aur ye baat acchi tarha jaan lo ke Gaafil-O-Beparwa dil se ki jaaney wali dua Allah (Tabarak-O-Ta'ala) Qabool nahi farmata." - (Tirmazi Sharif)
- Jab Koi Taubah Kare Tou ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Astaghfirullah Allazi La Ilaha Illa Huwal Hayyul Qayyum Wa Atubu Ilayh" "Tum Me Se Jab Koi Taubah Kare Tou Allah Ta'ala Uss Se Itna Ziyada Khush Hota Hai, Jitna Koi Tum Me Se…
- Sharmindagi Taubah Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman Hai Ke - "Sharmindagi Taubah Hai" - (Sunan Ibne Majah, Abwaab Al Zuhd, Baab Zikr Fee Tooba, Jild: 4, Page: 492, Hadith:4252) • Wajahat: Hadees Me Bataya Gaya Hai Ke Gunaaho Se Nadamat Hona…
- Taubah Taubah Ye To Sood Hai Bilkul Sood .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Saeed Khudri Se Riwayat Hai Ki, Bilal (RaziAllahu Anhu) Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Barni Khajur (Achchey Kism Ki Khajur) Lekar Aaye Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ye Kaha Se Laye Ho ?" Unhoney Kaha - "Hamarey Paas Kharab Khajur Thi Uski…
- Beparda Baaligh Aurton Ki Dua Qubool Nahi Hoti Jab Tak Parda… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Allah Ta'ala Tab Taq Unn Baaligh Aurton Ki Dua Qubool Nahi Karta, Jab Taq Wo Hijab (Parda) Ekhtiyar Na Kar le." - (Abu Dawood, 641) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है, "अल्लाह तआला तब तक उन बालिग औरतो की…
- Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana Bhi Tum Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Haritha Bin Wahab (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana Bhi Tum Par Aane Wala Hai Jab Ek Shakhs Apne Maal Ka Sadqa Lekar Niklega Aur Koi Usey Qubool Karney Wala Nahi Payega Jiskey Paas Sadqa…
- Taubah Karne Waalo Ka Inaam .... » Asli Taubah Woh Hai Jo Gunaah Karne Ke Baad Dobara (Wo Gunaah) Na Kiya Jaaye, Balki Yeh Saacha Ahad Ho Aapne Rabb Ta'ala Se Ki Ab Mai Yeh Gunaah Dobara Apni Zindagi Me Kabhi Nahi Karunga, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Woh Ke Jab Koi Behayai Ya Aapni…
- Aur Jo Taubah Karle Aur Iman Le Aaye ... Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me Irshad Farmata hai: ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Tauba(Burey Kamo Se) Karle Aur Iman Le Aaye, Aur Acche Kaam Kiye, Phir Seedhe Raaste Par Chale, Tou Mai(Allah) Usko Bakhsh Doonga." - (Sureh-Taha Aayat No:82)
- Khushali Ke Zamane Me Ziyada Dua Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurerah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya - "Jo Shakhs Ye Chahey Ke Allah Ta'ala Sakhtiyo Aur Be-Chainiyo Ke Waqt Uski Dua Qubool Farmaye Tou Usey Chahiye Ke Wo Khushali Ke Zamane Me Ziyada Dua Kiya Kare..." - (Tirmizi Sharif) ♥…
- Al-Quran: Aye Momino! tum sab Allah ke saamne tauba karo Quran: 26 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aye Momino! tum sab Allah ke saamne Taubah karo; taake tumhein kaamyaabi Naseeb ho.❞ 📕 Surah An-Noor 24:31
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Jab Banda Namaz me Surah Fatiha padhta hai ۞ Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim ۞ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) kehte hain maine RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko farmate hue suna, "Allah Ta'ala farmata hain: maine namaz apne aur apne bande ke darmyan aadhi-aadhi taqseem kardi hai , Lehaza mera banda jo sawal karega usey milega - - Jab banda kehta…
- Aye Imanwalo! Ek Ho Jao ! Nek Ho Jao ... Allah Rabbul Izzat Apney Mukkadas Qalaam Quraan Me Farmata Hai – ♥ Al-Quraan: Beshaq Jo Log Apne Deen Ke Tukde Tukde Kar Chukey Hai Aur Firqo Firqo Me Taqsim Ho Chukey Hai Unn Logon Ke Sath (Aye Nabi Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Aapka Koi Ta’alluq Nahi, Unka Mu’amla Tou Sirf…
- Jo Log Allah Ta'ala Ki Bandagi Se Sarkashi Karte .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Nauman Bin Bashir (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki, Huzoor Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: Dua Ayn Ibaadat Hai, Phir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne (Bataur Daleel) Yeh Aayat Tilawat Farmayi - ‘Aur Tumhare Rab Ne Farmaya Hai Tum Log Mujh Se Duaa Kiya Karo Main…
- Khaliq Aur Makhlooq Ke Bich Koi Parda Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Muaaz (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe (Haakim Bana Kar) Bheja Tou Yeh Farmaya - *Tum Ahle-Kitab Ke Paas Ja Rahe Ho Unhen Iss Baat Ki Gawaahi Ki Taraf Bulana Ke - - Allah Ta'ala Ke Siwa Koi Mabood Nahi Aur…
- Pait Ke Bal Mat Leta Karo, Allah Ta'ala Isko Pasand Nahi… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) Ne Farmaya: "Pait (Stomach) Ke Bal Mat Leta Karo, Allah Ta'ala Isko Pasand Nahi Farmata" - (Tirmizi Sharif) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमाया: "पेट (Stomach) के बल मत लेटा करो, अल्लाह तआला इसको पसंद नहीं फरमाता" - (तिरमिज़ी शरीफ) For more Islamic messages…
- Neki Ka Badla Pura Pura Ata Kiya Jayega ..... ♥ Hadees-Qudsi : Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihe Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, Allah Ta'ala Apne Bando Se Mukhatib Hokar Irshad Farmata Hai - "Mere Bando! Tumhare (Nek) Aamaal Hi Hain Jinko Main Tumhare Liye Mehfooz Kar Raha Hoon, Phir Tumhe Uska Pura Pura Badla Dunga, Lihaaza Jo Shakhs (Allah Ki Taufeeq…
- Allah Ta'ala Har Raat Aasman-e-Duniya ki taraf Nuzool… [tabs] [tab title="Roman Urdu"] ✦ Mafhum-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝ Humara Rab har Raat Aasman-e-Duniya ki taraf Nuzool farmata hai, uss waqt jab Raat ka aakhri tihayee hissa baaki reh jata hai aur farmata hai 'Kaun hai jo mujhse…
- Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Tumney…
- Madat Karnewale Ko Allah Ki Madat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Allah Ta'ala Apne Uss Bande Ki Madad Farmata Rehta Hai Jabtak Woh Banda Apne Bhai Ki Imdad (Madad Aur Nek Kaam) Me Laga Rahe.." - (Bukhari Sharif)