Char (4) Behtareen Cheeze ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Char(4) Chije Aisi Hain Jisko Bhi Mil Gayi Usko Duniya Wa Aakhirat Ki Har Khair Mil Gayi!”
∗1. Shukr Karne Wala Dil,
∗2. Zikr-e-Ilahi Karne Waali Zubaan,
∗3. Musibato Par Sabr Karne Wala Badan Aur,
∗4. Aisi Biwi Jo Na Apne Nafs Me Khayanat Kare, (Yaani Paak Daaman Rahe)
Aur Na Shohar(Husband) Ke Maal Me Khiyanat Kare.
(Tabrani Sharif)

Rate this post

Leave a Reply